Note: Please listen mp3 before preparing these questions & answers / In Sawal Jawab ko tayyar karne se pehle mp3 zaroor sune a) answer (saws): Sallallaahu 'alaehe wasallam (r a): Radi Allahu Anha



Yüklə 0,51 Mb.
səhifə6/6
tarix01.08.2018
ölçüsü0,51 Mb.
#64890
1   2   3   4   5   6
Muhammad (saws)

  1. When was Muhammad (saws) born?

Muhammad (saws) kab paida hue the?

    1. Year of the Elephant / Feel ka Saal 

    2. 1 Hijri

    3. 13 years before Hijri / Hijri se 13 saal pehle

    4. 10 Hijri




  1. Where was the Prophet Muhammad (saws) born?

Muhammad (saws) kahan paida hue the?

    1. Madinah

    2. Makkah 

    3. Mina

    4. Taif




  1. Why was the year called the Year of the Elephant?

Feel ke saal ko feel ka saal kyon kaha jaata hai?

    1. Because Muhammad (saws) was born / Kyonki Muhammad (saws) paida hue the

    2. Because all elephants were killed / Kyonki sare haathi maar diye gaye the

    3. Because all elephants attacked Abraha / Kyonki haathion ne Abraha par hamla kara tha

    4. Year in which Abraha attacked Kabah with his elephants / Saal jismein Abraha ne Kabah par hamla kara tha apne haathiyon ke saath 




  1. How did Abraha perish along with his army?

Abraha apni Fouj ke saath kaise khatam hua?

    1. Elephants killed Abraha and his army / Abraha aur uski faij ko haathiyon ne khatam kara

    2. Allah sent birds who dropped stones on the army of Abraha / Allah ne aasmaon se Parinde bheje jinhone chote chote paththar Abraha ki army par pheke 

    3. Quraish fought with Abraha and his army and killed them / Quraish ne Abraha se jung karke usko aur uski armu ko khatam kara

    4. None of the above / Upar mein se koi nahin




  1. What is the name of the Prophet’s (saws) father?

Nabi (saws) ke walid ka kya naam hai?

    1. Abdullah bin Abdul Muttallib 

    2. Abu Talib bin Abdul Muttallib

    3. Hamza bin Abdul Muttallib

    4. Abu Lahab bin Abdul Muttallib




  1. What is the name of the Prophet's (saws) mother?

Nabi (saws) ki walida ka kya naam hai?

    1. Aasia

    2. Mariam

    3. Haleema

    4. Aminah Bint Wahab 




  1. When and where did Prophet (saws) father die?

Nabi (saws) ke walid ki death kab aur kahan hui?

    1. Makkah in 10 Hijri / Makkah mein 10 hijri mein

    2. He died in Yathrib (now known as Madinah) before Muhammad (saws) was born / Yathrib (Jisko aaj Madinah kehte hain) mein Muhammad (saws) ki paidaish se pehle 

    3. Makkah in 1 Hijri / Makkah mein 1 hijri mein

    4. He died in Yathrib (now known as Madinah) after Muhammad (saws) was born / Yathrib (Jisko aaj Madinah kehte hain) mein Muhammad (saws) ki paidaish ke baad




  1. What is the name of the Prophet's (saws) grandfather?

Nabi (saws) ke dada ka kya naam hai?

    1. Hashim

    2. Abdullah

    3. Abdul Muttallib 

    4. None of the above / Upar mein se koi nahin




  1. What was the position of Abdul Muttallib in Makkah?

Abdul Muttallib ki Makkah mein kya position the?

    1. He was the chief of his clan Banu Hashim / Wo Banu Hashim ke chief the 

    2. He was the chief of his clan Banu Qurayza / Wo Banu Qurayza ke chief the

    3. He was the chief of his clan Banu Makhzoom / Wo Banu Makhzoom ke chief the

    4. He was the chief of his clan Banu Jurhum / Wo Banu Jurhum ke chief the




  1. Who suckled the Prophet (saws)?

Nabi (saws) ko kisne doodh pilaya?

    1. Haleema As-Sa'diyah 

    2. Mother of Abu Bakr / Abu Bakr ki walida na

    3. His Aunty / Unki Chachi

    4. None of the above / Upar mein se koi nahin




  1. How long did Haleema As-Sa'diyah suckle the Prophet (saws)?

Kisne waqt tak Haleema As-Sa'diyah ne Nabi (saws) ko doodh pilaya?

    1. 1 year / 1 saal

    2. 2 years / 2 saal 

    3. 3 years / 3 sal

    4. 4 years / 4 saal




  1. Who gave the name Muhammad to Prophet Muhammad (saws)?

Kisne Nabi (saws) ko Muhammad naam diya?

    1. His grandfather Abdul Muttalib / Unke dada Abdul Muttalib 

    2. His uncle Abu Talib / Unke chacha Abu Talib

    3. His father Abdullah / Unke walid Abdullah

    4. His mother Aminah / Unki maa Aminah




  1. What did Muhammad's (saws) mother named him?

Nabi (saws) ke maa ne unko kya naam diya?

    1. Abu Qasim

    2. Abu Ibrahim

    3. Abu Abdullah

    4. Ahmed 




  1. Why did mother of Muhammad (saws) choose name Ahmed?

Rasool Allah (saws) ki maa ne unko Ahmed naam kyon diya?

    1. She dreamt an angel calling the newly born baby Ahmed. So she named him Ahmed / Unhone khuwab mein dekha ki ek farishta unko Ahmed keh kar bula raha hai 

    2. She just choose this name / Unhone bas yun hi yeh naam rakha

    3. Her neighbour told her this name / Unki padosi ne unko yeh naam bataya

    4. Her husband told her this name / Unke shauhar ne unko yeh naam bataya




  1. How old was Muhammad (saws) when his mother died?

Rasool Allah (saws) ki kitni umar the jab unki walida faut huin?

    1. 1 years / 1 saal

    2. 6 years / 6 saal 

    3. 10 years / 10 saal

    4. 12 years / 12 saal




  1. Where did Muhammad's (saws) mother take him?

Rasool Allah (saws) ki maa unko kahan le gayeen thee?

    1. Mina

    2. Jeddah

    3. Taif

    4. Yathrib 




  1. Who took care of Muhammad (saws) after his mother’s death?

Rasool Allah (saws) ki walida ke faut hone ke baad unhe kisne paala?

    1. His grandfather Abdul Muttalib / Unke data Abdul Muttalib 

    2. His uncle Abu Talib / Unke chacha Abu Talib

    3. His uncle Hamza / Unke chacha Hamza

    4. His mother Aminah / Unki maa Aminah




  1. How long did Abdul Muttalib take care of Muhammad (saws)?

Rasool Allah (saws) ko unke dada Abdul Muttalib ne kitne waqt tak paala?

    1. 1 years / 1 saal

    2. 2 years / 2 saal 

    3. 5 years / 5 saa

    4. 10 years / 10 saa




  1. How old was Muhammad (saws) when his grandfather Abdul Muttalib died?

Rasool Allah (saws) ki kitni umar ki tab unke dada Abdul Muttalib faut hue?

    1. 8 years / 8 saal 

    2. 10 years / 10 saal

    3. 12 years / 12 saal

    4. 14 years / 14 saal




  1. Who took care of Muhammad (saws) after the death of Abdul Muttalib?

Abdul Muttalib ki death ke baad Rasool Allah (saws) ki dekh bhal kisne kari?

    1. His uncle Hamza / Unke chacha Hamza

    2. His uncle Abu Talib / Unke chacha Abu Talib 

    3. His mother Aminah / Unki maa Aminah

    4. His father Abdullah / Unke walid Abdullah




  1. Who was Khadijah Bint Khuwailid (r.a)?

Khadijah Bint Khuwailid (r.a) kaun the?

    1. Relative of Muhammad (saws) / Muhammad (saws) ki rishtedar

    2. Cousin sister of Muhammad (saws) / Muhammad (saws) ki khala zaad behen

    3. First wife of Muhammad (saws) / Muhammad (saws) ki pehli biwi 

    4. Last wife of Muhammad (saws) / Muhammad (saws) ki akhiri biwi




  1. What was the age of Khadijah (r.a) when he married to Muhammad (saws)?

Kadijah (r.a) ki umar kitni thee jab unhone Rasool Allah (saws) se shaadi kari?

    1. 20 years / 20 saal

    2. 25 years / 25 saal

    3. 30 years / 30 saal

    4. 40 years / 40 saal 




  1. What was the age of Muhammad (saws) when he married to Khadijah (r.a)?

Rasool Allah (saws) umar kitni thee jab unhone Khadijah (r.a) se shaadi kari?

    1. 20 years / 20 saal

    2. 25 years / 25 saal 

    3. 30 years / 30 saal

    4. 40 years / 40 saal




  1. How old was Khadijah (r.a) when she died?

Khadijah (r.a) kitne saal ki thee jab unki death hui?

    1. 65 years / 65 saal 

    2. 70 years / 70 saal

    3. 75 years / 75 saal

    4. 80 years / 80 saal




  1. How was Muhammad (saws) known in the society?

Rasool Allah (saws) kis tarah society mein jaane jaate the?

    1. He was known to the society / Unko society mein koi nahin jaanta tha

    2. He was known as Al-Ameen (Truthful) and As-Sadiq (Trustworthy) / Wo Al-Ameen aur As-Sadiq ke naam se jaane jaate the 

    3. He was known in the society as King / Wo Baadsha ke taur par pehchane jaate the

    4. None of the above / Upar mein se koi nahin




  1. Did Muhammad (saws) get any sort of education?

Rasool Allah (saws) ne kya taleem li the?

    1. Yes he studied in biggest school of Makkah / Haan wo Makkah ke sabse bade school se pade the

    2. No, he was unletterd / Nahin, wo padna aur likhna nahin jaante the 

    3. Yes only in childhood / Haan sirf bachpan mein

    4. None of the above / Upar mein se koi nahin




  1. What was the purpose of Hilf al-Fudul agreement in which the Prophet (saws) participated before his Prophethood?

Hilf al-Fudul ka kya maqsad tha jismein Rasool Allah (saws) ne hissa liya tha nabowat se pehle?

    1. Its purpose was to suppress violence and injustice, and protect the rights of the weak / Uska maqsad Hinsa aur na-insaafi ko rokna that aur kamzoron ka haaq na dabaya jaye 

    2. It’s purpose was to give pension to old people / Uska maqsad bude logo ko pension dena tha

    3. It’s purpose was to send every child to school / Uska maqsad tha ki hare k bachche ko school bheja jai

    4. It’s purpose was to create an army / Uska maqsad tha ki ek fauj banayee jaye




  1. Which way did Muhammad (saws) follow before the Prophethood?

Rasool Allah (saws) ne kiske tareeke par the apni Nabuwat se pehle?

    1. He followed the way of Musa (a.s) / Wo Musa (a.s) ke tareeke par the

    2. He followed the way of Isa (a.s) / Wo Isa (a.s) ke tareeke par the

    3. He followed the way of Sulaiman (a.s) / Wo Sulaiman (a.s) ke tareeke par the

    4. He followed the way of Ibrahim (a.s) / Wo Ibrahim (a.s) ke tareeke par the 




  1. What was the age of Prophet Muhammad (saws) when he got first Revelation (Wahi)?

Rasool Allah (saws) ki kya umar thee jab unke paas pehli Wahi aayee?

    1. 25

    2. 30

    3. 35

    4. 40 




  1. What was the first word revealed to Prophet Muhammad (saws) as Wahi?

Rasool Allah (saws) ko sabse pehla alfaaz Wahi ke taur par kya nazil hua?

    1. Alhumdulillahi

    2. Alif Laam Meem

    3. Qul

    4. Iqra 




  1. Where did Prophet Muhammad (saws) get first Revelation (Wahi)?

Rasool Allah (saws) ko sabse pehle kis jagah par Wahi aayee?

    1. Gare Saur

    2. Gare Hira 

    3. Mina

    4. Taif




  1. Who is the first man accepted Islam?

Sabse pehle Aadmiyon mein Islam kisne Qabool kara?

    1. Umar bin Al-Khattab (r.a)

    2. Usman Ibn Afwan (r.a)

    3. Abu Bakr as-Siddique (r.a) 

    4. Hamza (r.a)




  1. Who is the first child accepted Islam?

Sabse pehle Bachchon mein Islam kisne Qabool kara?

    1. Aisha (r.a)

    2. Ali (r.a) 

    3. Asma (r.a)

    4. Abdullah (r.a)




  1. Who is the first woman accepted Islam?

Sabse pehle Aurton mein Islam kisne Qabool kara?

    1. Khadijah (r.a) 

    2. Sumayya (r.a)

    3. Haleema (r.a)

    4. Hind (r.a)




  1. Who is the first slave accepted Islam?

Sabse pehle Gulaamon mein Islam kisne Qabool kara?

    1. Bilal (r.a)

    2. Habashi (r.a)

    3. Zaid bin Haritha (r.a) 

    4. Yasir (r.a)




  1. What is Al-Isra-Wal-Miraj?

Al-Isra-Wal-Miraj kya hai?

    1. Journey of Prophet Muhammad (saws) in one night from Makkah to Masjid-Al-Aqsa and from Masjid-al-Aqsa to upto seven heavens / Muhammad (saws) ki ek raat ka safar Makkah se Masjid-al-Aqsa aur Masjid-al-Aqsa se saaton aasmaon ke upar 

    2. Walking in night while sleeping / Sote hue raat ko chalna

    3. Journey in the dream / Khuwab mein safar karna

    4. None of the above / Upar mein se koi nahin




  1. What is the name of the horse-like animal which Prophet Muhammad (saws) rode on blessed journey of Al-Isra-Wal-Miraj?

Al-Isra-Wal-Miraj ke safar par jo ghode jaisa dikhne wala jaanwar jis par Rasool Allah (saws) gaye the uska kya naam hai?

    1. Buraq 

    2. Hudhud

    3. It has no name / Uska koi naam nahin tha

    4. None of the above / upar mein se koi nahin




  1. Which book Allah revealed to Prophet Muhammad (saws)?

Rasool Allah (saws) par kaunse kitab nazil hui?

    1. Torah

    2. Zaboor

    3. Injeel

    4. Qur'an 




  1. How many times is the name of Muhammad (saws) mentioned in the Qu'ran?

Muhammad (saws) ka naam kitni baar Qur’an mein aaya hai?

    1. 1 time / 1 baar

    2. 2 times / 2 baar

    3. 3 times / 3 baar

    4. 4 times / 4 baar 




  1. Which uncle of the Prophet Muhammad (saws) accepted Islam in Makkah and became Shaheed during the battle of Uhud?

Rasool Allah (saws) ke kaunse chacha ne Makkah mein Islam qabool kara and Jung-e-Uhud mein Shaheed hue?

    1. Abu Sufiyan

    2. Hamzah 

    3. Abu Talib

    4. None of the above / Upar mein se koi nahin




  1. Which Surah of Qur'an named after the name of uncle of the Prophet Muhammad (saws) who died as worst kafir?

Qur’an ki kaunsee surat Rasool Allah (saws) ke chacha ke naam par hai jo sabse battar kafir tha?

    1. Abu Lahab 

    2. Abu Talib

    3. Walid ibn al-Mughirah

    4. Abu Jahl




  1. Did Muhammad (saws)'s beloved uncle Abu Talib accept Islam?

Rasool Allah (saws) ke chahite chacha Abu Talib ne Islam Qabool kara tha?

    1. Yes just before he died / Haan marte waqt

    2. Yes he accepted Islam in the beginning of the Prophethood given to Muhammad (saws) / Haan shurwat mein hi unhone Islam qabool kar liya tha jab Muhammad (saws) ko nabuwat mili

    3. Yes / Haan

    4. No / Nahin 




  1. Who was the first martyr in Islam?

Islam mein sabse pehle Shaheed kaun hua?

    1. Sumayya (r.a) 

    2. Yasir (r.a)

    3. Zaid bin Haritha (r.a)

    4. Hamza ibn Abdul-Muttalib (r.a)




  1. What 'Gift' Prophet (saws) got on the night of Miraj?

Rasool Allah (saws) ko kya tohfa mila Miraj ki raat ko?

    1. Kingship / Baadshahat

    2. Allah gave him son / Allah ne unko beta diya

    3. The Gift of Salah / Namaz ka Tohfa 

    4. All of the above / Saare options




  1. Where Prophet Muhammad (saws) migrated from Makkah?

Rasool Allah (saws) Makkah se kahan hijrat karke gaye?

    1. Madinah 

    2. Taif

    3. Yemen

    4. Jeddah




  1. Name the cave in which Prophet Muhammad (saws) and Abu Bakr (r.a) took refuge on their way to Madinah when they migrated from Makkah?

Rasool Allah (saws) aur Abu Bakr (r.a) ne kis gaar (cave) mein panah li thee jab wo Makkah se Madinah hijrat karke ja rahe the?

    1. Gaare Hira

    2. Gaare Thawr 

    3. Gaare Ashaab

    4. None of the above / Upar mein se koi nahin




  1. How many years Prophet Muhammad (saws) lived in Madinah?

Rasool Allah (saws) kitne saal Madinah mein rahe?

    1. 5 years / 5 saal

    2. 8 years / 8 saal

    3. 10 years / 10 saal 

    4. 12 years / 12 saal




  1. What is the name of first Battle of Islam?

Islam mein sabse pehli jung kaunsee hui?

    1. Battle of Badr / Jung-e-Badr 

    2. Battle of Uhud / Jung-e-Uhud

    3. Battle of Khaibar / Jung-e-Khaibar

    4. Battle of Khandaq / Jung-e-Khandaq




  1. What is the name of second Battle of Islam?

Islam mein dosri jung kaunsee hui?

    1. Battle of Badr / Jung-e-Badr

    2. Battle of Uhud / Jung-e-Uhud 

    3. Battle of Khaibar / Jung-e-Khaibar

    4. Battle of Khandaq / Jung-e-Khandaq




  1. In which city our Prophet Muhammad (saws) passed away?

Kaunse sheher mein Rasool Allah (saws) ki death hui?

    1. Madinah Munawwarah 

    2. Makkah

    3. Taif

    4. Yemen




  1. When did the Prophet (saws) die?

Nabi (saws) ki death sab hui?

    1. 5 Hijri

    2. 10 Hijri 

    3. 12 Hijri

    4. 15 Hijri




  1. What was the age of Prophet Muhammad (saws) when he (saws) died?

Nabi (saws) ki kitni umar hui?

    1. 55 years / 55 saal

    2. 63 years / 63 saal 

    3. 70 years / 70 saal

    4. 75 years / 75 saal




  1. Name any 3 wives of the Prophet Muhammad (saws)?

Rasool Allah (saws) ki kisi teen biwiyon ke naam batao?

    1. Aasia, Khajidah, Aisha

    2. Khadijah, Safiyya, Zainab 

    3. Mariam, Safiyya, Zainab

    4. Aasia, Mariam, Khadijah




  1. Who was the youngest wife of the Prophet Muhammad (saws)?

Rasool Allah (saws) ki kaunsi biwi sabse kam umar thee?

    1. Aisha (r.a) 

    2. Khadijah (r.a)

    3. Zainab (r.a)

    4. Safiyya (r.a)




  1. What we called the wives of Prophet Muhammad (saws)?

Rasool Allah (saws) ki biwiyon ko hum kya kehte hain?

    1. Sister of the beleivers / Imaan rakhne walon ki sisters

    2. Umm-ul-Mumineen (Mothers of the belivers / Imaan rakhne walon ki maa) 

    3. a & c

    4. None of the above / Upar mein se koi nahin




  1. Name 4 daughters of Prophet Muhammad (saws)?

Rasool Allah (saws) ki 4 betiyon ke naam batao?

    1. Zainab (r.a), Ruqayya (r.a), Umme Kulthum (r.a) and Fatima (r.a) 

    2. Asma (r.a), Ruqayya (r.a), Umme Kulthum (r.a) and Fatima (r.a)

    3. Habibah (r.a), Zainab (r.a), Ruqayya (r.a) & Umme Kulthum (r.a)

    4. Asma (r.a), Habibah (r.a), Zainab (r.a) & Ruqayya (r.a)




  1. Who was the youngest daughter of the Prophet (saws)?

Rasool Allah (saws) ki sabse choti beti ka naam batao?

    1. Zainab (r.a)

    2. Ruqayya (r.a)

    3. Fatima (r.a) 

    4. Umme Kulthum (r.a)




  1. Name the 3 sons of Prophet Muhammad (saws)?

Rasool Allah (saws) ki 3 beton ke naam batao?

    1. Qasim, Abdullah, Zaid

    2. Zaid, Ibrahim, Qasim

    3. Abdullah, Qasim & Ibrahim 

    4. Zaid, Abdullah, Ibrahim




  1. How many sons of Prophet Muhammad (saws) survived and became adult?

Rasool Allah (saws) ke kitne bete bache jo jaawani ki umar tak pahauche?

    1. 0 

    2. 1

    3. 2

    4. 3




  1. Give the names of Prophet Muhammad (saws)'s two blessed grandsons?

Rasool Allah (saws) ke do chahite nawason ke naam batao?

    1. Abdullah (r.a) & Ibrahim (r.a)

    2. Hasan (r.a) & Hussain (r.a) 

    3. Hasan (r.a) & Abdullah (r.a)

    4. Hussain (r.a) & Ibrahim (r.a)




  1. Who was known as Saifullah - The Sword of Allah?

Saifullah yani Allah ki Talwar kisko kaha jaata hai?

    1. Zaid bin Haritha (r.a)

    2. Abdullah ibn Masood (r.a)

    3. Abdullah ibn Umar (r.a)

    4. Khalid bin Walid (r.a) 




  1. What are the names of the Khulafa-e-Rashideen (r.a)?

Khulafa-e-Rashideen (r.a) ke naam batao?

    1. Abu Hurairah (r.a), Abu Bakr (r.a), Abu Sufiyan (r.a) & Ali (r.a)

    2. Abu Hurairah (r.a), Abu Sufiyan (r.a), Usman & Ali (r.a)

    3. Abu Bakr (r.a), Umar (r.a), Usmaan (r.a) & Ali (r.a) 

    4. Abu Bakr (r.a), Umar (r.a), Abu Sufiyan (r.a) & Ali (r.a)




  1. Being a Muslim, Is it farz to love Prophet Muhammad (saws)?

Musalman hone ke naate, kya hum par farz hai ki hum Muhammad (saws) se Mohabbat karein?

    1. Yes 

    2. No

    3. Yes after parents / Haan magar waldain ke baad

    4. Yes after family / Haan magar apni family ke baad




  1. Whom should we love most after Allah?

Humko sabse zada Allah ke baad kisse mohabbat karni chahiye?

    1. Parents / Waldain

    2. Spouse / Shareeq-e-Hayat

    3. Adam (a.s)

    4. Muhammadur Rasool Allah (saws) 




  1. What should one say when the Prophet (saws)'s name is mentioned?

Jab Muhammad (saws) ka naam liya jaye ya suna jaye tou humko kya kehna chahiye?

    1. Alaihis Salam

    2. Radi Allahu Anhu

    3. Sallallahu Alaihi Wa Sallam 

    4. Rahimahullah




  1. Is there any Prophet to come after our Prophet Muhammad (saws)?

Muhammad (saws) ke baad kya koi aur nabi aane wala hai?

    1. Yes only one / Haan sirf ek

    2. Yes

    3. No 

    4. None of the above / Upar mein se koi nahin



www.islamhelpline.net

Yüklə 0,51 Mb.

Dostları ilə paylaş:
1   2   3   4   5   6




Verilənlər bazası müəlliflik hüququ ilə müdafiə olunur ©muhaz.org 2024
rəhbərliyinə müraciət

gir | qeydiyyatdan keç
    Ana səhifə


yükləyin