Nur_R_HI: hum mazbooti se thaame kitab ko, to doosre hume rasta dedete
Nur_R_HI: Quran kyun padhte? sawab, barkat k liye
Nur_R_HI: kitab ko quwwat se thaam le to faida hota
Nur_R_HI: خُذُواْ مَآ ءَاتَيۡنَـٰكُم بِقُوَّةٍ۬ - is raste ki badi rukawat - Quran ka wo version pesh karo jologon ko pasand hai, non muslims ko pasand hai
Nur_R_HI: ayah 171 al-araaf now
Nur_R_HI: logon ko zeenat wala deen pasand
Nur_R_HI: kafiron ke version ka deen pasand karoge to bhi wo nai khush honge
Nur_R_HI: zillat se bachne k liye ummate muslima ka raaz - خُذُواْ مَآ ءَاتَيۡنَـٰكُم بِقُوَّةٍ۬
Nur_R_HI: وَٱذۡكُرُواْ - naseehat lo is kitab se, ye reminder hai
Nur_R_HI: aya 172
Nur_R_HI: adam as ko paida kiya Allah ne aur unki pushty pe hath phera to sari roohein jo dunya me aani wali thi paida hogai
Nur_R_HI: Allah ne un sab se phir ek question poocha - أَلَسۡتُ بِرَبِّكُمۡۖ
Nur_R_HI: Allah ne poora protocol dediya, hujjat tamam ki
Nur_R_HI: ye wada lekar
Nur_R_HI: wada e alast
Nur_R_HI: kya Allah kkehne pe etebar nai karoge?
Nur_R_HI: fitrah [instinct] bolte isi waade ki
Nur_R_HI: Allah ne humsab k brain k data me tauheed install kardiya
Nur_R_HI: waqt k sath ye nikalti hai
Nur_R_HI: hum ummate wast ka kaam - logon ki memory se ye wada, ye baat yaad dilaye
Nur_R_HI: 175- Allah ne kitab di, samjhaya lekin ye shakhs is kitab k taqaze nai nibha paya
Nur_R_HI: aisa shakhs jisko Allah kitab ki surat pe hukm dede aur wo uspe amal na kare - aise shakhs ki misal hai ye
NQ_Coordinator_RK: Aya 175
Nur_R_HI: jo Quran ko tankeed ki nazr se sune, ya pehle se jo ilm hai usko tally karne sune, to usko faida nahi hota
Nur_R_HI: jis dunya ko lene usne kitab choda - ye izzat to ise milni thi kitab lekar
Nur_R_HI: Allah hume hamesha jode rakhna kitab se aameen
Nur_R_HI: dunya jo chahta - greedy hota
Nur_R_HI: Allah ne kutte se misal di
Nur_R_HI: kutte ka dil kabhi nahi bharta
Nur_R_HI: kutta, agar kutta jasie behave kare to no problem, lekin insan kutte jasia behave kare to bohat bura
Nur_R_HI: jis janwar ko greed aur hirs ka title diya jata - aaj usko badi izzat dedi logon ne. dog shows karte, dogs ko itna badhaliya.. ek symbol bangaya
Nur_R_HI: kutte ko apni body aur private part ki fikr hai bas
Nur_R_HI: ek tarha k log hai, jo acha bolte par awaz oonchi hai aur doosre log wo jo halki halki dheeli baat karte sirf
Nur_R_HI: chahiye ye k meethi zuban se bole aur HAQ baat hi bole
Nazima09_ST: chahiye ye k meethi zuban se bole aur HAQ baat hi bole
Nur_R_HI: ayah 203 now
Nur_R_HI: kisko milega? jo qubool karega
Nur_R_HI: 204- Quran padhne ka behtreen andaz bataya
NQ_Coordinator_RK: Quran parhnae ka adab وَإِذَا قُرِئَ ٱلۡقُرۡءَانُ فَٱسۡتَمِعُواْ لَهُ ۥ وَأَنصِتُواْ لَعَلَّكُمۡ تُرۡحَمُونَ (٢٠٤
Nur_R_HI: adab Quran sunne ke - 1.ghaur se suno [amal karna jispe hota usey ghaur se sunte aur jo kisi ko aage batanai hoti]
Nur_R_HI: فَٱسۡتَمِعُواْ - ghaur se poori deep understanding se sunna
Nur_R_HI: padhte hai to barkat milti, sunne se hidayat milti
Nur_R_HI: Quran kalam speech hai, to iska mizaj sunne ka hai
Nur_R_HI: sunenge to zyada asar
Nur_R_HI: 2. khamosh raho sune waqt
Nur_R_HI: adab Quran sunne ke - 1.ghaur se suno [hum ghaur se sunte us baat ko jispe amal karna aur jo kisi ko aage batana hota] 2. khamosh raho sune waqt
Nur_R_HI: 205- Allah hamari ghaflat door karde aameen
Nur_R_HI: 206- Tarteeb k etebar se pehli ayate sajda
Nur_R_HI: farz nai sunnat hai ye sajda, nai kare to gunah nahi
Nur_R_HI: hum sajda karte hai Allah ko, k hum sun rahe hai aur amal ki niyat hai
Nur_R_HI: Surah Al-Anfaal aur AT-tawbah - CLIMAX OF QURAN
Nur_R_HI: inko padhne se pehle aur baad k eeman me faraq aata
NQ_Coordinator_RK: ~~~***~~~Dawrae Quran 2015 Surah Anfaal Para 9th~~~***~~~
Nazimah20_MU: ~~~***~~~Dawrae Quran 2015 Surah Anfaal سُوۡرَةُ الاٴنفَال Para 9th~~~***~~~
Nur_R_HI: araaf, anaam - maaki surtein hijrat se pehle
Nur_R_HI: right?
Nur_R_HI: anfaal, tawbah - hujrat k baad
Nur_R_HI: ek stretch me nazil hui surah al-anfal
Nur_R_HI: ghazwa e badr k baad k halat isme hai
Nur_R_HI: Anfal me ghazwa ebadr ke halaat
NQ_Coordinator_RK: ghazwae badar kae bad kae hallaat/ malae ghaneemat ki taqseem
Nur_R_HI: is surah al-anfal ka main theme - badr ki kamyabi ko kaise handle karo
Nur_R_HI: jo log dunya me rehte hue Allah ki baat na mani, to unhe jeene ka haq nahi
Nur_R_HI: pichli qaumon ka asool tha ye - sari qaumon ko ek sath mardiye jata
Nur_R_HI: jo nafarman, iman na laye the
Nur_R_HI: pichli qaumon ka asool tha ye - sari qaumon ko ek sath mardiye jata jo nafarman, iman na laye the - jo log dunya me rehte hue Allah ki baat na mani, to unhe jeene ka haq nahi
Nur_R_HI: lekin nabi saws k qaum k sathh aisa asool nahi tha
Nur_R_HI: Allah ne sari qaum ek sath nai khatm kari - kyunke Nabi saws rehmat the
Nur_R_HI: aur Nabi saws akhri nabi the
Nur_R_HI: jo kaam isa as aur musa as ki qaum se na hua, wo NAbi saws ki ummat se hua - wajah ye ke 1. Allah k nabi saws ko sathi ache mile 2. Allah k nabi saws ne sahaba ki khubsurat tarbiyat ki
saima61:
Nur_R_HI: deen ki tableegh aur nifase islam k beech me - hijrat aur qurbani ki zrurat
Nur_R_HI: tarbiyat,qurbani aur hijrat k marhalon se guzarna hoga hume bhi
Nur_R_HI: al-anfal nazil kab hui? jab ghazwa e badr me maale ghanemat samne aaya, toh usse kya karna chahiye isko batane
Nur_R_HI: muslim ki jang kisi k zamen k tukde ko hasil karne nahi balke sirf ek casue k liye jang jayaz hai - islam k paigham k liye
Nur_R_HI: maal e ghaneemat ka jawab 40 ayahs k baad aaya, usse pehle tarbiyat ki Allah ne
Nazimah16_HT: Our Lord! forgive us for our sins and wasted efforts, make our foothold sure, and give us victory over the disbelieving folk. (147)
NQ_Coordinator_RK: Aya 5-14 ghazwae Badr kae halaat
Nazimah16_HT: اے ہمارے پروردگا ہمارے گناہوں کو اور ہمارے کاموں میں ہمارے حد سے نکل جانے کو بخش دیجئیے اور ہم کو ثابت قدم رکھئیے اور ہم کو کافر لوگوں پر غالب کیجئیے۔ (۱۴۷
Nur_R_HI: 13/14 - haq ka inkar karne wale k liye shadeed azab
Nur_R_HI: 15- is waqt mera iman kis darje ka hai?
NQ_Coordinator_RK: 15 --Tarbiaat
Nur_R_HI: kya mujhe ehsas hogaya k ye Quran wohi hai jo mujhe ache tarha se tarbiyat degi?
Nur_R_HI: 16- Deen k kaam se jab hum phirte hai, to doosron ko sath leke phirte
Nur_R_HI: 17- badr me the to hatiyar nahi the muslims k paas. Nabi saws ne mitti uthake phenki to sara nakhsha badal gaya. matti kafiron ki aankh me gai aur talwarein chooti unke hathon se aur muslims k paas aagai
Nur_R_HI: jisme khair nahi hoti, Allah usey nai sunwata [Quran]
Nur_R_HI: Allah ne hamare andar kuch rakha hai, hume Quran sunarahe hai. ab ye suspense hai k hamare andar kya khair,talents rakhi Allah ne. Quran padhne se discover hota hamara khair
Nur_R_HI: Dil se labbaik kehna hai. Yes Allah, i am here
Nur_R_HI: jo ek dafa Allah k liye labbaik kehte, Allah uske liye hazaron darwaze kholdete
Nazimah16_HT: 2 different tafseers
Nur_R_HI: إِذَا دَعَاكُمۡ لِمَا يُحۡيِيڪُمۡۖ 1.jab qaum jihad ka inkar kare, dushman ghalib aajate jihad me qaumon ki zindgi hai , hum koi darke baithne wale nahi 2. Quran humari zindgi hai
Nazimah16_HT: Hathiyar dikhanae nahi hai , chalane hai
Nur_R_HI: zindagi hai hamari Allah ki call me - 1.jab qaum jihad ka inkar kare, dushman ghalib aajate jihad me qaumon ki zindgi hai , hum koi darke baithne wale nahi 2. Quran humari zindgi hai
Nur_R_HI: ek wo hota k banda nahi aat aAllah ki taraf aur ek ye k Allah aane hi nahi deta bande ko - ye saza hoti hai
Nur_R_HI: 25- ek waqt Allah itna naraz hoga k nek log dua kare to bhi unki nai sunenge Allah
Nur_R_HI: tableegh, amal bilmaroof, nahi anil munkar - Allah k azab se rokne wale cheezain
Nazimah16_HT: Amar bil maroof nahi anil munkr , Allah ke azabon ko rokne wali cheez hai
Nur_R_HI: 26- shukrguzari - Apni qabiliyaton ko Allah k deen k raste me lagado
Nazimah16_HT: Shukr guzar=apni salahiyaton ka Allah ke deen ki kidmat may lagado
Nur_R_HI: 27- Allah k deen me khayanatein - uska haq ada na karna
Nur_R_HI: deen ka kaam hoga hi tab, jab hum usko new born baby samjhenge
Nur_R_HI: maal/aulad ko itna time diya ; ab Allah k deen ko time do
Nur_R_HI: jitni badi cheez hoti, utna bada haq hota hai uska
Nazimah16_HT: ghazwa e badr ko yum ul furqan kahte hain
Nur_R_HI: 29- sara mashra nahi; par kuch ko to qurbaniyon ki satah pe jeena padega. Qurabaniyan jo dete - wo duaein lete hai
Nur_R_HI: sachi duaein jab milegi, jab insanon k liye tadpenge
Nur_R_HI: sachi mohabbatein Allah k deen se milti
Nur_R_HI: jo logon ko nafa dega, usey duaein milegi
Nur_R_HI: chahiye k waqai Allah tumhe kuch de? TOH KAAM KARE!
Nur_R_HI: Allah k nabi saws ne sari cheezein chodkar Basheer aur nazeer banna pasand kiya
Nur_R_HI: 30- hijrat ki wajah banne wala mauqa
Nur_R_HI: 31- Nabi saws ka sehr hatane logon pe se, kehte the log k aisi baatein to hum bhi karsakte
Nur_R_HI: 31- Nabi saws ka sehr hatane logon pe se, kehte the non muslim log k aisi baatein to hum bhi karsakte
Nur_R_HI: joonhi hum deen k liye nikle, log humse haq mangne lagenge
Nur_R_HI: jitna bada haq pesh karenge, utna pressure aur reaction face karenge
Nur_R_HI: sensitive log kabhi deen ka kaam nai karsakte
Nur_R_HI: kaam ki dhun - bimari, takleef se beniyaz karti
Nur_R_HI: 32- abu jahl ne kahi thi baat
Nur_R_HI: lashkar leke jab nikalraha tha maaka se, kaba ka ghilaf pakadke dua ki k Allah haq wale ko fatah de aur jo ghalat pe hai, usey halak karde
Nur_R_HI: jo ghalat hote, wo apne aapko haq pe samajhte hai
Nur_R_HI: 35- makka walon me deen ki rooh khatm ho chuki thi
Nur_R_HI: 38- Ialam ka husn - kafiron se kehdo- ab bhi baaz aajaye to Allah maaf kardega jo kuch ho chuka
Nur_R_HI: 38- Islam ka husn - kafiron se kehdo- ab bhi baaz aajaye to Allah maaf kardega jo kuch ho chuka
Nur_R_HI: 39- Allah ka deen ek wajah se ijazat deta jang ki aur wo hai - fitne ka khatema
Nazimah16_HT: Allah ka deen hamein eik wajah se jang ka hukum , k fitna ko khatam kerna Aameen Nur_R_HI: fitna - persecution - jab deen pe amal karna mushkil kardete log
Nur_R_HI: Islam ko buland karne jang
Nur_R_HI: fitna- persecution - jab muslims k liye deen pe amal karna mushkil kardiya jata ~~~***~~~Dawra e Quran 2015 Para 10th Surah AnFaal from aya 41 onwards~~~***~~~ Nur_R_HI: 1st lafz - وَٱعۡلَمُوٓاْ - ilm ki shaan
Nur_R_HI: zehni hijrat se jismani hijrat takه
Nur_R_HI: is poore paare me lafz tawbah zyada dikhega
Nur_R_HI: firon ki tawbah
Nur_R_HI: surah Al-Anfal - Ayah 41
40 ayat kae bad sawaal ka jawaab dia jo Surah kae shuroo main kia
Nur_R_HI: Sawal= maal e ghanimat ka kiya jaye?
Nur_R_HI: muslim state ek welfare state hoti hai
Nur_R_HI: 42- Ghazwa e badr ki tarf mauzu chalta hai ab
Nur_R_HI: planned jang nai thi - badr
Nur_R_HI: planning achi hai, par too much planning se kaam bigad jata
Nur_R_HI: kuch planning kare aur shuru kare
Nur_R_HI: bekhatar kood padhe
Nur_R_HI: niyat, irade kare Allah k deen k liye aur chal pade
Nur_R_HI: islam se pehle itna bura haal tha k log sirf hurmat wale maheenon me kaam/karobar karte the
Nazimah16_HT: haqeeqat k jab tak dunya may zulm aur barbariyat rahegi, jab tak jang bhi hoti rahegi
Nur_R_HI: 13 yrs jab sahaba karam ki training hogai thi makka me, phir baad me madina me jangein ki
Nazimah16_HT: jo fajr pr utt ker nahi jata wo dushman ke anne pr kaise jang karega
Nur_R_HI: jo namaz nahi padhta, wo jang kaise karega?
Nazimah16_HT: Namaz may lillahiyat nahi, tou jang may lillahiyat kaise aiygi
NQ_Coordinator_RK: bahtareen fauji Quran parha hua hota hai
Nur_R_HI: fursanum-binnahar [strong horse ki tarha din me, ruhbanum-billail [Allah se darne wale, raaton ko namaz padhne wale] banana padta
Nazimah16_HT: Iss sadi and Next sadi ka jihad k naslon k dilon may Allah aur uske Rasool ki Muhabbat dali jaye Nur_R_HI: fatah tadad ki wajah se nahi, ikhlaq ki wajah se hui