azimah16_HT: ~*~ Para 14 Umm Ayahs ~*~
Nur_R_HI: ~~~ *** Dawrah e Quran - Para 14 - Ayaat e Ummah *** ~~~
Nur_R_SuJ: سورة الحجر
Nur_R_SuJ: Hijr mean s Rukawat stone(pathar)
Hijre aswad bhi isi sey hai
Jahan pathar para hota hai wahan rukawat hojati hai
Aik quam ka zikr hai bohat simple surah hai jismein Allah swt ney pichali quamoon pey Allah ki pakr ko samney rakha
Kainaat ka adal Team work
Hijr mein galaxy mein kiya hora hai uska zikr hai
Sura nehal mein zameen ka zikr
1-Doosaroon ko nafa doo2- team work karo3- muslim bankey jio
Sadiyan guzr gain aaj tak aaj tak suraj chand sitaray nahi badley
Is kainaat key phisicall law aaj tak nahi badley tu shariyat key law kesey badal saktey hein Quran Ki soorat mein jo ain hein ?
Nur_R_SuJ: Aya 1
Yeah ayat hein kitabe ilahi or Quran e mubeen ki Muraad Allah swt ka kalaam hai.
Khud ko mubrak deein key aap Allah ki kitaab perhney lagein hein
Aya 2
Sakth andaaz kafiroon ki hasrat( kaash wooh muslim hotay)
1-Jab muslim duniya mein taraqi karein gein tu unki taraqi ko deekhkar khawashi karein gein
Hadees ka khulasa = some muslim will go to jahanum due to bad deed when they finish their punishment then they will go to Jannah.only kufaar wil be left in jahanum
Qiyamt key din kaforoon ki hastrat kash wooh muslim hotey jab wooh kuch muslim ko jahanum sey niklkar janat mein jatey deekhein gein
Kiya hum sirf khud bachana chatey hein dooroon ko bachana humara fard hai
Alah ka shukar karein key Aap muslim hein. Dooron ki hadiayat ki tarp paida karney ki zaroorat hai aaj.
Convey Allah swt ka kalaam to others.
3 batton ka zikr
1-Zarhum 2 -yakulo 3- yatamattaoo .
Baideeni ka culture hai Eat sleep have fun
Kafir ka rawaiya hai
Muslim ka nahi
Highlight Aya 6
Yeah Nabi saw pagal kehtey they Naoozbillah
Jisney haq pesh kiya wwoh deewana pagal khelaya
Nur_R_SuJ: Aya 7
Agar aap sachey hein tu kion nahi tum farishoon ko ley aata
Farishtey haq key saath utertey hein phir loogoon ko muhlat nahi milti.
Aya 8
Highlight Aya 9
Quraan ki wooh khoobi hai jisney
Quran ko injeel taorat sey alag kardia
Injeel mein bhi mukamal hadiyat thi or quran mukamal mein bhi lekin jo cheese alag karti hai quraan ko injeel sey wooh yeah hai key quran ki hifazat ka zimma Allah swt ney liya hai.
Aaj tak Quraan mein change nahi ayi
Zikra kion kakha?
Is mein quraan ki tafseer hadees bi aajati hai
Quraan tabdeelion sey paak 1400 saal guzar gay lekin bibal mein changeaa gai hai
Nur_R_SuJ: Aya 10
Nabi saw sey pehley bhi Allah swt ney nabion ko behja unki qaumoon ney bhi inka mazaaq uraiya .
Aya 11
Quran ki taseer momin key dil per bahaar ki tarah
Mujrim kuffar loogoon key diloon per chubta hai unko nahawaar guzrata hai IS kafiyat ko salaakh ka dil mein guzrana kaha hai,
Aya 12-aya 20
Fiza mein oxsigon ki khash miqdaar hai
Gravaity 9.8 perfect
Female 98 egg peejati hai
Har cheese kainaat ki proper miqdaar mein perfect raito mein hein,
Nur_R_SuJ: Highlight aya 20
Aya 21 -23 highlight Aya -23
Alwaris Allah swt key piyary naamoon mein sey aik
Sab cheezein Allah ki hein
Aya 24 – 26
Insaan ki bebasi
Hum ney insaan ko sari hoiy matti key garey sey paida kiya
Har insaan apni asal ko deekey.
Nur_R_SuJ: Aya 27 -33
Hum ney jinoo ko aag sey paida kiya hai.
Insaan ka jisam matti sey banay phir rooh phoonki
Insaan ka jisamani wajood matti sey bana zulmani hai matti mein roshani nahi jati .
Rookh rehmaan sey aayi yeah noorani hai
Jab rooh zinda hoti hai jab hum iskey taqazey poorey kartey hein
Rooh ko quraan ki giza deetey
Moot ki soorat mein Allah rooh ko utha lein gein
Allah swt shaitaan ki bhi suntan hai
Shaitaan ka zoor mukhlaseen per nahi chalta
Jitna ikhlaas paida kartey jain gein utna shitaan door hota jay ga
IInsaan ki takhleeq ki phir farishotoon ko sajda karney ko kaha sab ney kiya lekin iblees ney nakiya
Iblees ka jawaab
Bhala mein kion sajda karoo matti sey baney hoay insaan ko jabkey tuney mujhey aag sey paida kia
Aya-34 Allah swt said phir tu nikl jaa beshaq tu mardood hai
Aya- 35 Tujh per laanat hai roze jaza key din tak
Nur_R_SuJ: Aya 36-40
Allah swt ney muhlat de di Aik maloom din tak
Iblees ney kha albatta mein zaroor behkaoonga sab key sab ko zameen mein
Siway terey chuney hoya banodoon key
Aya 41-
Haaza Siraatunn Alayia Mutaqem
Allah swt ney farmaiya yeah hai seedha raasta
Aya 42
Merey chuney hoya bandoon per tera koie zoor nahisiway unkey jo teri pairwari karein
Nur_R_SuJ: Aya 43
Iblees key pairokaroo key liay
Janhum key saat darwazey hein
signed doors hein her qisman key loogoon key liay
Aya 45-46
Mutaqi logon key liay salaamati hai in key liay bagaat nehrein hein
Aya 47
Jantion key diloon mein agar koie bugz hoga wooh hum nikaal deein gein
Inko na koie thikawat hogi
Quraan diloon ki safaie chahta hai
Jannat ki khoobi koie bura khiyal nahi hoga
Wooh takhtaoon per beethey hoon gein
Wooh ismein hameesha rahein gein
Nur_R_SuJ: Aya 49 -50
Nabi merey bandoon ko khabar dey doo
Aik taraf gafooruraheem doori taraf dardnaak azaab
Emaan khauf or umeed key beech ka naam hai
Allah sey balance tareeqey sey taluq rakhein
Aya 50 aya 77
Ibrahim As ko bisharat di beetey ki
Siraf gumrah loog Allah sey mayoos hotey hein
3 baar quame loot ka zikr
Sadoom naam ki qaum zalzaley sey zameen mein dans gay
4 tarah ka azaab
1-Jabreel as key parron ney batiyan ulta dein
2-Pathroon ki barish
3-Aag key pathar barsey
4-Pani ka azaab Garq kar diaya
Hum kiya measure lein
Jab bachey balig hojain unkey bistar alag karein at 10 year ki age mein
Bahie bhaie key bhi
Bahiya kaprey pehnain
Sleepover ki ijazat na deen
Raat ki doostiyan narakhein
Computer control for kids.
Unattended tv time sey bechain
Positive screen time dein
Allah sey dua karein nasloon key liay
Nur_R_SuJ: Aya 72
=uniqe style ay nabi saw teri jaan ki qasam is waqat inper aik nashi Chaya hoaya hai
Aya 78-84
Qaume hijr
Barey barey Ghar banatey they
Nakhoon sey tarash kar
Jab pakar aayi ghar parey reh gay loog na rahey
Unka yeah hunar inkey kaam na ayay unhoon ney Allah ki nafarmaani ki
Jo qauomein Allah ki nisanion ko na maney unkey liyay tabahi.
Aya 79
Insaan ki takhleeq ka asal maqsad
Yeah zameen aur asmaan Allah ney haq sey paida kiya
Jo ajain
Nazimah16_HT: مَّا تَسْبِقُ مِنْ أُمَّةٍ أَجَلَهَا وَمَا يَسْتَـْٔخِرُونَ ﴿٥﴾
Nur_R_HI: Surah Al-Hijr Ayah -5
Nazimah16_HT: کوئی جماعت اپنی مدت (وفات) سے نہ آگے نکل سکتی ہے نہ پیچھے رہ سکتی ہے
Nazimah16_HT: No nation will precede its term, nor will they remain thereafter.
Nazimah16_HT: فَٱنتَقَمْنَا مِنْهُمْ وَإِنَّهُمَا لَبِإِمَامٍ مُّبِينٍ ﴿٧٩﴾
Nur_R_HI: Al-Hijr ayah 79
Nazimah16_HT: تو ہم نے ان سے بھی بدلہ لیا۔ اور یہ دونوں شہر کھلے رستے پر (موجود) ہیں
Nazimah16_HT: So We took retribution from them, and indeed, both [cities] are on a clear highway.
Nur_R_HI: aise kaam nai karne chahiye jisse Allah inteqam le
Nazimah16_HT: Aise kaam nahi kerne chahiye , jis se Allah tala ghussa hon , aur inteqam lein
Nazimah16_HT: سورة النحل
Nur_R_HI: kya mai aise kaam to nai karti jisse Allah ki ghussa aaye?
Nazimah16_HT: وَلَقَدْ بَعَثْنَا فِى كُلِّ أُمَّةٍ رَّسُولًا أَنِ ٱعْبُدُوا۟ ٱللَّهَ وَٱجْتَنِبُوا۟ ٱلطَّـٰغُوتَ ۖ فَمِنْهُم مَّنْ هَدَى ٱللَّهُ وَمِنْهُم مَّنْ حَقَّتْ عَلَيْهِ ٱلضَّلَـٰلَةُ ۚ فَسِيرُوا۟ فِى ٱلْأَرْضِ فَٱنظُرُوا۟ كَيْفَ كَانَ عَـٰقِبَةُ ٱلْمُكَذِّبِينَ ﴿٣٦﴾
Nur_R_HI: An-Nahl ayah 36
Nazimah16_HT: اور ہم نے ہر جماعت میں پیغمبر بھیجا کہ خدا ہی کی عبادت کرو اور بتوں (کی پرستش) سے اجتناب کرو۔ تو ان میں بعض ایسے ہیں جن کو خدا نے ہدایت دی اور بعض ایسے ہیں جن پر گمراہی ثابت ہوئی۔ سو زمین پر چل پھر کر دیکھ لو کہ جھٹلانے والوں کا انجام کیسا ہو
Nazimah16_HT: And We certainly sent into every nation a messenger, [saying], "Worship Allah and avoid Taghut." And among them were those whom Allah guided, and among them were those upon whom error was [deservedly] decreed. So proceed through the earth and observe how was the end of the deniers.
Nur_R_HI: deen ki baat ko theek thek pesh kare jaise Allah ne di
Nur_R_HI: taghoot, button se ijtenab kare
Nazimah16_HT: Allah ke deen ki baat pesh kerna ka moaqa ho to, baat ko maan o ann pesh kare
Nazimah16_HT: وَٱللَّهُ أَخْرَجَكُم مِّنۢ بُطُونِ أُمَّهَـٰتِكُمْ لَا تَعْلَمُونَ شَيْـًٔا وَجَعَلَ لَكُمُ ٱلسَّمْعَ وَٱلْأَبْصَـٰرَ وَٱلْأَفْـِٔدَةَ ۙ لَعَلَّكُمْ تَشْكُرُونَ ﴿٧٨﴾
Nazimah16_HT: اور خدا ہی نے تم کو تمہاری ماؤں کے شکم سے پیدا کیا کہ تم کچھ نہیں جانتے تھے۔ اور اس نے تم کو کان اور آنکھیں اور دل (اور اُن کے علاوہ اور) اعضا بخشے تاکہ تم شکر کرو
Nur_R_HI: An-Nahl ayah 78
Nazimah16_HT: And Allah has extracted you from the wombs of your mothers not knowing a thing, and He made for you hearing and vision and intellect that perhaps you would be grateful.
Nazimah16_HT: Hum ne apne naimaton ko bahtreen tour pr istemal kerna hai
Nazimah16_HT: taki hum shukr guzar ban jayein
Nazimah16_HT: وَيَوْمَ نَبْعَثُ مِن كُلِّ أُمَّةٍ شَهِيدًا ثُمَّ لَا يُؤْذَنُ لِلَّذِينَ كَفَرُوا۟ وَلَا هُمْ يُسْتَعْتَبُونَ ﴿٨٤﴾
Nur_R_HI: An-Nahl ayah 84
Nazimah16_HT: اور جس دن ہم ہر اُمت میں سے گواہ (یعنی پیغمبر) کھڑا کریں گے تو نہ تو کفار کو (بولنے کی) اجازت ملے گی اور نہ اُن کے عذر قبول کئے جائیں گے
Nazimah16_HT: And [mention] the Day when We will resurrect from every nation a witness. Then it will not be permitted to the disbelievers [to apologize or make excuses], nor will they be asked to appease [Allah].
Nazimah16_HT: وَيَوْمَ نَبْعَثُ فِى كُلِّ أُمَّةٍ شَهِيدًا عَلَيْهِم مِّنْ أَنفُسِهِمْ ۖ وَجِئْنَا بِكَ شَهِيدًا عَلَىٰ هَـٰٓؤُلَآءِ ۚ وَنَزَّلْنَا عَلَيْكَ ٱلْكِتَـٰبَ تِبْيَـٰنًا لِّكُلِّ شَىْءٍ وَهُدًى وَرَحْمَةً وَبُشْرَىٰ لِلْمُسْلِمِينَ ﴿٨٩﴾
Nazimah16_HT: اور (اس دن کو یاد کرو) جس دن ہم ہر اُمت میں سے خود اُن پر گواہ کھڑے کریں گے۔ اور (اے پیغمبر) تم کو ان لوگوں پر گواہ لائیں گے۔ اور ہم نے تم پر (ایسی) کتاب نازل کی ہے کہ (اس میں) ہر چیز کا بیان (مفصل) ہے اور مسلمانوں کے لیے ہدایت اور رحمت اور بشارت ہے
Nur_R_HI: An-Nahl ayah 89
Nazimah16_HT: And [mention] the Day when We will resurrect among every nation a witness over them from themselves. And We will bring you, [O Muhammad], as a witness over your nation. And We have sent down to you the Book as clarification for all things and as guidance and mercy and good tidings for the Muslims.
Nazimah16_HT: وَلَا تَكُونُوا۟ كَٱلَّتِى نَقَضَتْ غَزْلَهَا مِنۢ بَعْدِ قُوَّةٍ أَنكَـٰثًا تَتَّخِذُونَ أَيْمَـٰنَكُمْ دَخَلًۢا بَيْنَكُمْ أَن تَكُونَ أُمَّةٌ هِىَ أَرْبَىٰ مِنْ أُمَّةٍ ۚ إِنَّمَا يَبْلُوكُمُ ٱللَّهُ بِهِۦ ۚ وَلَيُبَيِّنَنَّ لَكُمْ يَوْمَ ٱلْقِيَـٰمَةِ مَا كُنتُمْ فِيهِ تَخْتَلِفُونَ ﴿٩٢﴾
Nur_R_HI: An-Nahl ayah 89
Nazimah16_HT: اور اُس عورت کی طرح نہ ہونا جس نے محنت سے تو سوت کاتا۔ پھر اس کو توڑ کر ٹکڑے ٹکڑے کر ڈالا۔ کہ تم اپنی قسموں کو آپس میں اس بات کا ذریعہ بنانے لگو کہ ایک گروہ دوسرے گروہ سے زیادہ غالب رہے۔ بات یہ ہے کہ خدا تمہیں اس سے آزماتا ہے۔ اور جن باتوں میں تم اختلاف کرتے ہو قیامت کو اس کی حقیقت تم پر ظاہر کر دے گا
Nazimah16_HT: And do not be like she who untwisted her spun thread after it was strong [by] taking your oaths as [means of] deceit between you because one community is more plentiful [in number or wealth] than another community. Allah only tries you thereby. And He will surely make clear to you on the Day of Resurrection that over which you used to differ
Nazimah16_HT: yeah darasal eik kahani hai, wada khilafi kerna,
Nazimah16_HT: haqeeqat may iss pr ummat e wassat ko bahut ghaor o fiker ki zaroorat hai
Nazimah16_HT: وَلَوْ شَآءَ ٱللَّهُ لَجَعَلَكُمْ أُمَّةً وَٰحِدَةً وَلَـٰكِن يُضِلُّ مَن يَشَآءُ وَيَهْدِى مَن يَشَآءُ ۚ وَلَتُسْـَٔلُنَّ عَمَّا كُنتُمْ تَعْمَلُونَ ﴿٩٣﴾
Nazimah16_HT: اور اگر خدا چاہتا تو تم (سب) کو ایک ہی جماعت بنا دیتا۔ لیکن وہ جسے چاہتا ہے گمراہ کرتا ہے اور جسے چاہتا ہے ہدایت دیتا ہے۔ اور جو عمل تم کرتے ہو (اُس دن) اُن کے بارے میں تم سے ضرور پوچھا جائے گا
Nur_R_HI: An-Nahl - 93
Nazimah16_HT: And if Allah had willed, He could have made you [of] one religion, but He causes to stray whom He wills and guides whom He wills. And you will surely be questioned about what you used to do.
Nazimah16_HT: jawab dahi ka khilyal rakh ker amal kerna hai
Nazimah16_HT: إِنَّ إِبْرَٰهِيمَ كَانَ أُمَّةً قَانِتًا لِّلَّهِ حَنِيفًا وَلَمْ يَكُ مِنَ ٱلْمُشْرِكِينَ ﴿١٢٠﴾
Nazimah16_HT: بےشک ابراہیم (لوگوں کے) امام اور خدا کے فرمانبردار تھے۔ جو ایک طرف کے ہو رہے تھے اور مشرکوں میں سے نہ تھے
Nur_R_HI: An-Nahl - aya 120
Nazimah16_HT: Indeed, Abraham was a [comprehensive] leader, devoutly obedient to Allah, inclining toward truth, and he was not of those who associate others with Allah.
Nazimah16_HT: ~*~ Surah Al-Hijr ~~ Para 14 ~*~
Nazimah16_HT: Hijr=Pathar -Rukawat
Nazimah16_HT: iss para may Team work ki baat
Nazimah16_HT: Sitare , zameen aur asmaan ki batein
Nazimah16_HT: dosron ke liye faida mand banna
Nur_R_HI: Team work karo
Nazimah16_HT: Qudrat ke qawaneen ko nahi badal sake tou shariyat ke qawaneen ko kaise badal sakte hain
Nur_R_HI: ayah - 3 Laa deeniyat ka culture - يَأۡڪُلُواْ -khaata, وَيَتَمَتَّعُواْ - nafa uthaata, وَيُلۡهِهِمُ ٱلۡأَمَلُۖ - jhooti umeedon me mashgool hota
Nur_R_HI: Ayah 1-5
Nur_R_HI: Al-Hijr
Nazimah16_HT: jab musalman dunya may taraqi karein ge tou non-muslim bhi unko dekh ker rashk karein ge
Nazimah16_HT: Aaj hum sab jis deen se taluq rakte hain tou jitna shukr karein kam hai
Nazimah16_HT: kia banega unn logon ka jinn tak aaj iman nahi pahuncha, hamari zimadari hai k hum untak islam ko pahunchain
Nazimah16_HT: ayah 06- wo log kahte k jis par yeah kalam nazil hoa, dewana hai, naouzubillah
Nazimah16_HT: إِنَّا نَحْنُ نَزَّلْنَا ٱلذِّكْرَ وَإِنَّا لَهُۥ لَحَـٰفِظُونَ ﴿٩﴾
Nazimah16_HT: Hight light
Nazimah16_HT: ayah 9
Nazimah16_HT: yeah hai wo ayah jis ne Quran ko tourat aur anjeel se different kiya
Nazimah16_HT: jiss ka zer aur zabr tak bhi change nahi howa
Nazimah16_HT: different nuskhe jama kiye aur check kare tab bhi sab same thae
Nazimah16_HT: iss ke barkhilaf bible ke different nuskhe jama kiye gaye tou unmay bahut difference tha
Nazimah16_HT: eik dafa iss Quran ko padh lein, yeah Quran Qiyamat tak na badalne wali kitab hai
Nazimah16_HT: Aaj musalamon ko iss kitab se aisa taluq nahi hai , jaisa dosri kitabon se hai
Nazimah16_HT: Ayah 11- Deen ka kaam kerne walon ka hamesha mazaq udaya gaya
Nazimah16_HT: Ayah 13- Kuffar, mujrim logon ko iss kitab ka paigam achcha nahi lagega.
Nazimah16_HT: Ayah 12*
Nazimah16_HT: وَجَعَلْنَا لَكُمْ فِيهَا مَعَـٰيِشَ وَمَن لَّسْتُمْ لَهُۥ بِرَٰزِقِينَ ﴿٢٠﴾
Nazimah16_HT: hight light ayah 20
Nazimah16_HT: Ayah 21- Allah ne har cheez ko uske andaze ke mutabiq banaya hai
Nazimah16_HT: Gravity ,
Nazimah16_HT: 9.8 ke ratio se yeah hum sab ko kanch rahi hai, if isska ratio 9.8 se kam kerdiya jaye tou phir hum taer rahe hote
Nazimah16_HT: fiza may
Nazimah16_HT: Asman =gases hai , agar isko suraj aur zameen ke darmiyan se nikal diya jaye tou zameen jal jaye
Nazimah16_HT: وَإِنَّا لَنَحْنُ نُحْىِۦ وَنُمِيتُ وَنَحْنُ ٱلْوَٰرِثُونَ ﴿٢٣﴾
Nazimah16_HT: Hight light Ayah 23
Nazimah16_HT: Allah hi sab ka waris hai, Allah ki rah may dete hoye dil bada karein
Nazimah16_HT: Ayah 24-agle pichle sab hum ko dikhenge
Nazimah16_HT: وَلَقَدْ خَلَقْنَا ٱلْإِنسَـٰنَ مِن صَلْصَـٰلٍ مِّنْ حَمَإٍ مَّسْنُونٍ ﴿٢٦﴾
Nazimah16_HT: Ayah 26-insaan ko matti ke gare se paida kiya, aur agar kisi aur cheez se ya metal se paida kiya hota tou kiya wo sajda kerta?
Nazimah16_HT: Iblees ka qissa
Nazimah16_HT: insan ka jismani wajood mitti se, Andhere wala, Ruh rahman ki taraf se, jab hum ruh ke taqaze pure karte hain tou phir ismay roshni
Nur_R_HI: gunahon k bawjood Allah manpasand cheezein de de to fakhr na kare k Allah mujhse khush hai
Nazimah16_HT: Allah tala agar kisi ko uski maan pasand cheez de dein tou fakhr na kare
Nur_R_HI: 72- Gunahon ka nasha hota hai
Nazimah 13_SS: 72
Nur_R_HI: sudoom naam ki qaumm basti thi
NQ_Coordinator_RK: till aya 79
Nazimah16_HT: 3.Aag ke pather barse
Nazimah16_HT: 4. dobo diye gaye
Nur_R_HI: Allah is homosexuality ki gandagi se hamari naslon ko bachale aameen
Nazimah16_HT: jab bachche baliq ho jayein tou unke bister alag kerdo
Nazimah16_HT: and 7 saal ki umr may namaz ka hukum
NQ_Coordinator_RK: hamain duyain mangnae ki zaroorat hai
Nazimah16_HT: ladke aur ladkiyon ke bhi bister alag
Nur_R_HI: mattresses alag kare aur bahaya kapdon me sulaye bachon ko
Nur_R_HI: nazron ki hifazat kare bachon ki
Nazimah16_HT: Raat ki dostiyan nahi, sirf din ke waqt ijazat dein
Nazimah16_HT: computer time ke waqt bhi nazar rakhe bachon pr
Nazimah16_HT: unattended na chode
Nur_R_HI: cartoons bhi dekhne unattended na chode bachon ko
Nazimah16_HT: Aameen
Nazimah16_HT: saheb e farasat iss se nasihat lenge
Nur_R_HI: 78 - 81
Nazimah16_HT: Ayah
Nazimah16_HT: وَءَاتَيْنَـٰهُمْ ءَايَـٰتِنَا فَكَانُوا۟ عَنْهَا مُعْرِضِينَ ﴿٨١﴾
Nazimah16_HT: hight light ayah 81
NQ_Coordinator_RK: aya 82-84
NQ_Coordinator_RK: barae barae ghar banatae thae
Nazimah16_HT: qoam e hijr matti chune ke ghar banate tha , tou kahte oh hamre ghar hamri zindagi may hi gir gaye, Allah ne unhe bade bade taiz nakhun diye
NQ_Coordinator_RK: lambae nakhun thae un kae aur un sae pahaar taraash ker ghar banatae thae
Nur_R_HI: jab log gharon me bekhauf hoke jeete, Allah unhe wahan se khatm kardeta
Nazimah16_HT: jis se wo carving kerte pahadon may
Nazimah16_HT: unke ghar aaj bhi moajud hain
Nazimah16_HT: hum iss dunya may be maqsad nahi paida kiye gaye
Nur_R_HI: 85- 86
Nur_R_HI: Bemaqsad nahi paida kiya Allah ne insan ko
Nazimah16_HT: فَٱصْفَحِ ٱلصَّفْحَ ٱلْجَمِيلَ ﴿٨٥﴾
Nazimah16_HT: unki beamli ko ignor kare
Nur_R_HI: naya naya deen pe jo aata, wo toota hua aata hai. daaie deen inke sath narm bat kare
Nazimah16_HT: koi naya naya deen pr aye aur daai e deen uss pr sakhtiyan na kare
NQ_Coordinator_RK: naya naya deen ki taraf aya shaks apni life style ker kae aa raha hai daiyea deen ko un sae narmi ka salook kerna chahea
Nur_R_HI: ayah 87- Surah fathiha di Allah ne nabi saw ko
Nazimah16_HT: Ayah وَلَقَدْ ءَاتَيْنَـٰكَ سَبْعًا مِّنَ ٱلْمَثَانِى وَٱلْقُرْءَانَ ٱلْعَظِيمَ ﴿٨٧﴾
Nazimah16_HT: hight light ayah 87
Nazimah16_HT: Surah fatiha ka naam
Nur_R_HI: Sab'ul Masani - doosra naam al-fatiha ka
Nazimah16_HT: ayah 88-dunya ki cheezon ki taraf kiyun nazar, Quran ke milne ke baad
Nur_R_HI: 91- Quran se murad yahan taurat hai
Nazimah16_HT: Ayah91-yahan Quran ta lafz tourat ke liye aya hai
NQ_Coordinator_RK: لَّذِينَ جَعَلُواْ ٱلۡقُرۡءَانَ عِضِينَ (٩١
Nur_R_HI: jo deen seekhne aajate, unse achi baat kare
Nazimah16_HT: Dunya ki taraf wo dekhe jiske paas Quran nahi hai
Nazimah16_HT: huwa khiran mimma yajmaoon
Nazimah16_HT: jis ko deen ki dawlat mil jaye wo dunya ki dawalat ki talab na kare
Nur_R_HI: Allah ki nafarmani ki cheez me kabhi barkat nahi hoti
Nazimah16_HT: kahin shak bhi padh jaye k kissi ne Allah ki nafermai se li hai, tou uss pr Mubarakbad na de
Nur_R_HI: nafermani*
Nur_R_HI: 88- apne kandhon ko jhukado. deen ki taraf aane walon ko let down na karo
NQ_Coordinator_RK: وَٱخۡفِضۡ جَنَاحَكَ لِلۡمُؤۡمِنِينَ (٨٨ deen ki taraf anae walon lo let down na karain
NQ_Coordinator_RK: deen*
Nur_R_HI: jab apka safar deen ki taraf shuru ho, to qadam phoonk phoonk kar rakhe
Nazimah16_HT: Aye allah mere qadmon ko hidayat pr ane ke baad peeche na kerna=Dua
Nur_R_HI: slope pe insan ya to girega ya chadega
Nur_R_HI: bhaagna hoga slope pe
Nur_R_HI: hamara safar shuru hogaya ab Quran ka
Nur_R_HI: Quran - Allah ki bohat badi daulat - isko chode na kabhi
Nur_R_HI: Dawrah e Quran ko apna STEP 1 samjhe!
Nazimah16_HT: Quran ko tukde tukde kerne ki baat= kuch leliya aur kuch chud diya
Nazimah16_HT: فَٱصْدَعْ بِمَا تُؤْمَرُ وَأَعْرِضْ عَنِ ٱلْمُشْرِكِينَ ﴿٩٤﴾
Nazimah16_HT: High light ayah 94
Nazimah16_HT: airaz karein mushrikon se
Nazimah16_HT: a وَلَقَدْ نَعْلَمُ أَنَّكَ يَضِيقُ صَدْرُكَ بِمَا يَقُولُونَ ﴿٩٧﴾
Nazimah16_HT: hight light ayah 97
Nazimah16_HT: Allah apne Nabi ﷺ ko kah re k maout ki ghadyon tak ibaadat kerte rahein
Nazimah16_HT: iss paigham ko aam kerte rehein
Nazimah16_HT: Maout pr surah Al-Hijr ka khatima
Nazimah16_HT: Aur surah An-Nahal ka zindagi se agaz
Nazimah16_HT: Makki daur ka akhir
Nazimah16_HT: iss puri surat may touheed
Nur_R_HI: ~~~***~~~Surah An-Nahl~~~***~~~
Nazimah16_HT: kuch kahte badr ka fisla and kuch kahte Qiyamat ka faisla
Nazima09_ST: suratunn'aem naimton wali surah/ nahal makhi ko kehte hen
Nazimah16_HT: Ayah 2-Ruh =jibrail a.s
Nazimah16_HT: Fitrat may jagda insan ke
Nazimah16_HT: Ayah 3*
Nur_R_HI: ayah 4 - Insan ko nutfe se paida kiya Allah ne
Nazimah16_HT: Nasamaj log hain jo jaidadon pr jagde kerte hain
Nazimah16_HT: observe kare, ghar may jagde kiyun hote hain
Nazimah16_HT: jahan jagde hote hain wahan se sakoon chala jata hai
Nazimah16_HT: sab se badtareen jagda jawan aulad ka mabap ke sath
Nazimah16_HT: Ayah 5- Allah ne choti choti factriyan lagai howi hain
Nazimah16_HT: Dunya may hum jo cheezein banate hain wo jamal ke liye
Nazimah16_HT: Allah ne jamal aur kamal ko yakja kerdiya
Nazimah16_HT: ghor kare , kitana shafeeq aur mehrban hai mera raabbb
Nazimah16_HT: وَعَلَى ٱللَّهِ قَصْدُ ٱلسَّبِيلِ وَمِنْهَا جَآئِرٌۭ ۚ وَلَوْ شَآءَ لَهَدَىٰكُمْ أَجْمَعِينَ ﴿٩﴾
Nazimah16_HT: hight light Ayah 9
Nazimah16_HT: ihdinas siratal mustaqeem
Nazimah16_HT: Allah ne mere hath may yeah kitab kiyun padhai , taki mujhe Hidayat mile
Nazimah16_HT: Ayah 11- koi badi baat hogi jis may nashaniyan hain
NQ_Coordinator_RK: يُنۢبِتُ لَكُم بِهِ ٱلزَّرۡعَ وَٱلزَّيۡتُونَ وَٱلنَّخِيلَ وَٱلۡأَعۡنَـٰبَ وَمِن ڪُلِّ ٱلثَّمَرَٲتِۗ إِنَّ فِى ذَٲلِكَ لَأَيَةً۬ لِّقَوۡمٍ۬ يَتَفَڪَّرُونَ (١١
NQ_Coordinator_RK: ghorofikr karain
Nazimah16_HT: ussi matti may se angoor bi nikle aur zaitoon bhi nikle
NQ_Coordinator_RK: Allah main jo bhi under sae hon wo bahir lae ayain
Nazimah16_HT: Ayah 14- allah ki nashaniyan
NQ_Coordinator_RK: sooraj, chand aur sitarae asmaan ki makhlooq aur wo her waqt kaam main masroof hain
Nazimah16_HT: Ayah 15-samandri cheezein
NQ_Coordinator_RK: Allah nain kaha tum imetehaan karo , aur nain tumharae kaam karon ga
NQ_Coordinator_RK: Ayah 15-samandri cheezein
Nazimah16_HT: jab Allah samandron ke moajon may raste badh ker hamein kashtiyan chalane ki ijazat dete hain, iss se badhker nashaniyah aur kiya chahiye
NQ_Coordinator_RK: thaparon main dalain apane aap ko takae Allah tarashae haimain
Nazimah16_HT: hamare ander kitni khair hai wo Allah ko maloom hai
NQ_Coordinator_RK: diamond sirf rooshni main chamakta hai aur jitna qeemti diamind ho ga utnae hi cuts hon ga eus main
Nazimah16_HT: jitna thaparon may dalenge aur jitne cuts lageinge utna hi nikhrenge
NQ_Coordinator_RK: hamain bhi waisa hi diamond bannaa hai insh
NQ_Coordinator_RK: وَأَلۡقَىٰ فِى ٱلۡأَرۡضِ رَوَٲسِىَ أَن تَمِيدَ بِڪُمۡ وَأَنۡہَـٰرً۬ا وَسُبُلاً۬ لَّعَلَّڪُمۡ تَہۡتَدُونَ (١٥
NQ_Coordinator_RK: highlight aya 15
Nazimah16_HT: Asaman ke sitrare raste batate hain
NQ_Coordinator_RK: Allah nain hamarae liye rastae bana diyea
Nazimah16_HT: aur zameen ke sitare raste goom kerdete hain(filmi sitare)
Nazimah16_HT: kabi na kahein k
NQ_Coordinator_RK: jub sae zameen bani us kae physical laws same hain
Nazimah16_HT: Quran outdated hogaya
Nazimah16_HT: ayah 18- we can
NQ_Coordinator_RK: kabhi na kahain "Quran out dated ho gaya"
Nazimah16_HT: can't count Allah s.w.t 's blessings
NQ_Coordinator_RK: وَإِن تَعُدُّواْ نِعۡمَةَ ٱللَّهِ لَا تُحۡصُوهَآۗ
Nazimah16_HT: fajr may utte , suhur kiya naimat ............ bahut sari namatein
Nazimah16_HT: iss liye fermaye k shirk se bach jao
NQ_Coordinator_RK: jub naimtain nahin gin saktae to kia naikiyan gin gin ker karo gae
Nazimah16_HT: ayah 22 - nafs ka gharoor kiya huta hai?
Nazimah16_HT: ghumand apni taleem pr , sar uta ker chalna
Nazimah16_HT: jo dunya may Allah ki naimaton ka shukr nahi kerte wo qiyamat may pakde jayenge
NQ_Coordinator_RK: إِنَّهُ ۥ لَا يُحِبُّ ٱلۡمُسۡتَكۡبِرِينَ (٢٣
Nazimah16_HT: hum waqai bachna chahte hain tou Allah ki baat manni padegi
Nazimah16_HT: وَإِذَا قِيلَ لَهُم مَّاذَآ أَنزَلَ رَبُّكُمْ ۙ قَالُوٓا۟ أَسَـٰطِيرُ ٱلْأَوَّلِينَ ﴿٢٤﴾
Nazimah16_HT: High light ayah 24
khanbk123:
Nazimah16_HT: Ayah 25-Allah ka kaof na hona, Allah ke kitab se door kerde hai
Nazimah16_HT: halak kerne wali 3 cheezen
Nazimah16_HT: please write 3 things, i missed
NN_FA010_Eden: khawash nafs bukhal khud pasandi
Nazimah16_HT: ayah 26- jitna jis mulk may islam ke khilaf propagenda hota hai, wahan utna hi islam phaelta hai
Nazimah16_HT: Ayah 27-Sari zindagi sarkash aur maot ke ferishte ko dekh ker
Nazimah16_HT: Azab e Qabr ki baat
Nur_R_HI: Aay 29 - Azabe qabr
Nazimah16_HT: فَٱدْخُلُوٓا۟ أَبْوَٰبَ جَهَنَّمَ خَـٰلِدِينَ فِيهَا ۖ فَلَبِئْسَ مَثْوَى ٱلْمُتَكَبِّرِينَ ﴿٢٩﴾
Nazimah16_HT: high light ayah 29and 30
Nazimah16_HT: وَقِيلَ لِلَّذِينَ ٱتَّقَوْا۟ مَاذَآ أَنزَلَ رَبُّكُمْ ۚ قَالُوا۟ خَيْرًۭا ۗ لِّلَّذِينَ أَحْسَنُوا۟ فِى هَـٰذِهِ ٱلدُّنْيَا حَسَنَةٌ ۚ وَلَدَارُ ٱلْءَاخِرَةِ خَيْرٌۭ ۚ وَلَنِعْمَ دَارُ ٱلْمُتَّقِينَ ﴿٣٠﴾
Nazimah16_HT: mat kaho k deen banaoge tou dunya bigdegi
Nazimah16_HT: Allah kahte hain k jab tum deen sanwarogo tou pahle dunya sanwar jayegi
Nazimah16_HT: jo Akhirat mange hai , tou dunya thokaron may aajati hai
Nazimah16_HT: kache aur waqti ghron may kiya rahna
Nazimah16_HT: Ayah 31- Allah hamein muttaqi banade
Nazimah16_HT: Ayah 32- peeche farishte ko dekh ker jan nikal rahi thi gunahgar ki, yahan farishte khushkabri larahe muttqi ke liye
Nazimah16_HT: ayah 33-inssan her sonch se , har cheez se apne aap ko paak kerle
Nazimah16_HT: Asal hamare status Ahirat may hoga
Nur_R_HI: jo dunya me Allah ko naraz karenge, imagine usi halat pe marjaoon to mera anjam kya hoga?
Nazimah16_HT: Nabi ﷺ apni azwaj ko kaha karte k utto aur ibaatad karo
Nur_R_HI: akhirat ki keemat pe maine dunya nahi leni
Nazimah16_HT: وَقَالَ ٱلَّذِينَ أَشْرَكُوا۟ لَوْ شَآءَ ٱللَّهُ مَا عَبَدْنَا مِن دُونِهِۦ مِن شَىْءٍ نَّحْنُ وَلَآ ءَابَآؤُنَا وَلَا حَرَّمْنَا مِن دُونِهِۦ مِن شَىْءٍ ۚ كَذَٰلِكَ فَعَلَ ٱلَّذِينَ مِن قَبْلِهِمْ ۚ فَهَلْ عَلَى ٱلرُّسُلِ إِلَّا ٱلْبَلَـٰغُ ٱلْمُبِينُ ﴿٣٥﴾
Nazimah16_HT: High light Ayah 35
Nazimah16_HT: aaj bhi log dhtai ke sath gunah kerte, pouche kiyun kiya tou kahte Allah ne nahi roka
Nazimah16_HT: Insan kud kerna nahi chahta naiki aur baat Allah pr dalta hai
NQ_Coordinator_RK: Allah ki ijazat aur Alah ki raza 2 mukhtalif cheezain hain
Nazimah16_HT: kisi cheez ko permission dena aur Approval dena , two different things
NQ_Coordinator_RK: ijazat mil jati hai magar raza nahin milti
Nazimah16_HT: har kaam iss dunya may uski marzi se nahi uski mashiyat se hota hai
Nazimah16_HT: hum jo kerte hain apni marzi se kerte hain
NQ_Coordinator_RK: gunnah ker kae khud ko dhooka na dain
NQ_Coordinator_RK: kae Allah nain kerwa dia
Nazimah16_HT: Ayah36-Allah hamein bhi bacha le
Nazimah16_HT: Ayah 37-guidence is a Gift from Allah swt
NQ_Coordinator_RK: إِن تَحۡرِصۡ عَلَىٰ هُدَٮٰهُمۡ فَإِنَّ ٱللَّهَ لَا يَہۡدِى مَن يُضِلُّۖ وَمَا لَهُم مِّن نَّـٰصِرِينَ (٣٧
Nazimah16_HT: ussi ko milegi jo iss ke liye tadpe ga
NQ_Coordinator_RK: guidance is the gift will be given only if we want
Nazimah16_HT: hidayat ke sath jo naimat mile wo rahmat, bina hidayat ke jo naimat mile wo zahmat
NQ_Coordinator_RK: hidayat kae sath guidance milae to gift warna hidayat ziada kaam nahin ayae gi
Nazimah16_HT: Ayah 38- Dars on Akhsaiyat
NQ_Coordinator_RK: أَڪۡثَرَ ٱلنَّاسِ لَا يَعۡلَمُونَ (٣٨)
Nazimah16_HT: Majority is not Authority
NQ_Coordinator_RK: kabhi na kahain 'Majority is authority"
NQ_Coordinator_RK: إِنَّمَا قَوۡلُنَا لِشَىۡءٍ إِذَآ أَرَدۡنَـٰهُ أَن نَّقُولَ لَهُ ۥ كُن فَيَكُونُ (٤٠highlight aya 40
Nazimah20_MU: Highlight Ayah 40
NQ_Coordinator_RK: Allah sae lively taluq rakhna hai
NQ_Coordinator_RK: Aya 41
NQ_Coordinator_RK: hijrat mushkil cheez
NQ_Coordinator_RK: jub insan apna ghar choorta hai upset ho jata hai
NQ_Coordinator_RK: tabdeeli mushkil hai
NQ_Coordinator_RK: apnae ghar main jo chaha ker liya
NQ_Coordinator_RK: choornae ka safr mushkil tareen safarhai
NQ_Coordinator_RK: koi deen ki taraf ayae to wo bohat si munpasand cheezain choor ker ata hai aur dukhi hota hai
NQ_Coordinator_RK: us ko tanae na dain kisi kami paishi main
NQ_Coordinator_RK: un kae liye dua karain
Nazimah16_HT: Quran se judne ke bad safai zaher aur batin ki gradually
NQ_Coordinator_RK: her wo cheez badal lain jin sae gunahon ki budboo ati hai
NQ_Coordinator_RK: jub alag hota hai to tanhaii ho jati hai
Nazimah16_HT: hijrat aur tanhai , mukhtalif hai
Nazimah16_HT: hijrat aur tanhai sath sath
Nazimah16_HT: shaitan distract kerta hai, tou ayah 42 yaad kerlein
NQ_Coordinator_RK: shaitaan dil main dalta hai "Isolated ho gayi" aur wahin sae back track shuroo ho jata hai
Nazimah16_HT: Ayah 43-44=Allah hamein bhi iss pr ghaor o fikr kerne ki toufeeq dein
Nazimah16_HT: Ayah 45
Nazimah16_HT: Ayah 45-koun hai jo Allah ke nabi ke khilaf chalein chal rahe hain?
Nazimah16_HT: Rasool ki mukhalifat na kare
NQ_Coordinator_RK: أَوۡ يَأۡخُذَهُمۡ فِى تَقَلُّبِهِمۡ فَمَا هُم بِمُعۡجِزِينَ (٤٦
NQ_Coordinator_RK: highlight aya 46
NQ_Coordinator_RK: aya 48
NQ_Coordinator_RK: sayae Alalh kae agae jhuktae hain
Nazimah16_HT: Ayah 48-Hamare say jo zameen pr padte hain, Allah ke agae aajizi ka izhar kerte hai
NQ_Coordinator_RK: kia mujhae jis baat ka hukm dia gaya main wo manti hon?
Nazimah16_HT: Ayah 50- khud se puche jis baat ka hukum diya jaye kerti hun?
Nazimah16_HT: Allah ke agae jukhti hun?
Nazimah16_HT: Ayah وَمَا بِكُم مِّن نِّعْمَةٍ فَمِنَ ٱللَّهِ ۖ ثُمَّ إِذَا مَسَّكُمُ ٱلضُّرُّ فَإِلَيْهِ تَجْـَٔرُونَ ﴿٥٣﴾
Nazimah16_HT: highlight ayah 53
Nazimah16_HT: Allah ki namaton ka shukr kiya jaye
Nazimah16_HT: Ayah 54-55 =mushreekin e makkah ki buri rasmon ka bayan
Nazimah16_HT: Makkah walon may betiyon ka qatal
Nazimah16_HT: pahele se gada khod ker rakhte, jon hi maloom hota k beti hai tou usko zinda dafan kerdete
Nazimah16_HT: khandan ki rasmein aur riwaj zalim hote hain
NQ_Coordinator_RK: khandaan kae rasmon riwaaj aisae hi zalim hoti hain
Nazimah16_HT: some time dowri ki waje se , some time kisi aur wajeh se aaj bhi ladkiya zinda jalai jati hain
Nazimah16_HT: Aaj bhi kuch aise gaon janhan ladkiyan zinda mari jati hain
Nazimah16_HT: Aaj Abortion ke naam pr bhi zulum
Nazimah16_HT: Kitna dil sakht ho jata hai insano ka, some time khud Abort kerwate hai bachon ka
Nazimah16_HT: Quran may ata hai k unse pucha jaye ga inn qatlon ke bare may
Nazimah16_HT: Allah tala inn se ham sab ko bachaye rakhe
Nazimah16_HT: Ayah 60
Nazimah16_HT: Ayah 62-Apne liye baitiyan pasand nahi kerte thae aur Allah ki baitiyan qarar dete farishton ko
Nazima09_ST: وَمَآ أَنزَلۡنَا عَلَيۡكَ ٱلۡكِتَـٰبَ إِلَّا لِتُبَيِّنَ لَهُمُ ٱلَّذِى ٱخۡتَلَفُواْ فِيهِۙ وَهُدً۬ى وَرَحۡمَةً۬ لِّقَوۡمٍ۬ يُؤۡمِنُونَ (٦٤)
NQ_Coordinator_RK: highlight aya 64
NQ_Coordinator_RK: aya 66- ghoor karo doodh khoon aur gand ka edarmiyan sae nikalta hai
NQ_Coordinator_RK: aya 67-68
NQ_Coordinator_RK: shahd ki makhi hamarae faieda kae liye kaam kerti hai
NQ_Coordinator_RK: hamain bhi makhi ki tarah insaniaat kae faieda kae liye kaam kerna hai
Nazimah16_HT: 50,000 pollens khati hai,
Nazimah16_HT: shahed ki makhi ka sar , suoi ke nake barbar hota hai
NQ_Coordinator_RK: male sirf fertilization ka kaam kerti hai
NQ_Coordinator_RK: aik darbaan hoti hai hifazat kae liye
Nazimah16_HT: phoolon ka rass piti hai
NQ_Coordinator_RK: makhi sirf apnae kaam per focus hoti hai
Nazimah16_HT: momin ki zindagi aisi honi chahiye k focus na loose kare apne kaam se
NQ_Coordinator_RK: hamain bhi apna purpose of life yaad ker kae us per focus kerna hai
NQ_Coordinator_RK: baamaqsad insaan bannaa hai
Nazimah16_HT: hamein bhi utna hi udna aur baghna hai, jitna shaheed ki makhi
NQ_Coordinator_RK: sari zindagi main 1/2 ts shahd banati hai
Nazimah16_HT: mahenti banna hai
NQ_Coordinator_RK: sari creativity female kae pas hai
NQ_Coordinator_RK: aik leader baqi us kae sathi
Nazima09_ST: اس کے پیٹ سے پینے کی چیز نکلتی ہے جس کے مختلف رنگ ہوتے ہیں اس میں لوگوں (کے کئی امراض) کی شفا ہے۔
NQ_Coordinator_RK: hamain 5 waqt namazon main imaam ko follow ker kae leader ko follow kernae ki direction milti hai
NQ_Coordinator_RK: kia aaj hum isi tarah leaders ko folow kertae hain?
NQ_Coordinator_RK: وَٱللَّهُ خَلَقَكُمۡ ثُمَّ يَتَوَفَّٮٰكُمۡۚ وَمِنكُم مَّن يُرَدُّ إِلَىٰٓ أَرۡذَلِ ٱلۡعُمُرِ لِكَىۡ لَا يَعۡلَمَ بَعۡدَ عِلۡمٍ۬ شَيۡـًٔاۚ إِنَّ ٱللَّهَ عَلِيمٌ۬ قَدِيرٌ۬ (٧٠
NQ_Coordinator_RK: highlight aya 70
Nazimah16_HT: budhapa bahut badi bemari hai
NQ_Coordinator_RK: mairi bhi yahi umer anae wali hai mujhae yaad rakhna hai
NQ_Coordinator_RK: burhapae main insan bacha bun jata hai
Nazimah16_HT: bachche aur bade may faraq nahi rah jata
NQ_Coordinator_RK: boorhon ki qadar kerni hai yae hamarae liye khair ka zariya hain
NQ_Coordinator_RK: aya 71
NQ_Coordinator_RK: Allah shrakat pasand nahin kertae
NQ_Coordinator_RK: aya 72
NQ_Coordinator_RK: وَٱللَّهُ جَعَلَ لَكُم مِّنۡ أَنفُسِكُمۡ أَزۡوَٲجً۬ا وَجَعَلَ لَكُم مِّنۡ أَزۡوَٲجِڪُم بَنِينَ وَحَفَدَةً۬ وَرَزَقَكُم مِّنَ ٱلطَّيِّبَـٰتِۚ أَفَبِٱلۡبَـٰطِلِ يُؤۡمِنُونَ وَبِنِعۡمَتِ ٱللَّهِ هُمۡ يَكۡفُرُونَ (٧٢
NQ_Coordinator_RK: Allah nain jorae banae aur hum kia talaash kertae hain?
NQ_Coordinator_RK: kia main naimton ki qadar kerti hon?
Nazimah16_HT: Ayah 75- misal muwahid aur mushrik ki
NQ_Coordinator_RK: smm
NQ_Coordinator_RK: rice crispies
Nazimah16_HT: Ayah 77-eik second se bhi kam lagta hai palak chapkne may
NQ_Coordinator_RK: إِنَّ ٱللَّهَ عَلَىٰ ڪُلِّ شَىۡءٍ۬ قَدِيرٌ۬ (٧٧ghoor karain ALlah sub kuch janta hai
Nazimah16_HT: Ayah 78-kiya may kano ka sahi istemal kerti hon?
NQ_Coordinator_RK: وَٱللَّهُ أَخۡرَجَكُم مِّنۢ بُطُونِ أُمَّهَـٰتِكُمۡ لَا تَعۡلَمُونَ شَيۡـًٔ۬ا وَجَعَلَ لَكُمُ ٱلسَّمۡعَ وَٱلۡأَبۡصَـٰرَ وَٱلۡأَفۡـِٔدَةَۙ لَعَلَّكُمۡ تَشۡكُرُونَ (٧٨
Nazimah16_HT: kiya may Ankhon se kuch galat tou nahi dekhti?
Nazimah16_HT: أَلَمْ يَرَوْا۟ إِلَى ٱلطَّيْرِ مُسَخَّرَٰتٍ فِى جَوِّ ٱلسَّمَآءِ مَا يُمْسِكُهُنَّ إِلَّا ٱللَّهُ ۗ إِنَّ فِى ذَٰلِكَ لَءَايَـٰتٍ لِّقَوْمٍ يُؤْمِنُونَ ﴿٧٩﴾
Nazimah16_HT: jab ghar besakoon hon tou naslein tabah
NQ_Coordinator_RK: وَٱللَّهُ جَعَلَ لَكُم مِّنۢ بُيُوتِڪُمۡ سَكَنً۬ا ghar sakoon ki jagah hai
NQ_Coordinator_RK: ghar aurat sae banta hai na kae paison sae
Nazimah16_HT: jo ghar besakoon hote hain wahan se criminals bante hai
Nazimah16_HT: ghar saf suthra ho
NQ_Coordinator_RK: kia maira ghar easy to move hai?
NQ_Coordinator_RK: kia maira ghar halka phulka hai?
Nazimah16_HT: Ayah 80- apne ghar ke kisi part ki cheezon ki list banaye.
NQ_Coordinator_RK: أَڪۡنَـٰنً۬ا=caves
Nazimah16_HT: Ayah81-
NQ_Coordinator_RK: كَذَٲلِكَ يُتِمُّ نِعۡمَتَهُ ۥ عَلَيۡڪُمۡ لَعَلَّكُمۡ تُسۡلِمُونَ (٨١
Nazimah16_HT: pure cotton aur pure silk pahenein tou feel good
Nazimah16_HT: فَإِن تَوَلَّوْا۟ فَإِنَّمَا عَلَيْكَ ٱلْبَلَـٰغُ ٱلْمُبِينُ ﴿٨٢﴾
NQ_Coordinator_RK: jis zat nain itnae payaar sae hamarae liye itni cheezain banayin kia main us kae liye fermanberdar hon?
NQ_Coordinator_RK: فَإِن تَوَلَّوْا۟ فَإِنَّمَا عَلَيْكَ ٱلْبَلَـٰغُ ٱلْمُبِينُ ﴿٨٢﴾
Nazimah16_HT: وَيَوْمَ نَبْعَثُ فِى كُلِّ أُمَّةٍ شَهِيدًا عَلَيْهِم مِّنْ أَنفُسِهِمْ ۖ وَجِئْنَا بِكَ شَهِيدًا عَلَىٰ هَـٰٓؤُلَآءِ ۚ وَنَزَّلْنَا عَلَيْكَ ٱلْكِتَـٰبَ تِبْيَـٰنًا لِّكُلِّ شَىْءٍ وَهُدًى وَرَحْمَةً وَبُشْرَىٰ لِلْمُسْلِمِينَ ﴿٨٩﴾
NQ_Coordinator_RK: aya 83-89
NQ_Coordinator_RK: kia 14 paron tuk mujhae ahsas hua kae maira koi maqsad hai duniya main anae ka?
Nazimah16_HT: apne aap se puche, kiya inn 14 paron tak mujh may yeah ahsas uta k iss paigam ko dosron tak pahunchana hai
NQ_Coordinator_RK: Aya 90
NQ_Coordinator_RK: إِنَّ ٱللَّهَ يَأۡمُرُ بِٱلۡعَدۡلِ وَٱلۡإِحۡسَـٰنِ وَإِيتَآىِٕ ذِى ٱلۡقُرۡبَىٰ وَيَنۡهَىٰ عَنِ ٱلۡفَحۡشَآءِ وَٱلۡمُنڪَرِ وَٱلۡبَغۡىِۚ يَعِظُكُمۡ لَعَلَّڪُمۡ تَذَكَّرُونَ (٩٠
Nazimah16_HT: 3 baton ka hukum, aur 3 baton se rukne ka hukum=Ayah 90
NQ_Coordinator_RK: sila rahmi=wo rishtaedar aap sae katain un sae jurain
Nazimah16_HT: 1.adal O ahsan 2. sila rahmi 3. Amar bil maroof nahi anil munkr
NQ_Coordinator_RK: Allah nain raham ko apnae sath joora
Nazimah16_HT: sila rahmi se umr may barkat
NQ_Coordinator_RK: sila rahmi Allah kimrahmat ko lati hai
Nazimah16_HT: aaj kisi apne rishte dar ko phone kerke usse baat kare, jo aap se naraz ho
NQ_Coordinator_RK: Allah kae liye us rishtaedar ko call karain jo naraz hai
Nazimah16_HT: ruka 1. badi behayai zulum se
Nazimah16_HT: fuhush-=Allah ko naraz kerne wale kaam
NQ_Coordinator_RK: fohash=Allah ko naraz kernae walae kaam
NQ_Coordinator_RK: Aay 91
NQ_Coordinator_RK: وَأَوۡفُواْ بِعَهۡدِ ٱللَّهِ
Nazimah16_HT: 2Ayah 91=Allah ke ahad ko pura karo
Nazimah16_HT: La illaha Illah
Nazimah16_HT: Ayah 92- 93
Nazimah16_HT: وَلَوْ شَآءَ ٱللَّهُ لَجَعَلَكُمْ أُمَّةً وَٰحِدَةً وَلَـٰكِن يُضِلُّ مَن يَشَآءُ وَيَهْدِى مَن يَشَآءُ ۚ وَلَتُسْـَٔلُنَّ عَمَّا كُنتُمْ تَعْمَلُونَ ﴿٩٣﴾
Nazimah16_HT: high light ayah 93
NQ_Coordinator_RK: kia mujhae yaqeen hai kae mujh sae mairae amaal ki pooch ho gi?
Nazimah16_HT: kiya mujhe yaqeen hai k mere amal ki bazpurs ki jayegi
Nazimah16_HT: مَا عِندَكُمْ يَنفَدُ ۖ وَمَا عِندَ ٱللَّهِ بَاقٍ ۗ وَلَنَجْزِيَنَّ ٱلَّذِينَ صَبَرُوٓا۟ أَجْرَهُم بِأَحْسَنِ مَا كَانُوا۟ يَعْمَلُونَ ﴿٩٦﴾
Nazimah16_HT: high light ayah 96
Nazimah16_HT: Allah ke pass jo cheez chali jati hai, wo bachti hai
Nazimah16_HT: Allah ki Rah may bahtreen cheez dena chahiye
NQ_Coordinator_RK: aya 96 ka hand out banana hai aur ghoro fikr karain main kis cheez ko baqi rahnae wali cheezon main preserve ker rahi hon
Nazimah16_HT: sabr=Qanat
NQ_Coordinator_RK: ٱلَّذِينَ صَبَرُوٓاْ أَجۡرَهُم بِأَحۡسَنِ
Nazimah16_HT: ~*~ Ayat e Tadabur
Nazimah16_HT: مَنْ عَمِلَ صَـٰلِحًا مِّن ذَكَرٍ أَوْ أُنثَىٰ وَهُوَ مُؤْمِنٌ فَلَنُحْيِيَنَّهُۥ حَيَوٰةً طَيِّبَةً ۖ وَلَنَجْزِيَنَّهُمْ أَجْرَهُم بِأَحْسَنِ مَا كَانُوا۟ يَعْمَلُونَ ﴿٩٧﴾
Nazimah16_HT: iss ayah ne attract kiya tha
Nazimah16_HT: rasam o riwaj se paak
Nazimah16_HT: Allah ki taraf ate hain tou nazar aur soonchein paak
Nazimah16_HT: Activity=Act according to sunnah for one week with family
NQ_Coordinator_RK: Aya 98 فَإِذَا قَرَأۡتَ ٱلۡقُرۡءَانَ فَٱسۡتَعِذۡ بِٱللَّهِ مِنَ ٱلشَّيۡطَـٰنِ ٱلرَّجِيمِ (٩٨
NQ_Coordinator_RK: Quran parhnae sae pahlae is ka parhna
Nazimah16_HT: Quran se pahel Aaouzu billah padne ki daleel , iss ayat se
Nazimah16_HT: Surah Al-baqrah ki tilwat se shaitan bhag
Nazimah16_HT: and last tow verses of Al-baghrah
Nazimah16_HT: and from sleeping azkar
Nazimah16_HT: fazool batoon se perhez
Nazimah20_MU: Sheytaan qaboo paata hai in 4 ways
NQ_Coordinator_RK: ziada khana/ ziada nazron ka dorana/ ziada socialize/ ziada batain kerna
Nazimah16_HT: Allah tala bande ke dil aur zaban pr bhi nazar rakhta hai
Nazimah16_HT: highlight ayah 104
Nazimah16_HT: إِنَّ ٱلَّذِينَ لَا يُؤْمِنُونَ بِـَٔايَـٰتِ ٱللَّهِ لَا يَهْدِيهِمُ ٱللَّهُ وَلَهُمْ عَذَابٌ أَلِيمٌ ﴿١٠٤﴾
Nazimah24_SP: High light 106
Nazimah16_HT: مَن كَفَرَ بِٱللَّهِ مِنۢ بَعْدِ إِيمَـٰنِهِۦٓ إِلَّا مَنْ أُكْرِهَ وَقَلْبُهُۥ مُطْمَئِنٌّۢ بِٱلْإِيمَـٰنِ وَلَـٰكِن مَّن شَرَحَ بِٱلْكُفْرِ صَدْرًۭا فَعَلَيْهِمْ غَضَبٌ مِّنَ ٱللَّهِ وَلَهُمْ عَذَابٌ عَظِيمٌ ﴿١٠٦﴾
Nazimah16_HT: kiya mujh iman lane ki waje se ghar jodna pada?
NQ_Coordinator_RK: kia jo deen kae muamlae main mujhae mushkilaat ati hain main un per sabr kerti hon?
Nazimah16_HT: kiya Allah ki taraf se anewali azmaish pr sabr kerti hon , ya wavela majati hon?
Nazimah16_HT: ayah 111- imagine, adalat lagi ho , aur sab eik dosre se jaan chodane may lage hon
Nazimah16_HT: ayah 112- kiya kufran tha?
Nazimah16_HT: Makkah walon ki baat , Quran ki aur Nahi ﷺ ki qadr nahi ki
Nazimah16_HT: kiya aap ko lagta hai k yeah makkah ki kahani hai?>
Nazimah16_HT: Aaj yeah hamare mulkon ki kahaniyan lagti hain
NQ_Coordinator_RK: TAQWA aur FATWA main faraq hai
Nazimah16_HT: Ayah 115-teesri or chothi martaba yeah ayah aye, phir bhi log sawal kerte hai
Nazimah16_HT: haal aur haram ke bare may
NQ_Coordinator_RK: TAQWA mangain FATWA nahin
Nazimah16_HT: Ayah 116-yahud ki tabahi ki waja , Dunya ka Maal
Nazimah16_HT: Dunya ke char din ke faide pr Allah ko naraz kiya tou Akhirat ka bhi faida nahi milega
NQ_Coordinator_RK: yahood ki tabahii ki wajah=haram ko halaal aur halal ko haram dunyawi faiedon kae liye
Nazimah16_HT: ثُمَّ إِنَّ رَبَّكَ لِلَّذِينَ عَمِلُوا۟ ٱلسُّوٓءَ بِجَهَـٰلَةٍ ثُمَّ تَابُوا۟ مِنۢ بَعْدِ ذَٰلِكَ وَأَصْلَحُوٓا۟ إِنَّ رَبَّكَ مِنۢ بَعْدِهَا لَغَفُورٌۭ رَّحِيمٌ ﴿١١٩﴾
Nazimah16_HT: High light ayah 119
Nazimah16_HT: pichle daor ka ikhtelaf ilm ka , aaj ka ikhtelaf ?
NQ_Coordinator_RK: ajj jahalat khwahishaat ki wajah sae
NQ_Coordinator_RK: musalman apna nuqsan khud poora karae ga
Nazimah16_HT: Aaj ke musalaman pr khawheshat ka gulba, and jahalat bhi eik waja
NQ_Coordinator_RK: khawahishaat ki jahalat nain Yahood ko zilat dilwai
Nazimah16_HT: إِنَّ إِبْرَٰهِيمَ كَانَ أُمَّةً قَانِتًا لِّلَّهِ حَنِيفًا وَلَمْ يَكُ مِنَ ٱلْمُشْرِكِينَ ﴿١٢٠﴾
NQ_Coordinator_RK: Ibraheem as ki khoobiyan
NQ_Coordinator_RK: apni zaat sae poori ummat
Nazimah16_HT: niyat kaein , un bachon k liye jinn ka abhi career start nahi howa , hum ne unn ko aisa nahi banana
NQ_Coordinator_RK: aaj shaitaan nain waswasa dal dia akhrta chno gae to duniya bigar jayae gi
Nazimah16_HT: Aaj ka nara k Dunya banaoge tou Ahkhirat kharab ho jayegi
Nazimah16_HT: Aameen
Nazimah16_HT: ثُمَّ أَوْحَيْنَآ إِلَيْكَ أَنِ ٱتَّبِعْ مِلَّةَ إِبْرَٰهِيمَ حَنِيفًا ۖ وَمَا كَانَ مِنَ ٱلْمُشْرِكِينَ ﴿١٢٣﴾
Nazimah16_HT: Amal=Ibraheem jo thae wo tum bhi bano
NQ_Coordinator_RK: humbakra zibah kertae hain khwahishaat nahin
NQ_Coordinator_RK: hum bakra*
Nazimah16_HT: دْعُ إِلَىٰ سَبِيلِ رَبِّكَ بِٱلْحِكْمَةِ وَٱلْمَوْعِظَةِ ٱلْحَسَنَةِ ۖ وَجَـٰدِلْهُم بِٱلَّتِى هِىَ أَحْسَنُ ۚ إِنَّ رَبَّكَ هُوَ أَعْلَمُ بِمَن ضَلَّ عَن سَبِيلِهِۦ ۖ وَهُوَ أَعْلَمُ بِٱلْمُهْتَدِينَ ﴿١٢٥﴾
Nazimah16_HT: Highlight ayah 125
NQ_Coordinator_RK: ٱدۡعُ إِلَىٰ سَبِيلِ رَبِّكَ بِٱلۡحِكۡمَةِ وَٱلۡمَوۡعِظَةِ ٱلۡحَسَنَةِۖ وَجَـٰدِلۡهُم بِٱلَّتِى هِىَ أَحۡسَنُۚ إِنَّ رَبَّكَ هُوَ أَعۡلَمُ بِمَن ضَلَّ عَن سَبِيلِهِۦۖ وَهُوَ أَعۡلَمُ بِٱلۡمُهۡتَدِينَ (١٢٥
Nazimah16_HT: bahut khubsurat tareeqe se dawah aur tabiq ka sabaq
NQ_Coordinator_RK: Tafseer will be sent of aya 125
Nazimah16_HT: Ayah 128- logon ko , ghar walon ko, doston ko , kisi ko bhi dawat deen deni ho tou batadreej
Nazimah16_HT: ~*~ Tilawat From Ayah 110 ~~ please recite with Reciter ~*~
Dostları ilə paylaş: |