MILAAD HAI MILAAD HAI SARKAAR KA MILAAD HAI
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein
Konain Mein Hai Shohrat Milaad-E-Mustafa Ki
Bajti Hai Jug Mein Nobat Milaad-E-Mustafa Ki
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein
Maah-E-Rabi-Ul-Awwal Mauqa Hai Iss Khushi Ka
Behtar Ho Iss Mein Kasrat Milaad-E-Mustafa Ki
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein
Farsh-E-Zameen Se Leykar Arsh-E-A’zeem Tak Hai
Ye Saari Khair-O-Barkat Milaad-E-Mustafa Ki
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein
Iblis Ke Jigar Per Chaltay Issiyare
Iss Per Giraan Hai Shirkat Milaad-E-Mustafa Ki
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein
Ta’zeem Ko Uthay Ab Yaaran-E-Anjum Sab
Aayei Qareeb Sa’at Milaad-E-Mustafa Ki
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein
Shukr-E-Khuda Ada Kar Dil Se Habib Har Dum
Jisnay Ye Dei Hai Ne’mat Milaad-E-Mustafa Ki
Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai
Aao Milaad Manayein Aao Milaad Manayein
MILAAD KI RATTIYA DHOOM YE THI
Milaad ki rattiya dhoom ye thi ik raaj dulaara aawat he
Lolaak ka sehra sar so he wo Ahmad pyaara aawat he
Huuron ne kaha jab Bismillah, ghilmaan ne pukaara illal lah
Khud Rabb ne kaha Masha-Allah mahbub hamaara aawat he
Jibreel e Ameen ye kehte chale eh Arshi-o tumre bhaag jage
Taazeem ko sab ho jaa-o kharre sardaar hamaara aawat he
Yaseen ki chamak he daatan mein Taaha ka karishma aanghan mayn
Wal fajr ka jalwa gaalan mein wo Arsh ka taara aawat he
Maazaagh ka kajla nein bhare wass shams ka battna mukh pe maleh
He meem ka gonghatt sehre tale wo Rabb ka sanwaara aawat he
Dharti se milaa aafaq charrha mumtaaz ye ghal thha chaaron taraf
Lo haq se milne Salle Ala sardaar hamaara aawat he
MEETHA MEETHA HE MERE MUHAMMAD KA NAAM
Meetha meetha he mere Muhammad ka naam
Un pe laakhon karoron durood o salam
Waqt laaye khuda jaaye Darbaar par
Aur khare ho ke Rawza-e-Sarkar par
Pesh mil kar kare ham durood o salaam
Un pe laakhon karoron durood o salam
Wohi Hasni Hussain chaman ke hain phool
Noor-e-Maula Ali jaan-e-Zahra batool
Jis ke Nana Rasul-e-Khuda zi makaan
Un pe laakhon karoron durood o salam
La makaan ke bane hain wohi to makeen
Jin ki naal’ain ko choome Arsh-e-barhin
Jo khuda se huwe Arsh par ham kalaam
Un pe laakhon karoron durood o salam
Shah-e-Konain wo ruh-e-daarain wo
Fakhr-e-Hasnain wo Ghaws-e-Saqlain wo
Jin ke dar ka hai Hafiz bhi adnaa ghulaam
Un pe laakhon karoron durood o salaam
MEHBOOB DA MELA EH
Mehboob da mela eh
Mehfil nu sajayee rakhna, odhe aan da wela eh
Rehmat da khazeena eh
Lokan diyan lakh tarrha, sadhi tarrh madina eh
Dassan gal ki khazeene dee
Saara jaag khanda eh, kheraat madine dee
Odha ruthba na koi thole
Kerrha ous dee rees kare, jidhe mou vich raab bole
Ki karna khazeene nu
Saare gham bhul jandhe, mou kar lo madine nu
Koi sona chandi eh
Dekh ke madine nu, janat sharmondi eh
Mehboob da mela eh
Mehfil nu sajayee rakhna, odhe aan da wela eh
Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate Hain
Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate Hain
Aate Hain Wohi Jin Ko, Sarkar Bulate Hain
Woh Log Khuda Shahid, Qismat Ke Sikandar Hain
Jo Sarware Alam Ka, Milad Manate Hain
Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate Hain
Aate Hain Wohi Jin Ko, Sarkar Bulate Hain
Aqa Ki Sanah Khwani, Dar Asl Ibadat Hai
Hum Naat Ki Surat Mein, Qur’an Sunate Hain
Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate Hain
Aate Hain Wohi Jin Ko, Sarkar Bulate Hain
Jin Ka Bhari Duniya Mein, Koi Bhi Nahin Wali
Unko Bhi Mere Aqa, Sine Se Lagate Hain
Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate Hain
Aate Hain Wohi Jin Ko, Sarkar Bulate Hain
Jo Sarware Alam Ko, Lajpal Samajhte Hain
Daman Talab Bhar Kar, Mehfil Se Woh Jate Hain
Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate Hain
Aate Hain Wohi Jin Ko, Sarkar Bulate Hain
Me-khwaro Chaley Jana, Me-khwanae Sarwar Mein
Woh Jamey Talab Sab Ko; Bhar, Bhar Ke Pilate Hain
Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate Hain
Aate Hain Wohi Jin Ko, Sarkar Bulate Hain
Allah Ke Khazanon Ke, Malik Hain Nabi Sarwar
Yeh Sach Hai Niyazi, Hum Sarkar Ka Khate Hain
Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate Hain
Aate Hain Wohi Jin Ko, Sarkar Bulate Hain
MERE SARKAAR MERE GHAR KO SAJAANEY AAEIN
Mere Sarkaar mere ghar ko sajaaney aaein
Dil ki duniya main woh anwaar lutaane aaein
Joh khazaan daar parhaa rotaa hai ik jhoownke ko
Us kii jaanib bhii bahaaron keh zamaane aaein
Shiddat e peyaas hai ik bosyah e paa ki jin ko
Aese peyaason ko bhii diidar karaane aaein
Taab e furqat bhii qiyamat hai mujhe wasl keh baad
Woh mere ghar seh nah jane keh bahaane aaein
Jin keh biimar ho muddat se woh aein ge zuruur
Un kii galiyon seh hawaaein yeh bataane aaein
Jin ki umeed peh tufano main ham kud parhe
Naa khuda kashtiyon ko paar lagaane aaein
Raat bhar yaad sitaaron neh keyaa ro ro kar
Kaash woh chand merii bazm sajaane aaein
Aey Madinay keh musaafir dar e jibriil keh paas
Kehnaa gham khaar seh ham haal sunaane aaein
MOUNTAINS OF MECCA
Oh Mountains of Mecca, what can you say
Of the day that Abraham passed your way
And He was instructed by God to build
A House of peace where people will pray
And they will come on every lean camel and out of every ravine
For the purpose of praising Allah, to glorify Allah
Oh Mountains of Mecca, what can you tell
Of the day when stones from the sky fell
Destroying an army determined to break
The House of Allah that Abraham built
Oh Mountains of Mecca, how was the dawn
On the day that my Prophet Muhammad was born
How did it feel knowing he was to be, the last and most beloved of all
Rasul of Allah, Nabi of Allah
Oh Mountains of Mecca, you were there
When the Prophet Muhammad climbed down in despair
Engraved in his heart were the words of his Lord
To all of mankind this was his call
La illaha illAllah, Muhammad-u-Rasullullah
Oh people praise only Allah, Glorify Allah
Oh Mountains of Mecca, how did you mourn
On the day that the beloved returned to his Lord
And up till the last breath escaped from his lips
He prayed that his Ummah would find success
Oh Mountains of Mecca how will it feel
When the earth shall quake and tremble with fear
And we shall be gathered together to stand
In the court of Allah with our deeds at hand
Oh how we pray that on that day, we'll be with those to whom Allah will say
Peace be with you, I am pleased with you
Oh Mountains of Mecca, Bear witness that I
To the oneness of Allah do I testify
For all that He's given me, How can I deny
My purpose in life should be only to cry
MUJHE DAR PE PHIR BULAANA MADANI MADINE WAALE
Mujhe dar pe phir bulaana Madani Madine waale
Mai ishq bhi pilaana Madani Madine waale
Teri jab ke deed hogi jabhi meri eid hogee
Meri khwaab me tum aana Madani Madine waale
Mujhe sub sataa rahe he mera dil dukhaa rahe he
Tum hi hoslaa barhaana Madani Madine waale
Kabhi joki moti roti to kabhi kajooro paani
Tera aisa saadah khaana Madani Madine waale
Teri saadghi pe laakhon teri aajazi pelaakhon
Ho salaam aajizaana Madani Madine waale
Meri aadatein ho behtar bane sunnato ka pekar
Mujhe muttaqi banana Madani Madine waale
Mere Ghaws ka waseela rahe shaad sab qabeela
Unhi khuld me basaana Madani Madine waale
Meri aane waali nasle tere ishq hi me machle
Unhi nek tum banana Madani Madine waale
Teri gum me kaash Attar rahe har ghari ghiriftaar
Gham e maal se bachaana Madani Madine waale
MUJH PE MAWLA KA KARAM HAI
Mujh pe Mawla ka karam hai unki Naatein parta huun,
Daaman apna Rabb ki rahmat se me har dam barta huun
Me sadqe Ya Rasulallah, Me sadqe Ya Habiballah
Dhoom unki naath khaani ki machate jaayege
Ya Rasulallahna nar'ah lagate jaayege
Naat Khaani mawt bhi hamse chura sakhti nahi
Qabr me bhi Mustafa ke geet gaate jaayege
Mujh pe Mawla ka karam hai unki Naatein parta huun,
Daaman apna Rabb ki rahmat se me har dam barta huun
Me sadqe Ya Rasulallah
Me sadqe Ya Habiballah
Ki guftaguu ho lab par tera naam aagaya hai
Tera zikr karte karte ye maaqam aagaya
Jis peeqe Sheikh Saadi ‘balaghal ula’ pukaare
Mere daast naat khaane me wohi jaam aagaya hain
Mujh pe Mawla ka karam hai unki Naatein parta huun,
Daaman apna Rabb ki rahmat se me har dam barta huun
Me sadqe Ya Rasulallah
Me sadqe Ya Habiballah
Saadaye duroodo ke aati rahe
Jineh sunkar dil shaad hota rahe
Khuda Ahle Sunnat ko aabad rakke
Muhammad ka Milaad hota rahe ga
Me sadqe Ya Rasulallah
Me sadqe Ya Habiballah
Jitna diya sarkar ne mujh ko
Utni meri owkat nahi
Yeh to karam hai unka
Warna mujh me to aisi baat nehi
Aare goor tu kar sarkar ki tuj par
Kitni khaas inaayat hai
Kawsar tu hai unka Sana Khwaan ye mamuuli baat nehi
Me sadqe Ya Rasulallah
Me sadqe Ya Habiballah
Gham nahi chorr de ye saara zamaana mujh ko
Aare mere Aqa hai seene se lagaane ke liye
Bakshdi Naat ki dowlat mere Aqa ne
Kitna pyara hai wasila
Sarkar ko paane ke liye
Mujh pe Mawla ka karam hai unki Naatein parta huun,
Daaman apna Rabb ki rahmat se me har dam barta huun
Me sadqe Ya Rasulallah
Me sadqe Ya Habiballah
MUJHE BHI MADINE BULA MERE MAWLA
Mujhe bhi Madine bula mere Mawla
Hame bhi Madine bula mere Mawla
Karam ki thajallee dikhaa mere Mawla
Hamay bhi Madine bula mere Mawla
Bohoth bekaraari ke alam mein hu mein
Meri bekaraari mithaa mere Mawla
Hame bhi Madine bula mere Mawla
Karam kee thajalee dikhaa mere Mawla
Nigaho se pinhaa jo manzil meri hein
Kyun majdhar me naao meri pasi hein
Hathaoo ka mara bhi pale gaa sahil
Gar abid ke dil me samaa mere Mawla
Hame bhi Madine bula mere Mawla
Karam kee thajalee dikhaa mere Mawla
Mujhe bhi Madine bula mere Mawla
Hame bhi Madine bula mere Mawla
Bohoth bekaraari ke alam mein hu mein
Meri bekaraari mithaa mere Mawla
Sunaah hai Madinah karam hi karam hai
Thu rakhtha jahan mein sabhi ka bharam hai
Tuje vasthaa tere pyaare Nabi ka
Meri bhigri aab tho bana mere Mawla
Jise tuune chaha mein uss pe fidha hu
Mein tere Muhammad ke dhar ka ghada hu
Tuje vasthaa Syeda Fatimah ka
Muje harr bala se bacha mere Mawla
MUJE RANG DE MUJE RANG DE
Muje Rang De Muje Rang De
Maula Maula Muje Rang De Maula
Tu Karim Hai Tu Rahim Teri Zaat Sab Se Azim Hai
Nahi Tujsa Koi Bhi Dusra Tu Qabir Hai Tu Alim Hai.
Ye Latafate Ye Inayate Hai Tere Karam Ki Wazahate
Jo Chaman May Hai To Nasim Hai Jo Gulo May Hai To Shamim Hai
Tu Baid Bhi Tu Qarib Bhi Tu Muhib Bhi Hai Tu Habib Bhi
Tu Hararate Dil-e-Ashiqan Tu Nishan-e-Aql-e-Salim Hai
Tu Hai Raazdan Sabhi Baat Ka Tu Hai Rang Bazm-e-Hayat Ka
Kahin Shan-e-Khalk-e-Muhammadi Kahin Husn-e-Nutq-e-Kalim Hai
Tu Habib Bhi Tu Hafiz Bhi Tu Rahim Bhi Tu Karim Hai
Tu Bashir Bhi Tu Nasir Bhi Tu Kabir Hai Tu Halim Hai.
Tu Mere Khayal Ke Gulshano May Basa Misal-e-Shamim Hai
Tu Mere Yaqeen Ki Wusaton May Khiram-e-Mauj-e-Nasim Hai
Hai Dua-e-Bismil-e-Mim Jaa(n) Ke Meri Khatao Ke Baksh De
Hai Muje To Tera Hi Asra Tu Halim Hai Tu Rahim Hai.
MADINAH YAAD AYAA HAI
Mujhey Taybah main leh jaao, Madinah yaad ayaa hai
Meray Aqa ko bulwaao, Madinah yaad ayaa hai
Terii mehfil sajataa hoon, teray main geet gataa hoon
Sar-e-mehfil chaley aao, Madinah yaad ayaa hai
Main jetaa roz marta hoon, judaa'ii seh naheen saktaa
Meray Aqa ko batlaao, Madinah yaad ayaa hai
Merii tariiki-e-dil ka madawaa teraa aanaa hai
Meray Aqa chaley aa'o, Madinah yaad ayaa hai
Chaley hain qaafley Taybah akelaa chor kar mujh ko
Mujhey Taybah main pohncha'o, Madinah yaad ayaa hai
Terii furqat ne maaraa hai, terii rehmat saharaa hai
Qariib-e-marg hoon aa'o, Madinah yaad ayaa hai
Meray mayyat ko le jaanaa, Madinah paak main yaaro
Mujhe Taybah main dafnaa'o, Madinah yaad ayaa hai
Teri ummat ko mil kar ghairon se apno ne lutaa hai
Isey kamlii main chupaao, Madinah yaad ayaa hai
Hoo'ii hai jaan kii dushman teray Tahir ki yeh duniyaa
Isey kamlii main chupaa'o, Madinah yaad ayaa hai
Yeh Tahir teraa deewanah teri ummat ka khaadim hai
Mishan is ka bhi pelaa'o, Madinah yaad ayaa hai
Gunahgaaron khataakaaron seyaahkaaron ke Aqa ho
Nah Jilaani ko thukraao, Madinah yaad ayaa hai
MARHABA MARHABA MARHABA MARHABA
Marhaba SalAllah Marhaba SalAllah Marhaba SalAllah Marhaba
Ya Mustafa
Marhaba Ya Mustafa Sud Marhaba
Allah Allah Ya Allah Allah Allah
A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Ho Mubarak Ho Mubarak Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Marhaba Ya Mustafa Sud Marhaba
Allah Allah Ya Allah Allah Allah
Ho Mubarak Ahl-E-Imaan Hogayei Qismat Darakhshaan
Chaar Jaanib Dhoom Hai Sarkar Ki Milaad Ki
Jhoomta Hai Har Musalmaan Eid-E-Milaad Un Nabi
A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Ho Mubarak Ho Mubarak Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Marhaba Ya Mustafa Sud Marhaba
Allah Allah Ya Allah Allah Allah
Ghunchay Chutkay Phool Mehke Har Taraf Aayei Bahaar
Hogayei Subh-E-Baharaan Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Hum Na Kyun Roshan Karein Ghar Ghar Diye Milaad Ke
Khud Karay Jab Haq Charaghaan Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Marhaba Ya Mustafa Sud Marhaba
Allah Allah Ya Allah Allah Allah
A’LAM-E-ISLAM KO YE EID-E-MILAAD-UN-NABI
HO MUBARAK HO MUBARAK EID-E-MILAAD-UN-NABI
Eid-E-Milaad-Un-Nabi Tou Eid Ki Bhi Eid Hai
Bil Yaqeen Hai Eid-E-Eidaan Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Eid-E-Milaad-Un-Nabi Pe Jou Bhi Karta Hai Khushi
Uss Pe Ghurraata Hai Shaytaan Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Marhaba Ya Mustafa Sud Marhaba
Allah Allah Ya Allah Allah Allah
A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Ho Mubarak Ho Mubarak Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Amina Ke Ghar Mohammad Ki Wiladat Hogayei
Khoob Jhoomo Ahl-E-Emaan Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Aao Deewano Chalo Sab Aamina Ke Ghar Chalein
Noor Se Bhar Laayein Damaan Eid-E-Milad-Un-Nabi
Marhaba Ya Mustafa Sud Marhaba
Allah Allah Ya Allah Allah Allah
A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Ho Mubarak Ho Mubarak Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Khoob Jhoomo Ae Gunaahgaron Tumhari Eid Hai
Hogaya Bakhshish Ka Samaan Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Gham Ke Maaron Bay-Saharo Buss Tumhari Eid Hai
Hogaya Rahat Ka Samaan Eid-E-Milad-Un-Nabi
Marhaba Ya Mustafa Sud Marhaba
Allah Allah Ya Allah Allah Allah
A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Ho Mubarak Ho Mubarak Eid-E-Milaad-Un-Nabi
Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba
Marhaba SalAllah Marhaba SalAllah Marhaba SalAllah Marhaba
Ya Mustafa
MARHABA MARHABA MARHABA YA MUSTAFA MARHABA
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba
Nabi Ka Jashn Aaya Chaand Taaron Jhoomtay Rehna
Nabi Ke Naam Per Ae Naamdaaron Jhoomtay Rehna
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba
Jahaan Mein Noor Leykar Noor Wala Aanay Wala Hai
Meray Hamraah Tum Bhi Dil Ke Taaron Jhoomtay Rehna
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba
Marhaba Aaqa Ki Aamad Marhaba Daata Ki Aamad
Marhaba Maula Ki Aamad Marhaba Malja Ki Aamad
Marhaba A’ala Ki Aamad Marhaba Aula Ki Aamad
Marhaba Sohnre Ki Aamad Marhaba Jaana Ki Aamad
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba
Galli Koochay Sajadena Harray Jhanday Lagadena
Taqaaza Ishq Ka Hai Mere Yaaron Jhoomtay Rehna
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba
Nabi-e-Sarwar-e-Konain Ki Aamad Ke Lamhoon Mein
Durood-e-Pak Parhtay Parhtay Saaron Jhoomte Rehna
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba
Marhaba Aaqa Ki Aamad Marhaba Daata Ki Aamad
Marhaba Maula Ki Aamad Marhaba Malja Ki Aamad
Marhaba A’ala Ki Aamad Marhaba Aula Ki Aamad
Marhaba Sohnre Ki Aamad Marhaba Jaana Ki Aamad
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba
Musawaat-o-Akhuwat Ka Payaam-e-Dil Nasheen Laaye
Khushi Mein Aey Ghareebon Maaldaaron Jhoomte Rehna
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba
Woh Aaye Gham Qaday Mein Ek Khushi Ki Roshni Phooti
Khuda Ke Shukar Mein Aey Gham Ke Maaron Jhoomte Rehna
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba
Marhaba Aaqa Ki Aamad Marhaba Daata Ki Aamad
Marhaba Maula Ki Aamad Marhaba Malja Ki Aamad
Marhaba A’ala Ki Aamad Marhaba Aula Ki Aamad
Marhaba Sohnre Ki Aamad Marhaba Jaana Ki Aamad
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba
Khushi Ik Dil Pe Hai Chaayei Wiladat Ki Ghari Aayei
Arey Aey Gul A’zaro Maah Paaron Jhoomte Rehna
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba
Bujhay Na Ishq-e-Ahmed Ki Agan Qalb-e-Ujagar Se
Dharakna Aur Ae Dil Ke Shararon Jhoomte Rehna
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba
Marhaba Aaqa Ki Aamad Marhaba Daata Ki Aamad
Marhaba Maula Ki Aamad Marhaba Malja Ki Aamad
Marhaba A’ala Ki Aamad Marhaba Aula Ki Aamad
Marhaba Sohnre Ki Aamad Marhaba Jaana Ki Aamad
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Marhaba
MEIN TALIYAN NABI DIYAN CHOOMDA
Mein taliyan nabi diyan choomda jay mein honda khaak madinay dee
Mein raawan mal mal benda jay mein honda khaak madinay dee
Mein lenda naam muhammad da
Naalay takda shaan muhammad da
Mein qadman day wich renda
jay mein honda khaak madinay dee
Jadon sona qadam tikon da see
Mera seena lipta jonda see
Mein phoolan wango kirda
jay mein honda khaak madinay dee
Mein aesee karnee kar jonda
Wayray taiba day war jaanda
Oday jorayan day nal lagda
Jay mein honda khaak madinay dee
Otay bangla paak rasool da ey
Naalay jalwa rab day noor da ey
Mein wee paak nazaray lenda
Jay mein honda khaak madinay dee
Merey nabi nain chan noon toriya see
Naalay tor kay fir onoon joriya see
Kadee mein wee o mojza takda
Jay mein honda khaak madinay dee
Merey nabi qur'aan sunan day san
Chup kar kay sahaba sunday san
Mein wee gallan nabi diyan sunda
Jay mein honda khaak madinay dee
Jitay merey nabi da paseena peya
Otay bhoota gulaab da see oogya
Kadee mein wee o kismat ponda
Jay mein honda khaak madinay dee
Jinan raawan ton sona lang jaanda
Jay menon qadmeen na landa
Oday pichay oorda jaawan
Jay mein honda khaak madinay dee
MEIN TOH PANJ THAN KA GHULAAM HUN
Meh toh panj than ka ghulaam hun
Mujhay ishq hain toh Khuda sey hain, mujhay ishq hain toh Rasool hain
Meray mun sey aaey mehak sada, joh main naan lun tera bhool sey
Mujhey ishq sar-o-saman sey hain, mujhay ishq saray chaman sey hain
Mujhay ishq Un ki gali sey hain, mujhay ishq hain Un key wathan sey hai
Mujhay ishq hain toh Ali sey hain, mujhay ishq hain toh Hassan sey hain
Mujhay ishq hain toh Hussain sey, mujhay ishq Shahe Zaman sey hain
Meh toh panj than ka ghulaam hun
Huwa keysay than sey woh sar juda, jahan ishq ho wohein Karbala
Meri baath un hi ki baath hain, meray saamnay wohi zaath hain
Wohi jin ko shayre Khuda kahein, jinhein baabe Sale ala kehein
Wohi jin ko aale Nabi kahein, wohi jin ko zaathe Ali kahein
Wohi pukhta hain mey tho khaam hun
Meh toh panj than ka ghulaam hun
MEIN LAJPALAN DE LARR LAGIYAN
Mein lajpalan de larr lagiyan mere to gham parre rehnde
Meri aasa umeedan de sada boote harre rehnde
Hayal yaar vich mein mast rehnde haa dine raatein
Mere dil vich sajan vasde mere deede tere rehnde
Dua mangiya karo sanghiyo kithe Murshid na russ jaave
Jinhaa de Peer russ jaande jeyondiya vi marre rehnde
Kaddi vi laurr nieh pendhi menu dar darr te jaavan di
Mein lajpaalan da mangtha haa mere palle barre rehnde
Aiha paenda ishq da aahir te turrne naal mukna e
Ava manzal nuhnieh pa sakde jeehre baitte gharre rehnde
Niazi menu gham kaa huda meri nisbaat hai lasaani
Kisse de rehn jo bin je kism RabB te tarre rehnde
MERA TO SAB KUCH MERA NABI
Woh meri manzil bhi, hamsafar bhi
Wo saamne bhi, paas-e-nazar bhi
Wohi mujhe duur se Pukaare, ussi ki parchaae ruuh par bhi
Woh rang mera, woh meri khushbuu
Mein uski mutthi ka ek jugnu, woh mere andarr ki roshni he
Mera to sab kuch mera Nabi he
Kamaal-e-Khalaaq Zaat uss Ki
Bashr Nahi Azmat-e-Bashr hai
Mera Payambar Azeem Tar Hai
Woh Rahmatallil Alameen aur tu saraapa bughz-o-kee
Phir kis tara aaye yaqeen, tu bhi bashar woh bhi bashar
Apne warga kehn waaleya
Tu shar he, woh Khair-ul-bashar
Yaksaan kahaa hein khair-o-shar
He faraq in mein kis qadar
Tu bhi bashar, woh bhi bashar
Tu reengta he khaak per aur Arsh par unka guzar
Ab dil mein khud insaaf kar, tu bhi bashar, woh bhi bashar
Ab tujhe kya karna chahiye
Hat-dharmiyo ko chor kar, zauq-e-takabbur tore kar
keh dono haatho ko jore kar, woh Noor-e-Haqq aur mein bashar
Bashr Nahi Azmat-e-Bashr Hai
Mera Payambar Azeem Tar Hai
Mere dil mein he yaad-e-Muhammad
Mere dil mein he yaad-e-Muhammad
Mere ho’ton pe zikr-e-Madinah
Tajdaar-e-haram ke karam se
Aagaya zindagii ka qareena,
Mein ghulaam-e-ghulaamaan-e-Ahmad
Mein sag-e-aastaan-e-Muhammad
Qaabil-e-fakhar he mawt mere
Qaabal-e-rashk he mera jeena,
Har khataa par mere chashm poshi
Har talab pe ataaon ki baarash
Muj gunahgaar pe kis qadar hein
Mehrbaan tajdaar-e-madinah,
Dil shakasta he mera to kya gham
Is mein rehte hae Shah-e-doh aalam
Jab se mehmaan huwe hein wo dil mein
Dil mera ban gayaa hein Madinah,
Mujh ko tuufaan ki mojuun ka kyaa gham
Wo guzar jaaye gaa rukh badal kar
Na khuda hein mere jab Muhammad
Kese duube gaa mera safeena
MILTI HE MUHAMMAD KI KHAIRAAT MADINE ME
By Janab Aabed Barelwi Sahib
Bigre huwe bante he, halaat Madine me
Milti he Muhammad ki, Khairaat Madine me
Jo baat ka Maula ne, Firdous ko bakhshi he
Aati he nazar hum ko, woh baat Madine me
Ay zaaire Tayba ke, Daamane tahi bhar lo
Ekraam ki hoti he, barsaat Madine me
Ya Rabb ye tamanna he, mudat se mere dil me
Meri bhi kabhi ghuzre, ekh raat Madine me
Me?raaj ki shab Aqaa, jab ban ki chale
Doola Utri thi Farishto ki, baraat madine me
Mujh ko bhi Shahe-batha gar, izne Huzoori de
Le jaa-o Duroodon ki, sooghat Madine me
Aabed ye sabaa kehti, phirti he zamane me
He khuld ke meo?on ke ba gaat Madine me
MAWLAYA SALLI WA SALLIM DAI’MAN
Chorus: Mawlaya salli wa sallim dai’man, da’iman, daiman, abadan ala habibi ka khayril khalqi kullihimi (x3)
Muhammadun sayyidul kawnaini wa thaqalayn (x2)
Wal fareeqaini min urbiw wamin ajami
Chorus
Nabbiyunal aameerun naahi falaa ahadunn (x2)
Abarra fi qawli laa min huwala na’ami
Chorus
Huwal habibulladhi turja shafaa atuhu (x2)
Likulli haw liminal ahwaali muqtahami
Chorus
Sallalahu alaihi wassallam, Sallalahu alaihi wassallam, Sallalahu alaihi wassallam, Sallalahu alaihi wassallam
MUJHKO DARPAISH HAI PHIR MUBARAK SAFAR
Mujko Fir Mubarak Safar Kaafla For Madine Ka Taiyyar Hai
Nakiyo Nahi Ka Nahi Tosha Nahi Faqat Meri Jholi May Ashqo Ka Ithaar Hai.
Jurm Isyan Pe Apne Lajata Hua, Aur Ashqe Nadamat Bahata Hua
Teri Rehmat Pe Nazre Jamata Hua, Dar Pe Hazir Ye Tera Gunahgaar Hai
Koi Sajdo Ki Saugat Hai Na Koi Sohzo Taqwa Mere Paas Sarkar Hai
Chal Pada Hoo Madine Ki Janib Magar Haii Sar Par Gunaho Ka Ambar Hai.
Mujrimo Ko Saha Bakswata Hai Ti Sari Ummat Ki Bigdi Banata Hai Tu
Gam Ke Maaro Ko Seene Lagata Hai Tu Bekaso Gamzado Ka Tu Gamkhwar Hai
Tera Shani Kahan Shah e Kono Makan, Mujsa Aashin Ummat May Hoga Kahan
Tere Afwa Karam Shah e Do Jahan, Kya Koi Mujse Badhkar Bhi Haqdaar Hai.
Thokare Darbadar Kab Talak Khaoo May, Fir Madine Muqaddar Se Kab Aaoo May
Kash Qadmo May Sarkaar Mar Jaoo May, Ya Nabi Ye Tamnna e ATTAR Hai.
MUJE RANG DE MUJE RANG DE
Muje Rang De Muje Rang De
Maula Maula Muje Rang De Maula
Tu Karim Hai Tu Rahim Teri Zaat Sab Se Azim Hai
Nahi Tujsa Koi Bhi Dusra Tu Qabir Hai Tu Alim Hai.
Ye Latafate Ye Inayate Hai Tere Karam Ki Wazahate
Jo Chaman May Hai To Nasim Hai Jo Gulo May Hai To Shamim Hai
Tu Baid Bhi Tu Qarib Bhi Tu Muhib Bhi Hai Tu Habib Bhi
Tu Hararate Dil-e-Ashiqan Tu Nishan-e-Aql-e-Salim Hai
Tu Hai Raazdan Sabhi Baat Ka Tu Hai Rang Bazm-e-Hayat Ka
Kahin Shan-e-Khalk-e-Muhammadi Kahin Husn-e-Nutq-e-Kalim Hai
Tu Habib Bhi Tu Hafiz Bhi Tu Rahim Bhi Tu Karim Hai
Tu Bashir Bhi Tu Nasir Bhi Tu Kabir Hai Tu Halim Hai.
Tu Mere Khayal Ke Gulshano May Basa Misal-e-Shamim Hai
Tu Mere Yaqeen Ki Wusaton May Khiram-e-Mauj-e-Nasim Hai
Hai Dua-e-Bismil-e-Mim Jaa(n) Ke Meri Khatao Ke Baksh De
Hai Muje To Tera Hi Asra Tu Halim Hai Tu Rahim Hai.
N -NABI-O-AAL-E-NABI PER SALAAM HO MERA
Dostları ilə paylaş: |