Aanay walo yay to bataao shehr madina kesa he


MAULOOD-E-MUSTAFA HAI YE JASHN KA SAMA HAI



Yüklə 0,69 Mb.
səhifə6/12
tarix04.11.2017
ölçüsü0,69 Mb.
#30510
1   2   3   4   5   6   7   8   9   ...   12

MAULOOD-E-MUSTAFA HAI YE JASHN KA SAMA HAI
Ye Subh-E-Baharaan Hai Ye Jashn-E-Mustafa Hai

Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo
Jashn-E-Baharaan Milkay Manao
Shaadmaani Ke Taranay Goonjtay Hain Har Jagah
Aashiqaan-E-Mustafa Jhoomtay Hain Har Jagah
Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo
Jashn-E-Baharaan Milkay Manao

Deep Khushi Ke Milkay Jalao
Aaye Hain Aaqa Sabko Batao

Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo
Jashn-E-Baharaan Milkay Manao
Shaadmaani Ke Taranay Goonjtay Hain Har Jagah
Aashiqaan-E-Mustafa Jhoomtay Hain Har Jagah
Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo
Jashn-E-Baharaan Milkay Manao

Jashn-E-Nabi Phir Jashn-E-Nabi Hai
Karlo Charaghaan Rung Jamao

Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo
Jashn-E-Baharaan Milkay Manao
Shaadmaani Ke Taranay Goonjtay Hain Har Jagah
Aashiqaan-E-Mustafa Jhoomtay Hain Har Jagah
Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo
Jashn-E-Baharaan Milkay Manao

Bachon Ko Apne Dars Ye Dena
Aal-E-Nabi Ka Ishq Sikhao

Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo
Jashn-E-Baharaan Milkay Manao
Shaadmaani Ke Taranay Goonjtay Hain Har Jagah
Aashiqaan-E-Mustafa Jhoomtay Hain Har Jagah
Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo
Jashn-E-Baharaan Milkay Manao

Roothay Hain Jou Bhi Unko Manao
Rung-E-Mohabbat Dil Pe Charhao

Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo
Jashn-E-Baharaan Milkay Manao
Shaadmaani Ke Taranay Goonjtay Hain Har Jagah
Aashiqaan-E-Mustafa Jhoomtay Hain Har Jagah
Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo
Jashn-E-Baharaan Milkay Manao

Deen-E-Nabi Ke Tum Ho Muhafiz
Apni Jawani Isspe Lutao

Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo
Jashn-E-Baharaan Milkay Manao
Shaadmaani Ke Taranay Goonjtay Hain Har Jagah
Aashiqaan-E-Mustafa Jhoomtay Hain Har Jagah
Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo
Jashn-E-Baharaan Milkay Manao

Chahtay Ho Gar Sheyron Ka Charcha
Rung Raza Ka Naat Mein Lao

Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo
Jashn-E-Baharaan Milkay Manao
Shaadmaani Ke Taranay Goonjtay Hain Har Jagah
Aashiqaan-E-Mustafa Jhoomtay Hain Har Jagah
Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo
Jashn-E-Baharaan Milkay Manao

Rehmat-E-Rab Hai Aamad-E-Aaqa
Ne’matein Rab Ki Khushiyan Manao

Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo
Jashn-E-Baharaan Milkay Manao
Shaadmaani Ke Taranay Goonjtay Hain Har Jagah
Aashiqaan-E-Mustafa Jhoomtay Hain Har Jagah
Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo
Jashn-E-Baharaan Milkay Manao

Dil Ki Laggi Tum Aur Barhao
Naat Ujagar Aur Sunao

Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo
Jashn-E-Baharaan Milkay Manao
Shaadmani Ke Taranay Goonjtay Hain Har Jagah
Aashiqaan-E-Mustafa Jhoomtay Hain Har Jagah
Subh-E-Baharaan Aayei Hai Jhoomo
Jashn-E-Baharaan Milkay Manao

Allaha Allah Allah Allah Hu Allah
Allaha Allah Allah Allah Hu Allah

Ya Rab Hai Bakhsh Dena Bandon Ko Kaam Tera
La Taqnatu Suna Hai Humne Kalaam Tera

MAIN MADINE CHALA

main Madinay chala, Main madinay chala


main Madinay chala, main Madinay chala

phir karam ho gaya, main Madinay chala

saqia may pila, main Madinay chala
mast-o-bay khud bana, main Madinay chala

Kaif sa cha gaya, main Madinay chala


jhoomta jhoomta, main Madinay chala

main Madinay chalamain Madinay chala

Ashk thamtay naheen, paon jamtay naheen
larkharata huva, main Madinay chala

main Madinay chalamain Madinay chala

mairay Aqa ka darr, ho ga paish-e-Nazar,
chahiaye aur kia, main Madinay chala

main Madinay chalamain Madinay chala

phir karam ho gaya, main Madinay chala
phir karam ho gaya, main Madinay chala

mairay ganday qadam, aur unka Haram


Laaj rukhna Khuda, main Madinay chala

main Madinay chala main Madinay chala

Rooh-e-Muztarr ththehar, tu nikal na udhar
itni jaldee bhee kia, main Madinay chala

phir karam ho gaya,main Madinay chala

Haath uthhte ruhay, mujh ko daitay ruhay
voh talab say siva, main Madinay chala

kia keray ga idhar, bandh rukht-e-safar


chal Ubaid -e-Raza, main Madinay chala

main Madinay chala, main Madinay chala

phir karam ho gaya, main Madinay chala

MAIN NAZAR KARUN JAAN O JIIGAR

Main nazar karun jaan o jiigar, kesa lage gaa


Rakhdu daar - e - Sarkaar peh sar, kesa lage gaa

Aja'e mukadar seh meray, ghar joh shahedii


Main kesa lagun gaa, meraa ghar kesa lage gaa

Jaab duur seh hai itna haseen, Ghumbad - e - Hazra


Is paar seh esa hai, udar kesa lage gaa

Sarkaar neh daar peh tujhe, bulwaya hai maangte


Jaab ko'ii mujhe deh gaa khabar, kesa lage gaa

Jis haath seh likhun gaa, Muhammad ka qaseeda


Us haath meh Jibre'il ka par, kesa lage gaa

Ghaus - ul - waraa seh puchlo, ik roz yeh chaal kar


Baghdad seh tayba ka safar, kesa lage gaa

Aja'e mukadar seh meray, ghar joh shahedii


Main kesa lagun gaa, meraa ghar kesa lage gaa

Rakhlun gaa imaame peh, joh na'alen - e - muqadas


Shaho keh muqabil meraa sar, kesa lage gaa

MEIN BURA HUUN YA BHALA HUUN, MERI LAAJ KO NIBHANA
Mujhe janata hein Aaqa, tere naam se zamana

Ghame ashiqee se pehle mujhe kawn janata tha


Teri yaad ne banadee meri zindagi fasana

Mujhe iss ka gham naheen he kai badal gaya zamana


Meri zindagi hein tumse kaheen tum badal na jaana

Tu manbaeh ataa hai ke pukaar utha zamana


Tu karam nawaziyaan keen ke kara ka kya thikana

Chaukat pe aagaya huun Sarkar aaj sunn lo


Meri dukh bhari kahani mera dukh bhara fasana

Tere naam se Zahoori mujhe janatee hein dunya


Tera ho gaya huun jab se mera ho gaya zamana

MEIN LAJPALAN DE LARR LAGIYAN MERE TO GHAM PARRE REHNDE
Mein lajpalan de larr lagiyan mere to gham parre rehnde
Meri aasa umeedan de sada boote harre rehnde

Hayal yaar vich mein mast rehnde haa dine raatein


Mere dil vich sajan vasde mere deede tere rehnde

Dua mangiya karo sanghiyo kithe Murshid na russ jaave


Jinhaa de Peer russ jaande jeyondiya vi marre rehnde

Kaddi vi laurr nieh pendhi menu dar darr te jaavan di


Mein lajpaalan da mangtha haa mere palle barre rehnde

Aiha paenda ishq da aahir te turrne naal mukna e


Ava manzal nuhnieh pa sakde jeehre baitte gharre rehnde

Niazi menu gham kaa huda meri nisbaat hai lasaani


Kisse de rehn jo bin je kism RabB te tarre rehnde

MEIN MADINE CHALA, MEIN MADINE CHALA

Mein Madine chala, mein Madine chala

Mein Madine chala, mein Madine chala

Phir karam hogaya, mein Madine chala

Saaqiya mein pilaa, mein Madine chala

Masto be khud bana, mein Madine chala

Kaif-sa chaa gaya, mein Madine chala

Jhoomta jhoomta, mein Madine chala

Kya bata-o mili, dil ko kaisi kushi

Jab ye muzda suna, mein Madine chala

Muskuraane lagi, mere dil ki gali

Guncha guncha khila, mein Madine chala

Phir ijaazat mili, jab khabar ye suni

Dil mera jhoomta, mein Madine chala

Ashke thamte nahi, payon jamte nahi

Lad khadaata huwa, mein Madine chala

Mere gande qadam, aur Unka Haram

Laaj rakhna Khuda, mein Madine chala

Ay shajar ay hajar, tum bi shamso qamar

Dheko dheko zara, mein Madine chala

Dekh taray mujhe, ye nazare mujhe

Tum bi dheko zara, mein Madine chala

Rooh he muztar teher, tu nikalna udhar

Itni jaldi hi kya, mein Madine chala

Haath uthte rahe, mujh ko dete rahe

Woh talab se siwaa, mein Madine chala

Mere Aqa ka ghar, ho ga peshe nazar

Chaahiye aur kya, mein Madine chala

Mere Siddique Umar, ho salaam aap par

Aur rehmat saada, mein Madine chala

Woh Uhud ki zamin, jis ke andar makeen

Mere Hamza piyaa, mein Madine chala

Ghumbade sabz par, jab peshe nazar

Kya suroor aayega, mein Madine chala

Unke Minaar par, jab pare gi nazar

Kya suroor aayega, mein Madine chala

Mustafa ke Huzoor, apne sare qusoor

Baksh wane chala, mein Madine chala

Kya karega idhar, baandh raste safar

Chal Ubaid-e Raza, mein Madine chala

Kya he tune kaha, ai Ubaid-e Raza

Sonch to kuch zara, mein Madine chala

Lutf to jab mile, mere Murshid kahe

Chal Ubaid-e Raza, mein Madine chala



MEIN SAJDA KARUUN

Mein sajda karuun ya ke dil ko sambhaluun Muhammad ki chawkhat nazar aarahi he


Issi bekhudi mein kahiin ko na ja-uun tarrap Kamli Waale ki tarrap aarahi he
 
Do aalam ka Daata mere saamne he ke Kaabe ka Kabah mere saamne he
Ada kyun na farz-e-muhabbat karun mein Khuda ki khudaii jhuki ja rahi he
 
Galai mein hein zulfe to neechi nigahe nazar chuumti he Madine ki raahein
Farishte bhi barh kar qadam choomte hein Muhammad ki jogan chali aarahi he

Faqeeri ka mujh mein nahiin he saleeqa, na pata he kuch maangne ka tareeqa


Idhar bhi nigaahe karam Kamli Wale zamaane ki jholi bhari ja rahi he
 
Farishto sar-e-raah aankhein bicha do uttho behr-e-tazeem sarr ko jhuka do
Khuda kehh raha he mere Dilruba ki wo dekho sawaari chali aarahi he
 
Ye farmaya haqq ne ke pyaare Muhammad hamare ho tum ham tumhare Muhammad
Humein apne jalwon mein eh Kamli Wale tumhari hi surat nazar aarahi he
 
Ye jazba muhabbat he rahmat khuda ki he chawkhat mere saamne Mustafa ki
Mujhe kyun na ho naaz qismat pe Muslim muhabbat kahaan ki kahaan la rahi he

MEIN SO JAOO YA MUSTAFA (S.A.W) KEHTE KEHTE
Mein so jaoo Ya Mustafa (s.a.w) kehte kehte
Khulle aankh Salle Aala kehte kehte

Sitam pe Sitam seh gaye dushmano ko

Habeeb-e-Khuda, Ya Khuda kehte kehte

May so jaoo Ya Mustafa (s.a.w) kehte kehte

Khulle aankh Salle Aala kehte kehte

Guzarte thay kaantey bharrey raasto say

Rasul-e-Khuda, Marhaba kehte kehte

May so jaoo Ya Mustafa  (s.a.w) kehte kehte

Khulle aankh Salle Aala kehte kehte

Huwey surkhuru Aap har maarke me

Fakat Rabbana, Rabbana

May so jaoo Ya Mustafa (s.a.w) kehte kehte

Khulle aankh Salle Aala kehte kehte

Shahe her do Aalam ne naam-e-jabee se

Bhara paet shukre Khuda kehte kehte

May so jaoo Ya Mustafa (s.a.w) kehte kehte

Khulle aankh Salle Aala kehte kehte

Andhero mein hum ne kiya hay ujaala

Aqeedat sey Noor-ul-Huda kehte kehte

May so jaoo Ya Mustafa (s.a.w) kehte kehte

Khulle aankh Salle Aala kehte kehte

Dille muztarib ko qaraar aagaya he

Shabo rawz Ya Mujtaba (s.a.w) kehte kehte

May so jaoo Ya Mustafa (s.a.w) kehte kehte

Khulle aankh Salle Aala kehte kehte

Museebat kay maaro kathan manzillo se

Guzar jaoo Ya Mustafa (s.a.w) kehte kehte

May so jaoo Ya Mustafa (s.a.w) kehte kehte


Khulle aankh Salle Aala kehte kehte

MEIN TO ASHIQ HU NABI KA

Mein to Ashiq hu Nabi ka

Mein to Ashiq hu Nabi ka

Zikr Sarwar mein mujhe koya huwa rehne do

Iss pe duniya jo khafa hai to khafa rehne do

Ya Muhammad ka wazifa hai labon par har dam

Dil ko bas yaad-e-Nabi mein fana rehne do

Mein to Ashiq hu Nabi ka

Mein to Ashiq hu Nabi ka

Dil mein Nabi ki yaad ne daira jama liya

Saar-e-ghamon se aapke ham ne bacha liya

Qurban jaaon ya Nabi tere maqam par

Tu ne to pathron ko bhi kalma para diya

Viraniyan na aayengi ab aakhon mein kabhi

Aa ke dar-e-Rasul ka surma laga liya

Seene mein hai bahar sa mela laga huwa

Kiya usse tumhare dar jisse mehmaan bana liya

Mein to Ashiq hu Nabi ka

Mein to Ashiq hu Nabi ka

Ghulamiye Rasul ka tohfa saja ke hekh

Nadaan unke dar pe sar to jhuka ke dekh

Aati he taig-e-josh mein Rehmat Hazoor ki

To dastan-e-gham zara unko suna ke dekh

Qadmon mein tere hon ge khazan-e-jahan ke

Ek baar unke naam pe sab kuch luta ke dekh

Mein to Ashiq hu Nabi ka

Mein to Ashiq hu Nabi ka

Dard-o-alam ke maar-e-huwe kiya dete hein

Hum to bas unki ankhon ko dua dete hein

Banda banna hai khuda ka to gada ban unka

Jo fakeeron ko shehenshah bana dete hein

Apne walon ke naseebon mein kahan zook-e-janoon

Ishq wale hain jo har cheez luta dete hain

Mein to Ashiq hu Nabi ka

Mein to Ashiq hu Nabi ka

Jab liya Naam-e-Nabi mein ne dua se pehle

Meri awaz wahan ponchi saba se pehle

Dam-e-aakhir mujhe aaqa ki ziyarat ho gi

Aik din aayenge Sarkar kaza se pehle

Ab mein karta hu parh ke Muhammad pe Durood

Yeh waseela bhi zaroori he Dua se pehle

Humne bhi iss Dar-e-Aqdas pe jamayi nazre

Jiss jagha milta he mangto ko sada se pehle

Mein to Ashiq hu Nabi ka

Mein to Ashiq hu Nabi ka

Ghulam hein ghulam hein Rasul ke ghulam hein

Ghulamiye Rasul mein mawt bhi kabool hai

Jo ho na ishq-e-Mustafa to zindagi fazool hai

Jo ho na ishq-e-Mustafa to zindagi fazool hai

Mere to aap hi sabkuch hein Rahmat-e-Aalam

Mein jee raha hu zamane mein aap hi ke liye

Mein to Ashiq hu Nabi ka

Mein to Ashiq hu Nabi ka

Har wakt tassawur mein Madine ki gali he

Ab darbadari hai na ghareebul watani he

Woh sham-e-haram jiss se munawwar hai Madinah

Kaabe ki kasam Rawnaq-e-Kabah bhi wohi he

Iss shehr mein bik jaate hein khud aa ke kharidar

Yeh misar ka bazar nahi shahar-e-Nabi he

Mein to Ashiq hu Nabi ka

Mein to Ashiq hu Nabi ka

MEIN NAZAR KAROON JAAN O JIGAR KAISA LAGAY GA

Mein Nazar Karoon Jaan o Jigar Kaisa Lagay Ga

Rakhdoon Dar-e-Sarkar Pay Sar Kaysa Lagay Ga

Ghous Ul Wara Say Pooch Lo Aik Roz Ye Chal Kar

Baghdad Say Taiba Ka Safar Kaysa Lagay Ga

Qismat Say Jo Ajayein Meray Ghar Mein Shah-e-Deen

Mein Kaysa Lagoon Ga Mera Ghar Kaysa Lagay Ga

Jab Door Say Hain Itna Haseen Gumbad-e-Khizra

Iss Paar Say Aisa hai Udher Kaysa Lagay Ga

MEIN MANGTA HAAN TERAY ISHQ DA

Mein Mangta Haan Teray Ishq Da

Teray Ishq Dee Daulat Mil Ja Way

Duniya Dee Daulat Kee Karni

Teray Dar Dee Gaddayi Mil Ja Way

Shahee Dee Shaukat Ki Karni

Mein Mangta Haan Teray Ishq Da

Mein Mangta Haan Teray Ishq Da

Aeho Aarzoo Meray Seenay Which

Marran Jeewan Sheher Madinay Which

Banay Qabar Madinay Which Meri

Aethon Dee Turbat Kee Karni

Mein Mangta Haan Teray Ishq Da

Mein Mangta Haan Teray Ishq Da

Mil Ja Wein Madinay Diya Galiyan

Jaa Rob Kashi Latti Jay Menno

Iss Khidmat Which Barri Azmat Ae

Shaha Dee Khidmat Kee Karni

Mein Mangta Haan Teray Ishq Da

Mein Mangta Haan Teray Ishq Da

Rawway Meray Libaas Tay Teri Sanaa

Mera Dil Wei Rahway Tera Madha Sara

Parhan Naatan Teriyan Har Welay

Kissay Hor Dei Midhat Kee Karni

Mein Mangta Haan Teray Ishq Da

Mein Mangta Haan Teray Ishq Da

MEIN TO KHUD UNKE DAR KA GHADA HUUN
Mein to khud Unke dar ka ghada huun
Apne Aaqa ko mein nazar kya duun,

Ab to aankhon mein bhi kuch nahi he,


Warna Qadmon mein aankhein bicha duun,

Aane wali he unki sawari,


Phool naaton ke ghar ghar saja duun,
Mere ghar mein andhera bohot he,
Apni palkon pe shamme jala duun,

Rawza-e-Paak pesh-e-nazar he,


Saamne mere Aaqa ka dar he,
Mujh ko kya kuch nazar aaraha he,
Tum ko lafzon mein kaise bata duun,

Mere aansu bohot keemti hein,


In se wabusta hein unki yaadein,
In ki manzil he khaak-e-Madinah,
Yeh gohar yuun hi kaise lutta duun,

Mein fakkat Aap ko jaan'ta huun,


Aur isi dar ko pehchanta huun,
Is andhaire mein kis ko pukaruun,
Aap farmaye kis ko sada duun,

Meri bakhshish ka saamaan yehi he,


Aur dil ka bhi armaan yehi he,
aik din un ki khidmat mein ja kar,
Unki naatein Un hi ko suna duun

MAYRI JHOLI KKO BHAR DAY EH KHUDA

Mayri jholi ko bhar day eh khuda sadqay Muhammad(S.A.W) kay


Gunahgaron ka bhi kar day bhala sadqay Muhammad(S.A.W) kay

Hamaray haal pay daata karam apna sada rakhna


Tuhi sheytaan say imaan walon ko bacha rakhna
Har ik tufaan mayn dayna aasra sadqay Muhammad(S.A.W) kay

Samajhti he yay dunya apna ham iman day dayn gay


Magar iman ki khaatir ham apni jaan day dayn gay
Hamay iss aazmaish say bacha sadqay Muhammad(S.A.W)kay

Tayri rahmat ko ro ro kay ham eh malik jaga dayn gay


Yay parday aasman kay ham dua-on say ghira dayn hay
Hamayn noor e khuda say phir mila sadqay Muhammad(S.A.W) kay

Jahan mayn bay saharon ko faqat tayra sahara he


Nahiin he koii bhi apna bas ik tu hi hamara he
Jo bichhrhay heyn unhayn tu phir mila sadqay Muhammad(S.A.W) kay

Mayri kashti he tufaan mayn kinaray par laga dayna


Mayray mola mayri sari khataa-on ko bhula dayna
Mayray so-ay naseebon ko jaga sadqay Muhammad(S.A.W) kay

MERI DHARKAN MEIN YA NABI

Meri Saanson Mein Ya Nabi

Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Koi Guftugu Ho Lab Par Tera Naam Agaya Hai

Teri Midha Kartay Kartay ye Maqaam Agaya Hai

Meri Dharkan Mein Ya Nabi

Meri Saanson Mein Ya Nabi

Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Dar-e-Mustafa Ka Manzar Meri Chasm-e-Tar Ke Andar

Kabhi Subhu Agaya Hai Kabhi Shaam Agaya Hai

Meri Dharkan Mein Ya Nabi

Meri Saanson Mein Ya Nabi

Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Ye Talab Thei Ambiya Ki Rukh-e-Mustafa Ko Dekhein

Ye Namaz Ka Waseela Unhe Kaam Agaya Hai

Meri Dharkan Mein Ya Nabi

Meri Saanson Mein Ya Nabi

Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Do Jahan Ki Ne'matoon Se Tere Dar Se Jo Bhi Maanga

Mere Daaman-e-Talab Mein Woh Tamaam Agaya Hai

Meri Dharkan Mein Ya Nabi

Meri Saanson Mein Ya Nabi

Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Jisse Pee Ke Sheikh Saadi Balaghal Ula Pukarain

Mere Dust-e-Natawan Mein Wohi Jaam Agaya Hai

Meri Dharkan Mein Ya Nabi

Meri Saanson Mein Ya Nabi

Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Woh Adeeb Jisne Mehshar Mein Bipa Kiya Hai Mehshar

Woh Kaheingay Aao Dekho Ye Ghulam Agaya Hai

Meri Dharkan Mein Ya Nabi

Meri Saanson Mein Ya Nabi

Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

MERA TO SAB KUCH MERA NABI (S.A.W) HE

Woh meri manzil bhi, hamsafar bhi


Wo saamne bhi, paas-e-nazar bhi
Wohi mujhe duur se Pukaare, ussi ki parchaae ruuh par bhi
Woh rang mera, woh meri khushbuu
Mein uski mutthi ka ek jugnu, woh mere andarr ki roshni he

Mera to sab kuch mera Nabi he

Kamaal-e-Khalaaq Zaat uss Ki
Bashr Nahi Azmat-e-Bashr hai
Mera Payambar Azeem Tar Hai

Woh Rahmatallil Alameen aur tu saraapa bughz-o-kee


Phir kis tara aaye yaqeen, tu bhi bashar woh bhi bashar

Apne warga kehn waaleya

Tu shar he, woh Khair-ul-bashar
Yaksaan kahaa hein khair-o-shar
He faraq in mein kis qadar
Tu bhi bashar, woh bhi bashar

Tu reengta he khaak per aur Arsh par unka guzar


Ab dil mein khud insaaf kar, tu bhi bashar, woh bhi bashar

Ab tujhe kya karna chahiye

Hat-dharmiyo ko chor kar, zauq-e-takabbur tore kar
keh dono haatho ko jore kar, woh Noor-e-Haqq aur mein bashar

Bashr Nahi Azmat-e-Bashr Hai


Mera Payambar Azeem Tar Hai

MERE AQA AWO

Mere aqa awo ke muddat huwi hai


Teri raah mein akhiyaan bechate bechate
Teri hasraton mein teri chahatoon mein
Barre din huwe ghar sajate sajate
Mere aqa awo ke muddat huwi hai

Mera ye hai imaan yeh mera yaqeen hai


Mere mustafa sa na koi haseen hai
Ke rukh unka dekha hai jab se qamar ne
Nikalta hai mu ko chupate chupate
Mere aqa awo ke muddat huwi hai

Mere lab pe mawla na koi sada hai


Faqat is nikamme ki yehi sada hai
Ke meri saans nikle dar-e-Mustafa pe
Gham-e-dil nabi ko sunate sunate
Mere aqa awo ke muddat huwi hai

Ye dil jab say ishq-e-nabi mein para hai


Na din ki khabar hai na shab ka pata hai
Ab to basarat bhi kum hogayi hai
Tere gham mein aansu bahate bahate
Mere aqa awo ke muddat huwi hai

Qayamat ka manzar bara purr khatar hai


Magar Mustafa ka jo deevana hoga
Wo pul say guzar jayega wajd karte
Naara Nabi ka lagate lagate
Mere aqa awo ke muddat huwi hai

Ye maana ke ik din aani qaza hai


Magar doston tum say ye iltijaa hai
Ke sheher-e-Muhammad ki har ek gali se
Janazah uthana ghumate ghumate
Mere aqa awo ke muddat huwi hai

Na kaabe se matlab na masjid ki chahat


Faqat dil mein hakim tamanna yehi hai
Jo mil jaaye naqsh-e-kaf-e-paaye ahmed
Tou marr jaon sar ko jhukate jhukate
Mere aqa awo ke muddat huwi hai

MERE DIL MEIN HE YAAD-E-MUHAMMAD

Mere dil mein he yaad-e-Muhammad

Mere ho’ton pe zikr-e-Madinah

Tajdaar-e-haram ke karam se

Aagaya zindagii ka qareena

Mein ghulaam-e-ghulaamaan-e-Ahmad

Mein sag-e-aastaan-e-Muhammad

Qaabil-e-fakhar he mawt mere

Qaabal-e-rashk he mera jeena,

Har khataa par mere chashm poshi

Har talab pe ataaon ki baarash

Muj gunahgaar pe kis qadar hein

Mehrbaan tajdaar-e-madinah,

Dil shakasta he mera to kya gham

Is mein rehte hae Shah-e-doh aalam

Jab se mehmaan huwe hein wo dil mein

Dil mera ban gayaa hein Madinah,

Mujh ko tuufaan ki mojuun ka kyaa gham

Wo guzar jaaye gaa rukh badal kar

Na khuda hein mere jab Muhammad

Kese duube gaa mera safeena

MERE KAMLI WALE NE

Mangton ko sultan banaya mere Kamli Wale ne


Jab apna darbar lagaya mere Kamli Wale ne

Maal-o-zar ki baat nahin he sab ye karam ki baate hein


Jis ko chaha dar pe bulaya mere Kamli Wale ne

Jis parr apna rang charhaya mere Kamli Wale ne


Data Fareed or Khwaja banaya mere Kamli Wale ne

Baara Rabiul Awwal ke din Noor-e-Khuda ki kirrno se


Aaminah tera ghar chamkaya mere Kamli Wale ne

Jitna kharch me karti jaao utna barhta jaye hai


Baksh diya aisa sarmaya mere Kamli Wale ne

Unka Zikr karte karte neend Ali jab ai mujhe


Mujh ko apna jalwa dikhaya mere Kamli Wale ne

MERI BAAT BAN GAYI HE
Meri baat ban gayi he
Teri baat karte karte

Meri baat ban gayi he


Aaqa, teri baat karte karte

Tere shehr mei mein awun,


Teri naat parte parte

Tere ishq ki badawlat, mujhe zindagi mili he


Mere paas bhi he aayi, meri mawt darte darte

Meri baat ban gayi he


Teri baat karte karte

Kisi cheez ki talab he na he arzu bhi koyi


Tu ne itna bhar diya he kashkol bharte bharte

Meri baat ban gayi he


Teri baat karte karte
Mere soone soone ghar ko, kabhi ronaqe ataa kar
Mein deevana ho gaya hu teri raah takte takte
Meri baat ban gayi he, Teri baat karte karte
Main na jawunga o darbar kabhi chor kar ye galiyan
Ke main pohncha hu yahan par mere yaar marte marte

Meri baat ban gayi he


Tere shehr me mein awun teri naat parte parte
Meri baat ban gayi he

MILAAD KA MOSAM AYAA HAI

Khushiyon ka sawan layaa hai milaad ka mosam aaya hai
Ik kaif sa chaaya hai milad ka mosam aaya hai

Ab chaak jighar se silthey hain ghunchey khushiyon ke khithay hain


Ab fazal o karam ka saya hai milaad ka mosam aaya hai

Ghilmaan o malaik janat ko kuch aur mazeeyun kartey hain


Moulah ne khuld sajaaya hai milaad ka mosam aaya hai

Sarkaar ke amad par rab ne apni kudrat dhiklahee hai


Rehmat ka meena barsaaya hai milaad ka mosam aaya hai

Kalyion kalyion par jowban hai poolho poolho par jowban hai


Ghuncha ghuncha muskaaya hai milaad ka mosam aaya hai

Kurbaan Haleema me tujh par hain tere ghodee main sarwaar


Ye kesa mukadar payaa hai milaad ka mosam aaya hai

Dekh ke un ki rukh karne muhtaab ne aankhain khum ki hai


Muhtaab bohat sharmaaya hai milaad ka mosam aaya hai

Roshan roshan waadi jaghmagag jaghmagag basti basti


Sar sabz alam leharaaya milaad ka mosam aaya hai

Masroor hain fazl e khuda paa kar hain saare mast musalmaan ham


Ke aaqa hamaara aya hai milad ka mosaam aaya hai

Jhoom jhoom ke bohl baanday milaad ka mosam aaya hai


Khushion ka maheena aaya hai milaad ka mosam aaya hai

Mubarak ho aap sab ko!!!!!!!!!!!!!!!!!!! Milaad ka mosam ayaa hai!!!!



Yüklə 0,69 Mb.

Dostları ilə paylaş:
1   2   3   4   5   6   7   8   9   ...   12




Verilənlər bazası müəlliflik hüququ ilə müdafiə olunur ©muhaz.org 2024
rəhbərliyinə müraciət

gir | qeydiyyatdan keç
    Ana səhifə


yükləyin