Aanay walo yay to bataao shehr madina kesa he


Hai Sukoon Unko Mayassar Sabz Gumbad Dekh Kar



Yüklə 0,69 Mb.
səhifə5/12
tarix04.11.2017
ölçüsü0,69 Mb.
#30510
1   2   3   4   5   6   7   8   9   ...   12

Hai Sukoon Unko Mayassar Sabz Gumbad Dekh Kar

Aah! Ae Attar Tujhse Itna Bhi Na Ho Saka

Jaan Kar Deta Nichawar Sabz Gumbad Dekh Kar

LO MADINE KI TAJALLI SE

Lo Madine Ki Thajali Se Lagaye Huwe Hain, Dil Ko Ham Matlaye Anwaar Banaye Huwe Hain

Kashtiya Apni Kinaare Pe Lagaye Huwe Hain, Kaiya Vo Doobay Jo Muhammad Ke Taraaye Huwe Hain

Naam Aane Se Abu Bakr O Umar Ka Lab Par, Tu Bigartha Hai Who Pehloon Mein Sulaye Huwe Hain

Hazar O Nazir O Noor O Bashar O Ghaib Ko Chorr !, Shukr Karr Who Tere Aibon Ko Chupaye Huwe Hain

Sharm E Issyan Se Nahi Saamnay Jaaya Jaata, Yeh Bhi Kya Kam Hai, Tere Shehr Mein Aaye Huwe Hain

Ik Jhalak Aaj Dikha E Gumbad E Khazra Ke Makeen, Kuch Bhi Hain Door Se Deedar Ko Aaye Huwe Hai

Sar Pe Rakhdeejiye Zara Dast E Tassali Aqa, Gham Ke Mare Hain Zamane Ke Sataye Huwe Hain

Teri Nisbat Hi To Hai Jis Ki Badaulat Hum Log, Kufr Ke Daur Mein Iman Bachaaye Huwe Hain

Kaash Deewana Banalein Who Hamein Bhi Apna, Eik Dunya Ko Jo Deewana Banaye Huwe Hai

Bosa E Dar Se Na Rouk Ab To Inhe Darbaan, Khud Nahi Aye Yeh Mehmaan Bulaye Huwe Hain

Qabr Ki Neendh Se Udhna Koi Aasaan Na Tha, Hum To Mehshar Mein Unhe Dekhne Aaye Huwe Hain

Kyun Na Palrah Terey Aamaal Ka Bharee Ho Naseer, Ab Tho Mizaan Pe Sarkaar Bhi Aaye Huwe Hain

M - MADANI DAY GEET ASSI GAANDAY RAAWAN GAY,

Madani Day Geet Assi Gaanday Raawan Gay,

Aaqa diyaa mehfilan saajanday raawan gay.

ALLAH dayway himta tay gajwaj kay, Aaqa da milaad manaanday raawan gay

Kay jadon thak yaaron saddi zindagi ay, Shayr madina ownday jaanda raawan gay

Rokay paanway jag saaraa, Naata assi Sunday sunaanday raawan gay.

Taybah day diyaar-e-choo aawaaz aandi ay, Kaanday ro assi bar taanday rawan gay.

Aur marjayy-yay paavain saada kak na raway, Ya rasulallaah day naaray londay raawan gay.

Farooqi iss ghar thorr-e-koee nayn, Sayyadaan da langar, assi kaanday raawan gay

MADINAH DEYKHNEY KI AARAZU HAI MERAY SEENAY MEIN
Madinah deykhney ki aarazu hai meray seenay mein
Ilahi! woh ghadi aaey keh mein pohonchun Madiney mein

Hai mukhda wa-Duhah ka, zulf hai wal-Layl ki Teri


Ghulaab-o-mushk sey barh kar hai bu Teray paseenay mein

Karein gey mujh sey aasi par bhi woh lutf ki baarish


nah tha yeh qiyaas mein meray, nah tha meray qareeney mein

Makeen-e-Ghunbad-e-Khazra! bula lo Apney qadmon mein


Teri doori key nishtar rowz-o-shab chubhtey hein seenay mein

Hun baada-e-khwaar Abid aur mey khanah ho woh jis mein


ho Saaqi, saaqi Kauser mazah aajaaey peenay mein

MADINAY BULANA HUMEIN JAAN-E-AALAM
Dar-E-Paak Ka Hum Nazara Kareingay
Waheen Per Jiyeingay Waheen Per Mareingay
Waheen Zindagi Bhar Guzara Kareingay

Madinay Bulana Humein Jaan-E-Aalam
Dar-E-Pak Ka Hum Nazara Kareingay

Who Jiski Chamak Se Chamakta Hai A’alm
Nigahon Ko Roshan Jou Karta Hai Peyhum
Muqaddar Se Miljaye Woh Sabz Gumbad
Tou Jee Bharke Uska Nazara Kareingay

Madinay Bulana Humein Jaan-E-Aalam
Dar-E-Pak Ka Hum Nazara Kareingay

Paregi Muwaja Pe Jis Dum Nigahein
Rawa Ashq Hongay Bhareingay Hum Aahein
Machaltay Bhilaktay Huay Aapko Hum
Dou Aalam Ke Daata Pukara Kareingay

Madinay Bulana Humein Jaan-E-Aalam
Dar-E-Pak Ka Hum Nazara Kareingay

Ajab Kaifiyat Uss Ghari Dil Ki Hogi
Jabeen Jab Dar-E-Yaar Per Apni Hogi
Dua Ye Kareingay Ke Thum Jayein Ghariyaan
Yehi Aakhri Buss Nazara Kareingay

Madinay Bulana Humein Jaan-E-Aalam
Dar-E-Pak Ka Hum Nazara Kareingay

Kabhi Jaake Dekheingay Jannat Ki Kiyari
Woh Mimber Jahan Aab-E-Kausar Hai Jaari
Woh Khutbaat-E-Aaqa Ka Pur Kaif Manzar
Tasawwur Mein Uska Nazara Kareingay

Madinay Bulana Humein Jaan-E-Aalam
Dar-E-Pak Ka Hum Nazara Kareingay

Dar-E-Pak Per Roz Jaya Kareingay
Sa’dat Ki Me’raj Paya Kareingay
Yunh Imaan Har Roz Apna Musafir
Sanwaara Kareingay Nikhara Kareingay

Madinay Bulana Humein Jaan-E-Aalam
Dar-E-Pak Ka Hum Nazara Kareingay

MAANG AREY MAANG

Rahmat ka hai darwaaza kulaa maang arey maang

Detaa hai karam unka

Sadaa maang arey maang

Aa jaayega ik roze bhi Taiba se bulaawa

Har waqt Madine ki

Du’aa maang arey maang

Bhar jaa’ey gaa kashkol

Muradon se tera bhi

Ban kar mere Aaqa kaa ghada maang arey maang

Mayoos na ho ye mere

Lajpaal kaa dar hai

Hai kis liye khaamosh kara maang arey maang

Sarkaar se sarkaar ko

Maangunga Niazii

Sarkaar ne jis waqt kaha maang arey maang



MAHTAAB JAISAY CHAMKAY RUKHSAAR MUSTAFA KE
Mahtaab Jaisay Chamkay Rukhsaar Mustafa Ke
Phoolon Ki Tarha Mehke Rukhsaar Mustafa Ke

Kia Khoob Roshni Hai Chehra-E-Mustafa Ki
Kirno Ke Hain Zakheeray Rukhsaar Mustafa Ke

Mahtaab Jaisay Chamkay Rukhsaar Mustafa Ke
Phoolon Ki Tarha Mehke Rukhsaar Mustafa Ke

Surkh-O-Safaid Rungat Lagti Hai Pyaari Pyaari
Nazuk Hain Kaliyon Jaisay Rukhsaar Mustafa Ke

Mahtaab Jaisay Chamkay Rukhsaar Mustafa Ke
Phoolon Ki Tarha Mehke Rukhsaar Mustafa Ke

Ibn-E-Salaam Bolay Aur Ikrima Bhi Bolay
Jhootay Nahi Hain Sachay Rukhsaar Mustafa Ke

Mahtaab Jaisay Chamkay Rukhsaar Mustafa Ke
Phoolon Ki Tarha Mehke Rukhsaar Mustafa Ke

Yusuf Ka Husn Unki Khairaat Maangta Hai
Allah Ne Kia Banaye Rukhsaar Mustafa Ke

Mahtaab Jaisay Chamkay Rukhsaar Mustafa Ke
Phoolon Ki Tarha Mehke Rukhsaar Mustafa Ke

Madham Nahi Hai Manzar Har Naqsh Se Ujagar
Kuch Iss Tarha Se Chamkay Rukhsaar Mustafa Ke

Mahtaab Jaisay Chamkay Rukhsaar Mustafa Ke
Phoolon Ki Tarha Mehke Rukhsaar Mustafa Ke

MADINA SOHNA EH JITHE SOHNE NE DERRE LAYE
Madina sohna eh jithe sohne ne derre laye
Sadke main onna tho jerrhe wekh madina aye

Madina sohna eh, insha’alla othe jana


Sunehri jalian noo assan chum chum seene lana

Madina sohna eh, ki odhi sift sunawan


Sohna sadh le je main lakh lakh shukar manava

Madina sohna eh, payee rehmat tahtah marre


Gumbad-e-hazra de chalo wekhieh paak nazaare

Madina sohna eh, paeyan sare jaag te thuma


Noori noori roze dee main har ik cheez nu chuma

Madina sohna eh, othe chamkda noor-e-illahi


Rehmatha wala eh mera sohna arabi mahi

Madina sohna eh, hooran arsh tu wekhan aeya


Kamli walle diyan rab shanan aap wadhayan

MADINE KE WAALI DO ALAM

Madine Ke Waali Do Alam Ke Daata Meri Bhi Soue Taibah Lagai Hai


May Mohtaj Hoo Ek Nigahe Karam Ka Tumhare Karam Se Meri Zindagi Hai

Hai Wadi e Aiwan Pe Khalique Ki Rehmat Musallam Hai Baitul Muqaddas Ki Azmat


Magar Qalb e Muztar Ko Hai Jiski Haajat Woh Sultan e Taibah Tumhari Gali Hai

Tumhare Hi Tukdo Pe Mera Guzara Tumhare Darbar Ka Hoo May Mangta


Jo Tumse Na Mangoo To Fir Kis Se Mangoo Tumhara To Saara Gharana Saqi Hai

Yahan Reh Ke Jina Hai Marne Se Badtar Wahan Jaake Marne Jine Se Behtar


Mayassar Jo Ho Unke Qadmo May Rehkar Wohi Zindagi Asla May Zindagi Hai

Mere Aaqa Aao Ke Mudda Hui Hai Teri Rah May Akhiya Bichate Bichate


Badi Hasrato Se Badi Chahato Se Bahut Deein Huey Ghar Sajate Sajate

Mera Hai Ye Iman Ye Mera Yaqin Hai Mere Mustafa (Sallaho Alayhe Wasslam) Sa Na Koi Hasin Hai


Rukh Unka Dekha Hai Jab Se Qamar Ne Nikalta Hai Mooh Ko Chupate Chupate

MADINE KI AZMATH MADINE KE JALWE

Madine ki Azmath Madine ke jalwe


Madine ke charche Madine ka manzar
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR

Madine ki baatein Madine ki raatein


Yahaan to rahte hain mere payambar
Jo hai saare aalam ke Sarwar
Isliye hai Taiba kitna munnawar
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR

Kitna hai pyara pyara Madina


Ise Rab ne kitna sawara
Madine ki azmath ke mai sadqe jawaan
Isme rahte hai mere payambar
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR

Madine ka wo pyara manzar


Waha ke phool aur wahaan ke kankar
Wahaan ka farsh aur minar-e-anwar
Aur waha ka Mihrab-o-Mimbar
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR

Na koi zar hai


Na koi par hai
chala bhi jaata nahi hai mujh se
Phir aa'un kaise tumhare Dar par
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR

Gumbade Khizra ke pyare nazare


Wahaan ki galiyaan wahaan ke raste
Wahaan ki diwarein wahaan ke jalwe
Aur wo sunehra Rauda-e-Anwar
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR

Madine jaakar sar ko jhuka kar


Karunga arz mai ae mere Sarwar
Maaf kardo ise Shafi-e-mahshar
Yehi pe rakhlo mujh ko Apne Dar par
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR

Bulwalo AQA jaber ko Dar par


Iski jaan jaae tumhare Dar par
Qatema ho iska eman par
Hotaun pe ho bas AllahuAkbar
ALLAHUAKBAR ALLAHUAKBAR

MADINE KA SAFAR HEY

Madine Ka Safar Hey Aur Mey Namdeda Namdeda


Jabeen Afsurda Afsurda Qadam Laghzeda Laghzeda

Chala Hoon Eik Mujrim Ki Tarha Mey Janib E Taiba


Nazar Sharminda Sharminda Badan Larzeda Larzeda

Kise Key Hath Ney Mujh Ko Sahara Dey Diya Warna


Kahan Mey Aur Kahan Ye Rasty Pechida Pechida

Kahan Mey Aur Kahan Us Roza E Aqdas Ka Nazara


Nazar Us Samat uthte hey Magar Duzdeda Duzdeda

Ghulaman E Mohammad Dour Sey Pehchany Jaty Hein


Dil E Girweda Girweda Sare Shoreda Shoreda

Madine Jaa Key Hum Samjhy Taqadus Kis Ko Kehty Hein


Hawa Pakeeza Pakeeza Faza Sanjida Sanjida

Basarat Khoo Gai Lekin Basirat To Salamat Hey


Madina Hum Ney Dekha Hey Magar Nadeda Nadeda

Wohi Iqbal jis Ko Naaz Tha Kal Khush Mezaji Par


Firaq E Taiba Mey Rehta Hey Aab Ranjida Ranjida

Madine Ka Safar Hey Aur Mey Namdeda Namdeda


Jabeen Afsurda Afsurda Qadam Laghzeda Laghzeda

MADINA SOHNA EH, MAIN AKHAN LAKH LAKH WARI
AUTHE MAR JAWAN JITHE WASDE HABIB-E-BARRI

Madina sohna eh, sab aakhiya nabiyan waliyan


Chum lawan thawan oh jithe layan nabi ne talliyan

Madina sohna eh, jithe rehmat rab dee barse


Madina wekhan nu payee sari dunyan tarse!

Madina sohna eh, assan wekhan bajh nahyei jeena


Athroo nahyei rukde jadoon ounda yaad madina

Madina sohna eh, sohna eh madine walla


Kalliyan zulfah ne nalle kamli da rang eh kalla

Madina sohna eh, tummah gulshan jag te paiya


Kafille tur gai ne main sohniya takhdi raiyan

MAINU SOHNE NE BULAYA

Allah hu Allah hu Dil pawe chaliyaan


Mainu Sohne ne bulaya main Madine chaliyaan

Mainu karo ni teyaar, Gal pao pholaan dei haar


Mainu millo waar-o-waar main Madine chaliyaan

Haji chale nei Madine, agg parke mere seene


Ais lagi hoyi agg noun bujaan chaliyaan

Haji kar dei tawaaf nale chumde nei ghulaaf


Main whi Ka'abe da ghulaaf houn chumman chaliyaan

Khane Ka'abe dei minaar jithe lagi ae bahaar


Ais lagi hoyi bahaar noun main wekhan chaliyaan

Khane Ka'abe diyaan galiyaan jithe laya Nabi (SAW) ji ne taliyaan


Ahnaan galiyaan da main bosaa lain chaliyaan

Allah Hu Allah hu Dil pawe chaliyaan


Mainu Sohne ne bulaya main Madine chaliyaan

Madinay Bula Lo Madinay Key Waali

Madinay bula lo Madinay key waali
Yeh peyghaam ley ja saba jatay jatay
HaN peygham lana meri haazri ka
Barahey karam mehrbaN atay atay

Teray dar peh aauN mey ban kar sawli


Rahey saamney Teray Rowzay ki jali
GhareeboN key Mowla yateemoN key waali
Bari deyr kar di bulatay bulatay

Idhar bhi nighahey karam ho Khudara


Kabhi to muqadar ka chamkey sitara
Meri umr guzri Teri barghah mey
DuaoN ka daman bichatey bichatey

Mey Teri sakhawat peh qurbaan jaun


Mey kyun na Teray Dar peh daman bichauN
Teray haath thaktey nahi Kamli waley
Karam key khazaney lutatey lutatey

Muqdar mey meray bhi aysi gadi ho


Fizaey Haram ho diyare Nabi ho
Darey Mustafa peh meri haazri ho
Nadamat keh ansuN bahatey bahatey

Kabhi khanaey dil mey tashreef laein


Bari deyr sey muntazir hai nighaein
Bara saat mera diya ansuoN ney
Meray dil ka angan sajatey sajatey

Madinay bula lo Madinay key waali


Yeh peyghaam ley ja saba jatay jatay
HaN peygham lana meri haazri ka
Bara hay karam mehri baN atay atay

MADINE DIYAAN PAAK GALIYAN

Madine Diyaan Paak Galiyan

Saare jag nalo lagdiyaan changiya
Madine diyaan paak galiyan

Raayan mehek jeeve, Jannat diyaan kaliyaan


Madine diya paak galiyaan

Saare jag nalo lagdiyaan changiya


Madine diyan paak galiyaan

Ena galiyaan tho tanman vaariye,


Kariye sajde, te shukar guzariye
Ethe noor diyaan suchiyaan ne thaliyaan
Madine diyan paak galiyaan

Saare jag nalo lagdiyaan changiya


Madine diyaan paak galiyan

Ena Galiyaanch raya sona pirda sanu vekhne da chaa bar chirda


Ethe lagiyaan mere Nabi diyan taliyaan
Madine diyaan paak galiyaan

Saare jag nalo lagdiyaan changiya


Madine diyaan paak galiyan

Raayan mehek jeeve, Jannat diyaan kaliyaan


Madine diya paak galiyaan

Abre rehmatan de sada othe vasde


Jaande ronde te aande ne hasde
Ral vekhne nu saayan ne chaliyaan
Madine diyaan paak galiyaan

Saare jag nalo lagdiyaan changiya


Madine diyaan paak galiyan

Ena galiyaan nu jere vekhande othe Jannata nu hain pool jaande


Tar geyn jinna ne tak layan
Madine diyaan paak galiyaan
Tar geyn jinna ne tak layan
Madine diyaan paak galiyaan

Pave ena galiyaan da deedar jo, ho jave rehmat da haqdaar o


Tar geyn jinna ne tak layan
Madine diyaan paak galiyaan

MADINE KO JAAEN YEH JEE CHAHTA HAI

Madine ko jaaen yeh jee chahta hai


Muqaddar banae yeh jee chahta hai

Madine ke AQA do alam ke Maula


Tere pas aein yeh jee chahta hai

Jahaan dono alam hai mahu taman'na


Wahaan sar jhukane ko jee chahta hai

Dilaun se jo nikle Diyare Nabi me


Sune woh sadein yeh jee chahta hai

Muhammed ki batein Muhammed ki Sirat


Sune aur sunae yeh jee chahta hai

Dare Pak ke saamne dil ko thame


Kare hum duain yeh jee chahta hai

Pahunch jae behzaad jab hum Madine


To khud ko na payein yeh jee chahta hai

MADINEH KI AZMAATE

Makkah main Kaba hay,


Madinah main Kabe ka Kaba hay

Makkah main Bait Ullah hay,


Madinah main roza e Rasool Ullah hay

Makkah main aab-e-zam zam ke chashme,


Madinah main Muhammad ke karam ke chashme

Makkah main Farshiyo ka Hajj hota hay,


Madinah main Arshiyo ka Hajj hota hay

Makkah main Jalaal hay,


Madinah main Jamaal hay

Makkah main Hira ki tanhaaiya hay,


Madinah main Gunbad-e-Khazra ki rahnaiya hay

Makkah duaao ka markaz,


Madina Ataoo ka markaz

Makkah main Guzarish ,


Madinah main Shafarash

Makkah main larai haraam hay,


Madinah se judaai haraam hay

Makkah main maanga jata hay,


Madinah main ataa kiya jata hay

Makkah main zakhm sunaye jate hay,


Madinah main zakhm mitaye jate hay....

MADINAH SADI JAAN EH, MADINAH SADI JAAN EH


Madinah sadi jaan eh, Madinah sadi jaan eh
Madinah sadi jaan eh, Madinah sadi jaan eh

Do jhag ton haseen eh, Madine di zameen eh

Madinah sada deen eh, Madinah sadi jaan eh

Madine di bahar ton, teh aqa deh har yaar ton

Eh jind qurban eh, Madinah sadi jaan eh

Madinah sara noor eh, nigawaan da saroor eh

Dilaan da armaan eh, Madinah sadi jaan eh

Tuun puchh Qur’an ton, teh puchh Rahman ton

Madine di ki shan eh, Madinah sadi jaan eh

Dilaan nuun tarrpaawn di, teh mast banawan di

Madine di azaan eh, Madinah sadi jaan eh

Zameen o aasmaan da, teh saareh hi jahaan da,

Madinah sultaan eh, Madinah sadi jaan eh

Eh jag jo aabaad eh, teh har koii shaad eh

Madine da ihsaan eh, Madinah sadi jaan eh

Dardi is naat da, teh saari gal baat da

Madinah unwaan eh, Madinah sadi jaan eh

MADINAH YAAD AYAA HAI

Mujhey Taybah main leh jaao, Madinah yaad ayaa hai


Meray Aqa ko bulwaao, Madinah yaad ayaa hai

Terii mehfil sajataa hoon, teray main geet gataa hoon


Sar-e-mehfil chaley aao, Madinah yaad ayaa hai

Main jetaa roz marta hoon, judaa'ii seh naheen saktaa


Meray Aqa ko batlaao, Madinah yaad ayaa hai

Merii tariiki-e-dil ka madawaa teraa aanaa hai


Meray Aqa chaley aa'o, Madinah yaad ayaa hai

Chaley hain qaafley Taybah akelaa chor kar mujh ko


Mujhey Taybah main pohncha'o, Madinah yaad ayaa hai

Terii furqat ne maaraa hai, terii rehmat saharaa hai


Qariib-e-marg hoon aa'o, Madinah yaad ayaa hai

Meray mayyat ko le jaanaa, Madinah paak main yaaro


Mujhe Taybah main dafnaa'o, Madinah yaad ayaa hai

Teri ummat ko mil kar ghairon se apno ne lutaa hai


Isey kamlii main chupaao, Madinah yaad ayaa hai

Hoo'ii hai jaan kii dushman teray Tahir ki yeh duniyaa


Isey kamlii main chupaa'o, Madinah yaad ayaa hai

Yeh Tahir teraa deewanah teri ummat ka khaadim hai


Mishan is ka bhi pelaa'o, Madinah yaad ayaa hai

Gunahgaaron khataakaaron seyaahkaaron ke Aqa ho


Nah Jilaani ko thukraao, Madinah yaad ayaa hai

MADINAY BULA LO MADINAY KEY WAALI

Madinay bula lo Madinay key waali


Yeh peyghaam ley ja saba jatay jatay
HaN peygham lana meri haazri ka
Barahey karam mehrbaN atay atay

Teray dar peh aauN mey ban kar sawli


Rahey saamney Teray Rowzay ki jali
GhareeboN key Mowla yateemoN key waali
Bari deyr kar di bulatay bulatay

Idhar bhi nighahey karam ho Khudara


Kabhi to muqadar ka chamkey sitara
Meri umr guzri Teri barghah mey
DuaoN ka daman bichatey bichatey

Mey Teri sakhawat peh qurbaan jaun


Mey kyun na Teray Dar peh daman bichauN
Teray haath thaktey nahi Kamli waley
Karam key khazaney lutatey lutatey

Muqdar mey meray bhi aysi gadi ho


Fizaey Haram ho diyare Nabi ho
Darey Mustafa peh meri haazri ho
Nadamat keh ansuN bahatey bahatey

Kabhi khanaey dil mey tashreef laein


Bari deyr sey muntazir hai nighaein
Bara saat mera diya ansuoN ney
Meray dil ka angan sajatey sajatey

Madinay bula lo Madinay key waali


Yeh peyghaam ley ja saba jatay jatay
HaN peygham lana meri haazri ka
Bara hay karam mehri baN atay atay

MANGHTE HE KARAM UNKA

Manghte he karam unka sadaa maangh rahe he

Din raat Madine ki dua maangh rahe he


Har ne’mate konain he daaman me hamare
Hum sadqa e Mehboob-e-Khuda maangh rahe he!


Asraar karam ke dar faqat unparhi khule he
Jo unke waseele se dua maangh rahe he


Sarkaar ka sadqa mere Sarkaar ka sadqa
Mohtaajo Ghani Shahao ghadaa maangh rahe he

Ye maanliye he ke Tera dard he darmaan
Taalib he shifaa ke na dawaa maangh rahe he

Daamane amal me koyi nekhi na Khalid
Bus Naate Muhammad ka silaa maangh rahe he

Mawla ya salli wa sallim daa'iman, abadann


Mawla ya salli wa sallim daa'iman, abadann
'Ala habeebika khayri khalqi kullihimi.
 
Muhammadun sayyidul kawnayni wath-thaqalayn,
Wal fareeqayni min 'urbiw-wa min 'ajami.
 
Nabiyyunal amirun-nahi fala ahadun,
Abarra fi qawli la minhu wa la na'ami.
 
Huwal habeebul-ladhee turja shafaa'atuhu
Li kulli hawlim-minal ahwali muqutahimi.

Da'a ilallahi fal mustamsi koona bihi


Mustamsi koona bi hablin ghayri munfasimi.
 
Faqan nabiyyina fi khalqiw-wa fi khuluqin
Wa lam yudaanuhu fi 'ilmiw-wa la karami.
 
Famablaghul 'ilmi feehi annahu basharun
Wa annahu khayru khalqillahi kullihimi.

MANGHTE HE KARAM UNKA SADAA MANGHRAHE HE

By Janab Khalid Mahmood Khalid 

Manghte he karam Unka sadaa manghrahe he


Din raat Madine ki Dua mangh rahe he

Har ne?mate konain he daaman me humare


Hum Sadqa-e-Mehboob-e-Khuda manghrahe he!

Asraar karam ke dar faqat unparhi khule he


Jo unke Waseele se Dua manghrahe he

Sarkaar ka Sadqa mere Sarkaar ka Sadqa


Muh?taajo Ghani Shaha-o ghadaa manghrahe he

Ye maanliye he ke Tera dard he darmaan


Taalib he shifaa ke na dawaa manghrahe he

Daamane amal me koy?ee nekhi na Khalid


Bus Naate Muhammad ka silaa manghrahe he

MAIN BURA HOON YA BHALA HOON

Main Bura Hoon Ya Bhala Hoon, Meri Laaj Ko Nibhana


Mujhe Janata Hain Aqaa, Terey Naam Se Zamana

Ghameh Aashqee Se pehle Mujhe kaun janata Tha


Teri Yaad Ne Banadee Meri Zindagee Fasana

Mujhe iss ka gham naheen hai Kai badal gaya zamana


Meri zindagee hain tumse kaheen tum badal na jaana

Too manbaeh ataa hai ke pukaar utha zamana


Too karam nawaziyaan keen ke kara ka kya thikana

Chaukat pe aa gaya hoon sarkaar aaj sunn lo


Meri dukh bhari kahanee mera dukh bhara fasana

Terey naam se zahoori mujhe janatee hain dunya


Terah ho gaya hoon jab se merah ho gaya zamana

MAIN NAZAR KARUN JAAN O JIIGAR

Main nazar karun jaan o jiigar, kesa lage gaa


Rakhdu daar - e - Sarkaar peh sar, kesa lage gaa

Aja'e mukadar seh meray, ghar joh shahedii


Main kesa lagun gaa, meraa ghar kesa lage gaa

Jaab duur seh hai itna haseen, Ghumbad - e - Hazra


Is paar seh esa hai, udar kesa lage gaa

Sarkaar neh daar peh tujhe, bulwaya hai maangte


Jaab ko'ii mujhe deh gaa khabar, kesa lage gaa

Jis haath seh likhun gaa, Muhammad ka qaseeda


Us haath meh Jibre'il ka par, kesa lage gaa

Ghaus - ul - waraa seh puchlo, ik roz yeh chaal kar


Baghdad seh tayba ka safar, kesa lage gaa

Aja'e mukadar seh meray, ghar joh shahedii


Main kesa lagun gaa, meraa ghar kesa lage gaa

Rakhlun gaa imaame peh, joh na'alen - e - muqadas


Shaho keh muqabil meraa sar, kesa lage gaa

MERI JOLI MEIN REHTHAY HAI SADA

Meri Joli Mein Rehthay Hai Sada Tukray Muhammad Keh X3

Adal Se Kaa Raha Hai Yeh Gadaa Tukray Muhammad Ke

Hai Sheray Ilm Hud Aka Ali Uska Darvaza, Thu Darwazay Sey Ah Aur Kayeja Tukray Muhammad Ke

Meri Joli Mein Rehthay Hai Sada Tukray Muhammad Keh X2

Gada Ho Badshah Ho Sab Usi Keh darr ke Sahil Hai

Nahi Kisi Keh Daman Mein Batha Tukray Muhammad Ke

Meri Joli Mein Rehthay Hai Sada Tukray Muhammad Keh

Pari Hai Kaiya Mujai Shaho Key Dar Dar Se Mangnay Mein, Kilatha Hai Mujko Mera Huda Tukray Muhammad Keh

Mera Mowla Ali O Fatima Hasnain Ke Sadke X2, Meri Naslo Ko Bi Karna Athaa Tukray Muhammad Ke X2

Meri Joli Mein Rehthay Hai Sada Tukray Muhammad Keh

Koi Salman Haria Aur Janab E Hurr Se Pucho Tho, Wafadaro Ko Milthay Hai Sada Tukray Muhammad Keh

Tera Daman Kabi Altaaf Hali Reh Nahi Saktha , Ke Dehthay Hai Alaay Abaa Tukrah Muhammad Keh

Meri Joli Mein Rehthay Hai Sada Tukray Muhammad Keh

Azl Se Kaa Raha Hai Tukray Muhammad Keh

Inay Ka Karr Abu Bakr O Umar Usmaan Banthay Hai X2, Keh Rutbay Hai Kuch Esay Judaa Tukray Muhammad Keh

Meri Joli Mein Rehthay Hai Sada Tukray Muhammad Keh

MAINE RUKH KAR LIYA MADINE KA
Kya Bigaarey Koi Safiney Ka

Chashmey Rehmat Paree Hai Mujh Par Bhi


Lutf Aayega Ab To Jeeney Ka

Apni Ulfat Ka Jaam Do Mujhko


Mast Kar Do Mujhey Madiney Ka

Jaanib e Naar Mey Na Jaaoonga


Mainey Rukh Kar Liya Madiney Ka

Aakhri Waqt Dafan Honey Ko


Deydo Tukra Mujhey Madiney Ka

Keyse Kehdoon Ke Be Sahaara Hoon


Mujh Ko Aaqa Milaa Madiney Ka

Deydo Taibah Ki Haazri Ka Sharaf


Meyra Maskan Banaa Madiney Ka

Abrey Rehmat Ko Ab Barasney Do


Daag Dhul Jaaye Merey Seeney Ka

Shakir e Bey Nawaa Ko Bhi Aaqa


Phir Sey Mehmaan Banaa Madiney Ka

Khwaaja e Khwaajgaan Ke Sadqey Mey


Main Musaafir Banaa Madiney Ka

Ghaus o Khwaaja Raza o Ibn e Raza


Naam Khuld e Bareen Ke Zeeney Ka

Hai Yehi Wird e Shakir e Razvi


Mainey Rukh Kar Liya Madiney Ka

MAINU MAJBOORIYAN THE

Mainu Majbooriyan The


Dooriyan Ne Maare Aa
Sadh Lo Madeene Aqa
Karo Mehrubaniyan

Dda Dda Haan Ghareeb Aqa


Kol Mere Zar Nahin
Uddhuke Main Kee Ven Aaavan
Naal Mere Par Nahin
Thu Saan The Hai Ddera Main thun
Badi Dhoor Lalaya

Ko(r)n Jaake Das Se Sho(r)nen


Allah De Habeeb Noon
Sadh Lo Do Vaare Utthe
Dukiya Ghareeb Noon
Mere The The Ddera Bad
Naseebiyan Ne Paale Aa

Jaake Kadhi Vekkan Sho(r)nen


Gumbad Di Hariyan Liyan
Pir Main Niyazi Chumma
Roze Diyan Jaliyan
Akkan Naal Niyazi Chumma
Roze Diyan Jaaliyan
Apna The Ro(r)na Saara
Main Sheran Wich Sunaliya

Tayba De Deedar Baajun


Dil Nayyun Lag Dha
Teer Hai Judayi Wala
Nith Seene Wajdha
Inna Sochan Wich Roagh
Jindhadi Noon Lalaya

MANGTON KO SULTAN BANAYA MERE KAMLI WALE NE
Mangton ko sultan banaya mere Kamli Wale ne
Jab apna darbar lagaya mere Kamli Wale ne

Maal-o-zar ki baat nahin he sab ye karam ki baate hein


Jis ko chaha dar pe bulaya mere Kamli Wale ne

Jis parr apna rang charhaya mere Kamli Wale ne


Data Fareed or Khwaja banaya mere Kamli Wale ne

Baara Rabiul Awwal ke din Noor-e-Khuda ki kirrno se


Aaminah tera ghar chamkaya mere Kamli Wale ne

Jitna kharch me karti jaao utna barhta jaye hai


Baksh diya aisa sarmaya mere Kamli Wale ne

Unka Zikr karte karte neend Ali jab ai mujhe


Mujh ko apna jalwa dikhaya mere Kamli Wale ne

Yüklə 0,69 Mb.

Dostları ilə paylaş:
1   2   3   4   5   6   7   8   9   ...   12




Verilənlər bazası müəlliflik hüququ ilə müdafiə olunur ©muhaz.org 2024
rəhbərliyinə müraciət

gir | qeydiyyatdan keç
    Ana səhifə


yükləyin