Note: Please listen mp3 before preparing these questions & answers / In Sawal Jawab ko tayyar karne se pehle mp3 zaroor sune a) answer (saws): Sallallaahu 'alaehe wasallam (r a): Radi Allahu Anha



Yüklə 321,14 Kb.
səhifə4/4
tarix01.08.2018
ölçüsü321,14 Kb.
#64891
1   2   3   4
Isa (a.s)

  1. If any human being reach to very high level, can he be called son of God?

Agar koi insaan bahaut uche maqam par pahauch jaye tou kya usko Allah ke beta keh sakte hain?

  1. No, God can not have son / Nahin Allah ke koi beta nahin 




  1. When people say Jesus Christ is the son of Allah then Allah mentioned an example of another prophet in the Qur’an who was that Prophet?

Jab logo ne Isa (a.s) ko Allah ka beta kaha tou Allah ne Qur’an mein kis nabi ki misaal di?

  1. Adam (a.s) 




  1. Who are the people of Ale-Imran?

Ale-Imran kaun log the

  1. Zakariah, Yahya, Mariam, Isa 



  1. What was the relationship between the wife of Zakariah (a.s) and Wife of Imran?

  1. Real Sisters / Sagi Behene thi 




  1. What was the name of wife of Zakariah (a.s)?

Zakariah (a.s) ki biwi ke kya naam tha?

  1. Eesha 




  1. What was the name of son of Zakariah (a.s)?

Zakariah (a.s) ke bete ka kya naam tha?

  1. Yahya 




  1. What was the name of wife of Imran?

Imran ki biwi ka kya naam tha

  1. Hannah 




  1. What was the name of daughter of Imran?

Imran ki beti ka kya naam tah?

  1. Mariam 




  1. What was the relation between YahYa (a.s) and Mariam (a.s)?

Yahya (a.s) aur Mariam (a.s) ka kya rishta tha?

  1. Cousin Brother and Sisters / Khalazad bhai behen 




  1. What was the name of grandmother of Isa (a.s)?

Isa (a.s) ki nani ka kya naam tha?

  1. Hannah 




  1. When Allah gave son to Zakariah (a.s), then what was his age?

Jab Allah ne Zakariah (a.s) ko beta diya tab unki umar kitni the?

  1. More than 100 years / 100 se zada 




  1. When wife of Imran was pregnant so she made a promise to Allah, what was that promise?

Jab Imran ki biwi Haamla hui tou unhone Allah se kya wada kara?

  1. She promised that I’ll dedicate my child in your (Allah) service / Unhone Allah se wada kara ki mein apni aulad ki sirf tiri hi ibadat mein laga donge 



  1. Which scholar sponsored (Kafeel) and took care of daughter of Imraan in Bait-ul-Maqdis?

Kis aalim ko Imraan ki beti ka Bait-ul-Maqdis ke liye Kafeel banaya gaya

  1. Zakariah




  1. What Zakariah (a.s) used to find in the room of Mariam when he goes there?

Jab Zakariah (a.s) Mariam (a.s) ke room mein jaate tou wahan kya paate?

  1. Unseasonal Fruits / Bina mausam ke Phal 




  1. From where Mariam (a.s) used to get those unseasonal fruits?

Mariam (a.s) ko wahan bina mausan ke phal kahan se milte the?

  1. Allah used to sent them from skies / Allah unko aasmaanon se bheja karta tha 




  1. Who was the best woman at the time of Isa (a.s)?

Isa (a.s) ke waqt mein sabse behtar aurat kaun thee?

  1. Mariam (a.s) 




  1. Who is the best woman from the Ummah of Prophet Muhammad (a.s)?

Muhammad (saws) ki ummat mein se sabse behtar aurat kaun hain?

  1. Kadijah (r.a) 




  1. Who are the four best women in the world?

Dunya ki sabse Afzal char aurtein kaun hain?

  1. Mariam, Aasia, Khadijah & Fatimah 




  1. What desire Zakariah (a.s) had when he saw the virtues of Mariam (a.s)?

Zakariah (a.s) ko kya khwaish hui jab unhone Mariam (a.s) ka lagaw khuda ki tarah dekha?

  1. He desired to have children / Unko apni aulaad ki khwaish hui 



  1. What Zakariah (a.s) did when he desired to have children?

Zakariah (a.s) ne kya kara jab unko aulaad ki khwaish hui?

  1. He made Dua to Allah for a son / Unhone Allah ke aulaad ke liye Dua kari 




  1. When Zakariah (a.s) got the news of a son from Allah why he became surprise?

Jab Zakariah (a.s) ko bete ki basharat Allah se mili tou woh hairaan kyon hue?

  1. Because he was an old man and his wife was become sterile / Kyon woh bude ho gaye the aur unki biwi baanjh thee 




  1. What sign Allah gave to Zakariah (a.s) for having a son who is going to be a prophet for Bani Israeel?

Allah ne Zakariah (a.s) ko nishaani ke taur par kya cheez di jisse sabit ho ki unho beta hone wala hai jo nabi banega?

  1. He was not able to speak for three nights / Unki bolne ki takhat teen raaton ke liye khatam ho gayee 




  1. What kind of son Zakariah (a.s) asked from Allah?

Zakariah (a.s) ne Allah se kis tarah ka beta maanga?

  1. Righteous Son / Saleh(Nek) Beta 




  1. Allah accepted the Dua of Zakariah (a.s) and gave him a son who was prophet, what was his name?

Allah ne Zakariah (a.s) ko jo beta diya jo Nabi tha, uska kya naam tha?

  1. Yayah (a.s) 




  1. What fatwa a king was seeking from Yayah (a.s) related to his Niece?

Baadshah ne apni bhanji ke mutabiq kya fatwa Yahah (a.s) se maanga?

  1. King wanted to marry his Niece / Baadshah apni bhanji se shaadi karna chahata tha 




  1. What fatwa Yayah (a.s) gave regarding man marrying to his Niece?

Mard ki shaadi uski bhanji ke talluq se Yayah (a.s) ne kya fatwa diya?

  1. He said it is Haraam for a man to marry his niece / Unhone kaha mard ki shaadi uski bhanji se karna haraam hai 




  1. What happened when Yayah (a.s) gave fatwa against the will of the King i.e. marrying to his nicece?

Jab Yayah (a.s) ne Baadshah ki marzi ke khilaf fatwa diya bhanji se shaadi ke talluq se tou kya hua?

  1. King killed Yayah (a.s) and his father Zakariah (a.s) / Baadshah ne Yayah (a.s) aur Zakariah (a.s) ka qatal kar diya 




  1. Which people have killed many prophets?

Kin logo ne bahaut sare nabiyon ko qatal kara?

  1. Jews / Yahudiyon ne 




  1. Which prophet was given title Messiah?

Kis nabi ko Messiah ka laqab mila?

  1. Isa (a.s) 




  1. What is the meaning of Messiah / Christ?

Messiah ka kya matlab hota hai?

  1. The one who rub his hand on something or somebody / Jo apne haath ko kisi cheez par ya kisi par Ragarta hai (Rub karta hai) 




  1. In which form, an angel came to Marriam (a.s)?

Mariam (a.s) ke paas kis shaqal mein farishta aaya tha?

  1. In the form of Human / Insaan ki shaqal mein 




  1. When Marriam (a.s) saw an angel in her house in the form of human, then what happened to her?

Jab Mariam (a.s) ne farishte ko apne ghar mein dekha tou unko kya hua?

  1. She scared / Woh darr gayeen 




  1. Why an angel was sent to Marriam (a.s)?

Mariam (a.s) ke paas farishta kyon bheja gaya?

  1. To give her the news of a pious son / Unhone bete ki khush khabri dene ke liye 




  1. Why Marriam (a.s) was surprised to hear that she is going to have a son?

Mariam (a.s) ko taajjub kyon hua jab unko bete ki khabar di gayee?

  1. Because she was never married / Kyonki unki kabhi shaadi nahin hui thee 




  1. How Jesus Christ (Isa) was born when he had no biological father (real father)?

Isa (a.s) kaise paida hue jab ki unke koi walid nahin the?

  1. It was a miracle of Allah / Yeh Allah ka ek Maujozah (miracle) tha 




  1. Where Jesus Christ (Isa) was born?

Isa (a.s) kahan paida hue

  1. Under a date palm tree / Khajoor ke ped ke neech 




  1. When Mariam (a.s) returned to her people after the birth of Isa (a.s), what her people said to her?

Jab Mariam (a.s), Isa (a.s) ki paidaish ke baad apne logo ke paas gayeen tou unhone kya kaha?

  1. They said, Mariam you have done very bad act / Mariam Tune badi buri harqat kari 




  1. When people asked about Isa (a.s) to Mariam (a.s) that who is this baby, then what did Mariam (a.s) do?

Jab logo ne Mariam (a.s) se poocha yeh bachcha kaun hai yani Isa (a.s) ke bare mein tou Mariam (a.s) ne kya kara?

  1. She put her finger to her lips and pointed to the child / Unhone bachche ki tarah ishare kara (yani bachche se baat karo) 




  1. When Mariam (a.s) return to her people, she was fasting at that time. What is the extra rule of her fasting which we don’t have today?

Jab Mariam (a.s) apne logon ke paas wapas aayeen tou woh roze ki haalat mein thee, unke roze mein kya ek aiesee baat thee jo humare rozon mein nahin hai?

  1. While fasting she was not allowed speak / Roze ki haalat mein unko baat karne ki ijazat nahin hoti thee 




  1. What people around Mariam (a.s) said when she pointed towards the newborn baby to speak?

Mariam (a.s) ke aas paas ke logo ne kya kaha jab Mariam (a.s) ne apne bachche ki ishara kara ki isse baat karo

  1. They said how can a newborn baby speak / Unhone kaha itna chota bachcha kaise bol sakta hai 




  1. When Mariam (a.s) pointed toward a newborn baby meaning Isa (a.s) then what miracle had happened at that time?

Jab Mariam (a.s) ne apne godh ke bachche (Yani Isa) se baat karne ke liye ishara kara tou wahan kya miracle hua?

  1. Isa (a.s) as a newborn baby started to speak / Isa (a.s) apni maa ki godh mein se bolne lage 




  1. What did Isa (a.s) spoke to his people as newborn baby?

Isa (a.s) apni maa ki godh mein se logo se kya bole?

  1. He said I am a servant of Allah / Unhone kaha mein Allah ka banda hoon 




  1. What are the two things commanded by Allah to Isa (a.s) that he mentioned when first time he spoke to his people as newborn baby?

Woh kaunsee do cheezein Isa (a.s) ne batayeen jo Allah ne unko hukum ki thee, jab woh pehli baar logo se apni maa ki godh se bole the?

  1. Prayer and Charity / Namaz aur Zakaat 




  1. What Isa (a.s) mentioned about his mother when first time he spoke to his people as newborn baby?

Isa (a.s) ne apni maa ke bare mein kya bataya jab woh pehli baar logo se apni maa ki godh se bole the?

  1. Allah made me dutiful towards my mother / Allah ne mujhe apni walida ka khidmatguzar banaya hai 




  1. Has Allah given any book to Isa (a.s) and what was it?

Kya Allah ne Isa (a.s) ko koi kitab di thee, aur woh kya hai?

  1. Yes, Injeel




  1. Was Jesus Christ a prophet only or messeger of Allah only?

Isa (a.s) kya sirf ek nabi the ya sirf ek peghambar the?

  1. He was a Prophet as well as a Messenger of Allah / Nabi aur Paigambar dono the 




  1. What are the two things Isa (a.s) mentioned about his attitude when first time he spoke to his people as newborn baby?

Woh kaunsee do cheezein Isa (a.s) ne batayeen apne Akhlaq ke bare mein, jab woh pehli baar logo se apni maa ki godh se bole the?

  1. Not arrogant and Blessed / Taqabbur karne wala nahin aur Mubarak 




  1. Who are they, those who say Isa ibn Mariam (a.s) is the son of Allah?

Woh kaun hain jo kehte hain Isa ibm Mariam (a.s) Allah ka beta hai?

  1. Kafir 




  1. When Allah wills something, what does He do?

Jab Allah kisi cheez ka irada karta hai tou who kya karta hai?

  1. He merely says "Be" and it happens / Woh kehta hai hoja aur ho jaata hai




  1. What was the basic message Isa (a.s) gave to his people?

Isa (a.s) ne bunyadi paigham logo ko kya diya?

  1. Worship only Allah who is my Lord and your Lord / Sirf Allah ki ibaadat karo jo mera Rabb hai aur Tumhara Rabb hai 




  1. What was the basic message Isa (a.s) gave to his people?

Isa (a.s) ne bunyadi paigham logo ko kya diya?

  1. Worship only Allah who is my Lord and your Lord, Worship only Allah without partner, There is no god except Allah / Sirf Allah ki ibaadat karo jo mera Rabb hai aur Tumhara Rabb hai, Sirf Allah ki ibaadat bina kisi ko shreeq kare, Koi mabood nahin siwaye Allah ke 




  1. What Allah has promised in the Quran for those who worship Allah along with others?

Allah ne Qur’an mein kya wada kara hai un logo ke liye woh Allah ke saath saath dosro ki bhi ibaadat karte hain

  1. Allah has promised to send them to Hellfire forever / Allah ka wada hai aiese log hamesha hamesha dozakh mein rahenge 




  1. What they become when they say Trinity and Allah is three in one?

Woh kya ban jaate hain jab kehte hain Trinity, yani Allah teen mein se ek hai?

  1. Kafir 




  1. What they become when they say Mariam (a.s) is the wife of Allah?

Woh kya ban gaye jab unhone kaha ki Mariam (a.s) Allah ki biwi hain?

  1. Kafir 




  1. Which Surah in the Qur’an gives the definition of Allah and denies the claims of Christians about Isa (a.s)?

Kaun ki Surat Qur’an mein Allah ka ta’aroof karati hai?

  1. Surah Al-Ikhlas 




  1. Why Allah gave a son Isa (a.s) to Mariam (a.s) without father?

Allah ne Mariam (a.s) ko bina walid ke beta (Isa) kyon diya?

  1. Because it was a miracle of Allah, a sign for those who believe / Kyonki woh ek Allah ka maujozah tha aur Imaan rakhne walo ke liye Allah ki nishani 




  1. What was the approximate age of Isa (a.s) when he received Injeel from Allah?

Isa (a.s) ki taqriban umar kya thee jab unko injeel nazil hui?

  1. 30 




  1. Which book was there at the time of Isa (a.s) before he received Injeel from Allah?

Isa (a.s) ko injeel milne se pehle kansee kitab maujood thee?

  1. Torah 




  1. What is the miracle given to Isa (a.s) related to bird?

Isa (a.s) ko parinde ke talluq se kaunsa maujozah mila?

  1. He gave life to the bird made out of clay with the permission of Allah / Unhone mitti se bane hue parinde mein jaan daal di Allah ki ijazat se 




  1. What is the miracle given to Isa (a.s) related to blind?

Isa (a.s) ko ek andhe ke talluq se kaunsa maujozah mila?

  1. He healed those born blind with the permission of Allah / Unhone paidaishee andhe ko theek kar diya Allah ki ijazat se 




  1. What is the miracle given to Isa (a.s) related to leper?

Isa (a.s) ko ek kodhi ke talluq se kya maujozah mila?

  1. He healed the leper with the permission of Allah / Unhone ek kodhi ko theek kar diya Allah ki ijazat se 




  1. What is the miracle given to Isa (a.s) related to dead person?

Isa (a.s) ko ek murda insaan ke talluq se kya maujuzah mila?

  1. He gave life to the dead with the permission of Allah / Unhone ek murde ko zinda kar diya Allah ki ijazat se




  1. When disblievers around Isa (a.s) saw the miracles given to him, what did they say?

Isa (a.s) ke aas paas jo kafir the, unhone jab maujozah dekhe tou kya kaha?

  1. It is nothing but evident magic / Yeh mehez ke jaadu hai 




  1. Was Isa (a.s) Christian or Muslim or something else?

Isa (a.s) kya the Muslim ya fir Isayee?

  1. Muslim 




  1. Was Isa (a.s) sent to the entire world?

Kya Isa (a.s) saree dunya ke liye bheje gaye the?

  1. No, he was sent only to his people and only for that time / Nahin woh sirf apne logo ke liye aur apne waqt ke liye bheje gaye the 




  1. Why Allah sent Isa (a.s) to Bani Israeel when Musa (a.s) was already sent to them with a book Torah?

Allah ne Isa (a.s) ko Bani Israeel par kyon bheja jab ki Musa (a.s) un par pehle se hi bheje gaye kitab Torah ke saath?

  1. Because they were diverted from the right path / Kyonki woh log sahi raste se bhatak gaye the 




  1. Has anybody accepted the message of Isa (a.s) and believed in him as the messenger of Allah?

Kya kisi ne Isa (a.s) ke paigam ko maana aur Isa (a.s) mein yaqeen kara Allah ke paighambar ke taur par?

  1. Yes but only few of them / Haan chand logo ke 




  1. When Jews scholars heard about the miracles of Isa (a.s) then what they did?

Jab yahudi aalimon ko Isa (a.s) ke maujuzaat ka pata chala tou unhone kya kara

  1. They went to the King of Jews / Woh Yahudiyon ke Baadsha ke paas gaye 




  1. What did Jews scholars told the King of Jews regarding Isa (a.s)?

Yahudi aalimon ne Yahudiyon ke Baadsha se Isa (a.s) ke bare mein kya kaha?

  1. They said that Isa (a.s) claim that he is the King of Jews and will take away kingship from you / Unhone kaha ki Isa (a.s) khud ko Yahudiyon ke Baadsha batate hain aur tumse yeh baadshahat jaldi le lenge 




  1. What order King gave against Isa (a.s) when he heard about Isa (a.s) claiming that he is the King of the Jews?

Isa (a.s) ke khilaaf Yahudiyon ke Baadsha ne kya hukum diya, jab usne suna ki Isa (a.s) Yahudiyon ke Baadsha banna chahate hain?

  1. He ordered his soldiers to crucified him / Usne hukum diya ki unko sooli par chada do 




  1. Did the soldiers of the King crucify Isa (a.s)?

Kya Baadsha ke faijiyon ne Isa (a.s) ke sooli par chadaya?

  1. No they couldn’t, they have crucified somebody else in doubt / Nahin woh unko sooli par chada nahin sake balki shak mein kisi aur ko chada diya 




  1. What has happened when soldiers of the King tried to kill Isa (a.s)?

Kya hua jab Baadsha ke faijiyon ne Isa (a.s) ko maarne ki koshish kari?

  1. Allah raised him (Isa) alive upto the heavens / Allah ne Isa (a.s) ko zinda hi apni tarah utha liya 


Muhammad (saws)

  1. When was Muhammad (saws) born?

Muhammad (saws) kab paida hue the?

    1. Year of the Elephant / Feel ka Saal 




  1. Where was the Prophet Muhammad (saws) born?

Muhammad (saws) kahan paida hue the?

    1. Makkah 




  1. Why was the year called the Year of the Elephant?

Feel ke saal ko feel ka saal kyon kaha jaata hai?

    1. Year in which Abraha attacked Kabah with his elephants / Saal jismein Abraha ne Kabah par hamla kara tha apne haathiyon ke saath 




  1. How did Abraha perish along with his army?

Abraha apni Fouj ke saath kaise khatam hua?

    1. Allah sent birds who dropped stones on the army of Abraha / Allah ne aasmaon se Parinde bheje jinhone chote chote paththar Abraha ki army par pheke 




  1. What is the name of the Prophet’s (saws) father?

Nabi (saws) ke walid ka kya naam hai?

    1. Abdullah bin Abdul Muttallib 




  1. What is the name of the Prophet's (saws) mother?

Nabi (saws) ki walida ka kya naam hai?

    1. Aminah Bint Wahab 




  1. When and where did Prophet (saws) father die?

Nabi (saws) ke walid ki death kab aur kahan hui?

    1. He died in Yathrib (now known as Madinah) before Muhammad (saws) was born / Yathrib (Jisko aaj Madinah kehte hain) mein Muhammad (saws) ki paidaish se pehle 




  1. What is the name of the Prophet's (saws) grandfather?

Nabi (saws) ke dada ka kya naam hai?

    1. Abdul Muttallib 




  1. What was the position of Abdul Muttallib in Makkah?

Abdul Muttallib ki Makkah mein kya position the?

    1. He was the chief of his clan Banu Hashim / Wo Banu Hashim ke chief the 




  1. Who suckled the Prophet (saws)?

Nabi (saws) ko kisne doodh pilaya?

    1. Haleema As-Sa'diyah 




  1. How long did Haleema As-Sa'diyah suckle the Prophet (saws)?

Kisne waqt tak Haleema As-Sa'diyah ne Nabi (saws) ko doodh pilaya?

    1. 2 years / 2 saal 




  1. Who gave the name Muhammad to Prophet Muhammad (saws)?

Kisne Nabi (saws) ko Muhammad naam diya?

    1. His grandfather Abdul Muttalib / Unke dada Abdul Muttalib 




  1. What did Muhammad's (saws) mother named him?

Nabi (saws) ke maa ne unko kya naam diya?

    1. Ahmed 




  1. Why did mother of Muhammad (saws) choose name Ahmed?

Rasool Allah (saws) ki maa ne unko Ahmed naam kyon diya?

    1. She dreamt an angel calling the newly born baby Ahmed. So she named him Ahmed / Unhone khuwab mein dekha ki ek farishta unko Ahmed keh kar bula raha hai 




  1. How old was Muhammad (saws) when his mother died?

Rasool Allah (saws) ki kitni umar the jab unki walida faut huin?

    1. 6 years / 6 saal 




  1. Where did Muhammad's (saws) mother take him?

Rasool Allah (saws) ki maa unko kahan le gayeen thee?

    1. Yathrib 




  1. Who took care of Muhammad (saws) after his mother’s death?

Rasool Allah (saws) ki walida ke faut hone ke baad unhe kisne paala?

    1. His grandfather Abdul Muttalib / Unke data Abdul Muttalib 




  1. How long did Abdul Muttalib take care of Muhammad (saws)?

Rasool Allah (saws) ko unke dada Abdul Muttalib ne kitne waqt tak paala?

    1. 2 years / 2 saal 




  1. How old was Muhammad (saws) when his grandfather Abdul Muttalib died?

Rasool Allah (saws) ki kitni umar ki tab unke dada Abdul Muttalib faut hue?

    1. 8 years / 8 saal 




  1. Who took care of Muhammad (saws) after the death of Abdul Muttalib?

Abdul Muttalib ki death ke baad Rasool Allah (saws) ki dekh bhal kisne kari?

    1. His uncle Abu Talib / Unke chacha Abu Talib 




  1. Who was Khadijah Bint Khuwailid (r.a)?

Khadijah Bint Khuwailid (r.a) kaun the?

    1. First wife of Muhammad (saws) / Muhammad (saws) ki pehli biwi 




  1. What was the age of Khadijah (r.a) when he married to Muhammad (saws)?

Kadijah (r.a) ki umar kitni thee jab unhone Rasool Allah (saws) se shaadi kari?

    1. 40 years / 40 saal 




  1. What was the age of Muhammad (saws) when he married to Khadijah (r.a)?

Rasool Allah (saws) umar kitni thee jab unhone Khadijah (r.a) se shaadi kari?

    1. 25 years / 25 saal 




  1. How old was Khadijah (r.a) when she died?

Khadijah (r.a) kitne saal ki thee jab unki death hui?

    1. 65 years / 65 saal 




  1. How was Muhammad (saws) known in the society?

Rasool Allah (saws) kis tarah society mein jaane jaate the?

    1. He was known as Al-Ameen (Truthful) and As-Sadiq (Trustworthy) / Wo Al-Ameen aur As-Sadiq ke naam se jaane jaate the 




  1. Did Muhammad (saws) get any sort of education?

Rasool Allah (saws) ne kya taleem li the?

    1. No, he was unletterd / Nahin, wo padna aur likhna nahin jaante the 




  1. What was the purpose of Hilf al-Fudul agreement in which the Prophet (saws) participated before his Prophethood?

Hilf al-Fudul ka kya maqsad tha kismein Rasool Allah (saws) ne hissa liya tha nabowat se pehle?

    1. Its purpose was to suppress violence and injustice, and protect the rights of the weak / Uska maqsad Hinsa aur na-insaafi ko rokna that aur kamzoron ka haaq na dabaya jaye 




  1. Which way did Muhammad (saws) follow before the Prophethood?

Rasool Allah (saws) ne kiske tareeke par the apni Nabuwat se pehle?

    1. He followed the way of Ibrahim (a.s) / Wo Ibrahim (a.s) ke tareeke par the 




  1. What was the age of Prophet Muhammad (saws) when he got first Revelation (Wahi)?

Rasool Allah (saws) ki kya umar thee jab unke paas pehli Wahi aayee?

    1. 40 




  1. What was the first word revealed to Prophet Muhammad (saws) as Wahi?

Rasool Allah (saws) ko sabse pehla alfaaz Wahi ke taur par kya nazil hua?

    1. Iqra 




  1. Where did Prophet Muhammad (saws) get first Revelation (Wahi)?

Rasool Allah (saws) ko sabse pehle kis jagah par Wahi aayee?

    1. Gare Hira 




  1. Who is the first man accepted Islam?

Sabse pehle Aadmiyon mein Islam kisne Qabool kara?

    1. Abu Bakr as-Siddique (r.a) 




  1. Who is the first child accepted Islam?

Sabse pehle Bachchon mein Islam kisne Qabool kara?

    1. Ali (r.a) 




  1. Who is the first woman accepted Islam?

Sabse pehle Aurton mein Islam kisne Qabool kara?

    1. Khadijah (r.a) 




  1. Who is the first slave accepted Islam?

Sabse pehle Gulaamon mein Islam kisne Qabool kara?

    1. Zaid bin Haritha (r.a) 




  1. What is Al-Isra-Wal-Miraj?

Al-Isra-Wal-Miraj kya hai?

    1. Journey of Prophet Muhammad (saws) in one night from Makkah to Masjid-Al-Aqsa and from Masjid-al-Aqsa to upto seven heavens / Muhammad (saws) ki ek raat ka safar Makkah se Masjid-al-Aqsa aur Masjid-al-Aqsa se saaton aasmaon ke upar 




  1. What is the name of the horse-like animal which Prophet Muhammad (saws) rode on blessed journey of Al-Isra-Wal-Miraj?

Al-Isra-Wal-Miraj ke safar par jo ghode jaisa dikhne wala jaanwar jis par Rasool Allah (saws) gaye the uska kya naam hai?

    1. Buraq 




  1. Which book Allah revealed to Prophet Muhammad (saws)?

Rasool Allah (saws) par kaunse kitab nazil hui?

    1. Qur'an 




  1. How many times is the name of Muhammad (saws) mentioned in the Qu'ran?

Muhammad (saws) ka naam kitni baar Qur’an mein aaya hai?

    1. 4 times / 4 baar 




  1. Which uncle of the Prophet Muhammad (saws) accepted Islam in Makkah and became Shaheed during the battle of Uhud?

Rasool Allah (saws) ke kaunse chacha ne Makkah mein Islam qabool kara and Jung-e-Uhud mein Shaheed hue?

    1. Hamzah 




  1. Which Surah of Qur'an named after the name of uncle of the Prophet Muhammad (saws) who died as worst kafir?

Qur’an ki kaunsee surat Rasool Allah (saws) ke chacha ke naam par hai jo sabse battar kafir tha?

    1. Abu Lahab 




  1. Did Muhammad (saws)'s beloved uncle Abu Talib accept Islam?

Rasool Allah (saws) ke chahite chacha Abu Talib ne Islam Qabool kara tha?

    1. No / Nahin 




  1. Who was the first martyr in Islam?

Islam mein sabse pehle Shaheed kaun hua?

    1. Sumayya (r.a) 




  1. What 'Gift' Prophet (saws) got on the night of Miraj?

Rasool Allah (saws) ko kya tohfa mila Miraj ki raat ko?

    1. The Gift of Salah / Namaz ka Tohfa 




  1. Where Prophet Muhammad (saws) migrated from Makkah?

Rasool Allah (saws) Makkah se kahan hijrat karke gaye?

    1. Madinah 




  1. Name the cave in which Prophet Muhammad (saws) and Abu Bakr (r.a) took refuge on their way to Madinah when they migrated from Makkah?

Rasool Allah (saws) aur Abu Bakr (r.a) ne kis gaar (cave) mein panah li thee jab wo Makkah se Madinah hijrat karke ja rahe the?

    1. Gaare Thawr 




  1. How many years Prophet Muhammad (saws) lived in Madinah?

Rasool Allah (saws) kitne saal Madinah mein rahe?

    1. 10 years / 10 saal 




  1. What is the name of first Battle of Islam?

Islam mein sabse pehli jung kaunsee hui?

    1. Battle of Badr / Jung-e-Badr 




  1. What is the name of second Battle of Islam?

Islam mein dosri jung kaunsee hui?

    1. Battle of Uhad / Jung-e-Uhad 




  1. In which city our Prophet Muhammad (saws) passed away?

Kaunse sheher mein Rasool Allah (saws) ki death hui?

    1. Madinah Munawwarah 




  1. When did the Prophet (saws) die?

Nabi (saws) ki death sab hui?

    1. 10 Hijri 




  1. What was the age of Prophet Muhammad (saws) when he (saws) died?

Nabi (saws) ki kitni umar hui?

    1. 63 years / 63 saal 




  1. Name any 3 wives of the Prophet Muhammad (saws)?

Rasool Allah (saws) ki kisi teen biwiyon ke naam batao?

    1. Khadijah (r.a), Safiyya (r.a), Zainab (r.a) 




  1. Who was the youngest wife of the Prophet Muhammad (saws)?

Rasool Allah (saws) ki kaunsi biwi sabse kam umar thee?

    1. Aisha (r.a) 




  1. What we called the wives of Prophet Muhammad (saws)?

Rasool Allah (saws) ki biwiyon ko hum kya kehte hain?

    1. Umm-ul-Mumineen (Mothers of the belivers / Imaan rakhne walon ki maa) 




  1. Name 4 daughters of Prophet Muhammad (saws)?

Rasool Allah (saws) ki 4 betiyon ke naam batao?

    1. Zainab (r.a), Ruqayya (r.a), Umme Kulthum (r.a) and Fatima (r.a) 




  1. Who was the youngest daughter of the Prophet (saws)?

Rasool Allah (saws) ki sabse choti beti ka naam batao?

    1. Fatima (r.a) 




  1. Name the 3 sons of Prophet Muhammad (saws)?

Rasool Allah (saws) ki 3 beton ke naam batao?

    1. Abdullah, Qasim & Ibrahim 




  1. How many sons of Prophet Muhammad (saws) survived and became adult?

Rasool Allah (saws) ke kitne bete bache jo jaawani ki umar tak pahauche?

    1. Zero 




  1. Give the names of Prophet Muhammad (saws)'s two blessed grandsons?

Rasool Allah (saws) ke do chahite nawason ke naam batao?

    1. Hasan (r.a) & Hussain (r.a) 




  1. Who was known as Saifullah - The Sword of Allah?

Saifullah yani Allah ki Talwar kisko kaha jaata hai?

    1. Khalid bin Walid (r.a) 




  1. What are the names of the Khulafa-e-Rashideen (r.a)?

Khulafa-e-Rashideen (r.a) ke naam batao?

    1. Abu Bakr (r.a), Umar (r.a), Usmaan (r.a) & Ali (r.a) 




  1. Being a Muslim, Is it farz to love Prophet Muhammad (saws)?

Musalman hone ke naate, kya hum par farz hai ki hum Muhammad (saws) se Mohabbat karein?

    1. Yes 




  1. Whom should we love most after Allah?

Humko sabse zada Allah ke baad kisse mohabbat karni chahiye?

    1. Muhammadur Rasool Allah (saws) 




  1. What should one say when the Prophet (saws)'s name is mentioned?

Jab Muhammad (saws) ka naam liya jaye ya suna jaye tou humko kya kehna chahiye?

    1. Sallallahu Alaihi Wa Sallam 




  1. Is there any Prophet to come after our Prophet Muhammad (saws)?

Muhammad (saws) ke baad kya koi aur nabi aane wala hai?

    1. No 




www.islamhelpline.net

Yüklə 321,14 Kb.

Dostları ilə paylaş:
1   2   3   4




Verilənlər bazası müəlliflik hüququ ilə müdafiə olunur ©muhaz.org 2024
rəhbərliyinə müraciət

gir | qeydiyyatdan keç
    Ana səhifə


yükləyin