Nazimah16 ht: ~*~ Para 9 Umma Ayah ~*~ Nazimah16 ht: Aya سورة القيامة Nazimah16 ht: لْ يُرِيدُ ٱلْإِنسَـٰنُ لِيَفْجُرَ أَمَامَهُۥ ﴿٥﴾ Nazimah16 ht: مگر انسان چاہتا ہے کہ آگے کو خود سری کرتا جائے Nazimah16 ht
DQ 2015 Edited Notes fro July 15th Para 29th Surah Al Mulk / Al Qalam / Al Haaqqa / Al Maarij /Nooh / Jinn / Al Muzzammil / Al Muddathir / Al Qiyama / Al Insaan / Al Mursalat
Nur_R_HI: Shukr ke 3 darje - 1. Zuban se 2. Dil me bhi Allah pe khush rahe akele me dil khush ho 3. Nemat ko nemat dene wale k raste me lagade
Nazimah16_HT: jitna shukr karenge , Allah naimaton ko utna hi badha denge
NQ_Coordinator_RK: Aya 23-30
NQ_Coordinator_RK: kia haqeeqat main hamain pani per ikhteyaar hai?
Nazimah16_HT: kiya haqeeqat may hum pani ko lasakte hain?
NQ_Coordinator_RK: Allah ki bari samajh ayae gi to ki hum us ki itaat ker sakain gae
Nazimah16_HT: Allah ki badhai ka jab tak Ahsas nahi hoga, Allah ka shukr dil may nahi ayega, uski Qadr nahi ayegi
Nur_R_HI: barai*
Nazimah16_HT: ~*~ Tilawat Surah Al-Mulk ~~ Please Recite with Reciter ~*~ ~~~***~~~Para 29th Surah Al Qalam سُوۡرَةُ القَلَم~~~***~~ Nazimah16_HT: Every Day make time for 15 minutes to watch surah's videos with kids at home
Nazimah24_SP: Surah Al Qalam ~ Imaan Bil Aakhirah
Nazimah16_HT: surah Noon=other name iss surah ka
NQ_Coordinator_RK: Nabi saw ki zaat/ ikhlaaq aur kirdaar
NQ_Coordinator_RK: Aya 1-2
NQ_Coordinator_RK: Nabi saw ko majnoo kahtaer thae magar Alalh nain bata dia aap majnoo nahin
Nazimah16_HT: Nabi ﷺ23 years tak kaam kerke gaye aur Ajr taQiyamat tak
salmazahoor73: vok
NQ_Coordinator_RK: un it naqoosh Nabi saw kae
NQ_Coordinator_RK: unmit*
NQ_Coordinator_RK: ghar ka kaam jub simattae hain jub hum bhag ker kertae hain
NQ_Coordinator_RK: Aya 4
NQ_Coordinator_RK: Nabi saw ki baat ho aur un kae ikhlaaq ki baat na ho? kaisae ho sakta hai
Nazimah16_HT: jab tak tumhe majnoon/showbaz na kahen tumhara ajr
NQ_Coordinator_RK: ghareebon ko daiat tha un main sae
NQ_Coordinator_RK: baap wafaat hui
NQ_Coordinator_RK: baitae kahnae lagae baap kitna nasamjh tha kun na hum subh sae pahlae hi phul utar lain
NQ_Coordinator_RK: jub gayae to Alah ka azaab aa gaya
Nazimah16_HT: eik aisa shaks jis ke 2 bagh thae , woh bahut ghareebon ka khiyal rakhta , uss ka inteqal hogaya .... uske beton ne ghareebon ka hissa na diya .... Allah ne un baghon ko tabah kerdiya
Nur_R_HI: makka walon tumhe nematein milrahi hai, inko paao aur Allah ka shukr karo
NQ_Coordinator_RK: Aya 34-41
NQ_Coordinator_RK: janati aur jahunumi barabar nahin
Nazimah16_HT: jannati aur jahnami baraber nahi hosakte
NQ_Coordinator_RK: kia koi documentation hai?
Nur_R_HI: dunya me kisi jagah ka visa zabardasti nahi lesakte, toh kya jannat ka visa zabardasti lesakte? jannat k liye mehnat karni hogi
Nur_R_HI: Ambiya k baad aam insan ka darja siddiqiyat se shuru hota
NQ_Coordinator_RK: hum anbiya ko compete nahin ker saktae magar sahabah ko ker saktae hain
Nazimah16_HT: Abu bakr rz peak hai, Sideeq hai, nabuwwat ke baad sab se uncha darja
NQ_Coordinator_RK: janat kae liye compete kerna parta hai , yae hard work hai sirf khwahishon sae nahin miale gi janat hamain
Nazimah16_HT: Abu bakr rz ne jo kiya, aaj hum wo sirf khahishat se pa sakte hain?
NQ_Coordinator_RK: Ummair Bin Hammam
Nur_R_HI: Abu Bakr ra ko jo cheez itni mehnat k baad mili, kya hume sirf khasihon se kaise milsakti?
NQ_Coordinator_RK: Highlight all ayas with questions
Nazimah16_HT: Anas bin nazar ra, itni bedardi se lade jang may ke dushman ne unke kai tukde kerdye, unki bahn ne unhen unki ungliyon ki puron se pahchana
Nur_R_HI: Surah Al-Haaqqa ki ayatein hee thi jo sabse pehle Umar ra ke dil ko choo rahi thi.. phir unke zehen me ubharne wale sawalon ka jawab bhi milgaya Ayah 41-43 me ~~~***~~~Para 29th Surah Al Maarij سُوۡرَةُ المعَارج~~~***~~ Nazimah16_HT: Ma'arij =sidhi
Nur_R_HI: ladder
Nur_R_HI: Ayah 4- Qayamat ke din ki lambaai - 50,000 saal
Nur_R_HI: Ayah 5
Nazimah16_HT: Akhirat ka yaqeen insan ko jamata hai
Nazimah16_HT: Dunya ki chamak , dagmaga deti hai
Nazimah16_HT: Ayah 6-10
Nazimah16_HT: har surah may doostiyon ka zikr
Nazimah16_HT: Deen ki taraf ane may rukawat banne wali eik cheez dosti bhi hai
Nazimah16_HT: Ayah 11- 14
Nazimah16_HT: Insan sab kuch deker aag se bachna chahega, apna maal aulad bhai bahen
Nazimah16_HT: sab kuch deker apni jaan bachana chahe ga
Nazimah16_HT: ayah 15-21
Nazimah16_HT: مَنُوعًا =thaeli
Nur_R_HI: Jahannum me le jaane ki wajah - mooh pherte the, maal jama karte the aur sambhal sambhal ke rakhte
Nur_R_HI: aur peeche hat te the
Nur_R_HI: Ayah 22-35 - Jannat aur jannati ki baat
Nazimah16_HT: Jannat ki Qeemat= namaz padhte hain, namaz ki pabandi kerte hai, Mal se karch kerte hai, Akhirat pr yaqeen rakhte hain, Azab se khauf rakhte hain,sharmgahon ki hifazat kerte hon
Nazimah16_HT: apni londiyon aur biwiyon pr malamat nahi kerte
Nur_R_HI: Ayah 36-44
Nur_R_HI: inpar zillat chaa rahi hogi - gunahon ki wajah se
Nazimah16_HT: apne wadon aur amanaton ki hifazat kerte hain=Ayah 32
Nur_R_HI: Ayah 13-17 - Nazimah16_HT: hamri nazron may jo muqam dunya ke bawiqar logon ka hai, kiya deen ki taraf bulane walon ka hai?
Nazimah16_HT: yeh akhiri batein hain unki, 950 saal ki tableeq ke baad=26-28
Nur_R_HI: Ayah 25- Qaume nooh toofan me doobi thi, par aaj bhi wo aag me hai kyunke barzakh roohon k sath hoti
Nur_R_HI: ye Nuh as ki nakaami nahi, Allah k yahan qabooliyat ki daleel hai ~~~***~~~Para 29th Surah Al Jinn سُوۡرَةُ الجنّ~~~***~~ Nur_R_HI: Ye ek Jinn ki kahani hai
Nur_R_HI: deen ki baat sunke aage pohanchana
Nazimah16_HT: theme=Wahi ki hifazat kis tarha howi/dawah
Nur_R_HI: Ayah 1- Jo ghaur se suntey, wohi reproduce karsakte
Nazimah16_HT: Quran sunne se inssan ke liye Hidayat ka rasta khulta hai
Nur_R_HI: Shuru me Quran se attract karne wali cheez uski melody "Ajabaa"
Nazimah16_HT: ayah 03-09
Nazimah16_HT: Extra ordinary security , jis waqt Quran ka nuzool ho rah tha
Nur_R_HI: Allah ne is tarha Quran ko izzat dee
Nazimah16_HT: jinno ko upr jane ki ijazat nahi thi, k koi baat afsha na hojaye
Nazimah16_HT: itne protocol se yeh kitab nazil howi , aur aaj yeh kitab hamare hath may hai, ham iss ka kitna respect kerte hain?
Nur_R_HI: hamara kaam hai ke humne apne dil ke darwaze is Quran k liye kitne din ke liye khole?
Nazimah16_HT: yeh kitab sara ramazan hamare sath rahi, abb ham pr hai k ham iss kitab ke liye kitna dil kholte hain
Nur_R_HI: is Kitab se aapka dil, ghar, zindagi barkat wali
Nazimah16_HT: Quran insano ke sath sath jinno ke liye bhi utra
Nur_R_HI: Ayah 11- Jinnon me bhi firqe baazi bohat hai
Nur_R_HI: Jo farmabardar hogaya, unhone raahe rasth ka qasdh kiya = Ayah 14, Ayah 15- Zaalim log - Jahannum ka eendhan
Nazimah16_HT: Ayah 23 -Allah s.w.t ham sab ko bachaye rakhe jahannam se ~~~***~~~Para 29th Surah Al Muzammal سُوۡرَةُ المُزمّل~~~***~~~ Nur_R_HI: Muzammil aur Muddassir dono surtein joda hai
Nazimah16_HT: ~*~ سورة المزمل Surah Al-Muzzammal ~~ سورة المدثر Surah Al-Muddasir ~*~
Nur_R_HI: Daaie deen ki raatein kaisi ho - Surah Muzammil ka message
Nazimah16_HT: Dai e deen ki ratein kaisi hoti hain=Surah Al-Muzammal
Nazimah16_HT: Ayah b1-5=Qurah ka bujh ata hai dil pr, uske liye mazboot kerne ki zaroorat
Nur_R_HI: Ayah 5- rules follow karna padta Quran seekhne. Taqwa aur roohaniyat ka balance hona isey seekhne
Nur_R_HI: us din ke khauf se ya tawaalat[lambaai] ki wajah se bache boodhe ho jaenge - Ayah 17 ~~~***~~~Para 29th Surah Al Muddathir سُوۡرَةُ المدَّثِّر ~~~***~~ Nur_R_HI: Allah ko pukaro, Allah k bandon ke badle
Nazimah16_HT: msg iss surah ka, Allah ko pukaro, Allah ke bando ko pukarne se pahle
Nur_R_HI: Jitna Allah pe nazrein rakhe utna qayamat..... ~~~***~~~Para 29th Surah Al Insaan سُوۡرَةُ ٱلدَّهۡر / الإنسَان ~~~***~~ Nur_R_HI: Surah Dahr ka ek aur naam Al-Insan
Nazimah16_HT: other Topic-Jannat
Nur_R_HI: 1st topic?
Nur_R_HI: Topic - apni hasti k bare mein ghor o fiker aur doosra topic Jannat
Nur_R_HI: Ayah 27- Jald milne wali cheez dunya se mohabbat rakhte hai aur apne peeche ek bade bhari din ko chod dete log ~~~***~~~Para 29th Surah Al Mursalaat سُوۡرَةُ المُرسَلات~~~***~~ Nur_R_HI: DAWAT KA PACKAGE POORA HOTA HAI JANNAT UAR JAHANUM KE TAZKERE PE
Nur_R_HI: Ayah 1-7
Nur_R_HI: Allah se daro
Nur_R_HI: jis cheez ka waada kiya wo waqaye hone wali hai
Nazimah16_HT: Aaj zamen ne hamein sameta hoa hai, aur hamare murdon ko bhi chupa lati hai apne andr
Nur_R_HI: Ayah 31- Jahannum me thandak naam ki koi cheez nahi
Nur_R_HI: 32 not 31
Nur_R_HI: Ayah 41- Muttaqi log sayon me aur behte chashmon me hai
Nur_R_HI: Ayah 46- Khaalo aur mazey karlo thode din
Nazimah16_HT: Surah Al-mursalat ka hila dene wala andaz
Nur_R_HI: Ayah 48- Ruku karne kaha jaata toh nahi jhukte the, andar takabbur tha
Nur_R_HI: Ayah 50- Is Quran ko parhkar bhi dil na phata/jannat jahannum pe/akhirat pe emaan na aaya toh kab aayega?
Nur_R_HI: iske baad dil na khula, toh phir nahi khulega
وَيۡلٌ۬ يَوۡمَٮِٕذٍ۬ لِّلۡمُكَذِّبِينَ==10 times aya surah main
~~~***~~~Para 30th Surah An Naba سُوۡرَةُ النّبَإِ ~~~***~~~ Nur_R_HI: Quran se dil khulta, Qayamat pe yaqeen aata Nazima09_ST: naba = khabr aur khabr qiyamat ki
Nazimah16_HT: Ayah 01-16=Allah ki Naimaton pr ghaor kare
Nur_R_HI: Allah ki nematon pe ghaur kare
Nur_R_HI: Ayah 17 se Qayamat ki baat
Nur_R_HI: Ayah 22- sarkashon ka thikana - jo sar kheenchte the Allah ki baat sunke