Nq coordinator rk: ~~~Ayatae Ummah~~~ nq coordinator rk
tarix 01.08.2018 ölçüsü 143,75 Kb. #64888
NQ_Coordinator_RK: ~~~Ayatae Ummah~~~
NQ_Coordinator_RK: وَمِن قَبۡلِهِۦ كِتَـٰبُ مُوسَىٰٓ إِمَامً۬ا وَرَحۡمَةً۬ۚ وَهَـٰذَا كِتَـٰبٌ۬ مُّصَدِّقٌ۬ لِّسَانًا عَرَبِيًّ۬ا لِّيُنذِرَ ٱلَّذِينَ ظَلَمُواْ وَبُشۡرَىٰ لِلۡمُحۡسِنِينَ ( ١٢
NQ_Coordinator_RK: Surah Al Ahqaaf aya 12
NQ_Coordinator_RK: kitabian zindagi ki guide , yae jeenae marnae ki guide hain
NQ_Coordinator_RK: وَوَصَّيۡنَا ٱلۡإِنسَـٰنَ بِوَٲلِدَيۡهِ إِحۡسَـٰنًاۖ حَمَلَتۡهُ أُمُّهُ ۥ كُرۡهً۬ا وَوَضَعَتۡهُ كُرۡهً۬اۖ وَحَمۡلُهُ ۥ وَفِصَـٰلُهُ ۥ ثَلَـٰثُونَ شَہۡرًاۚ حَتَّىٰٓ إِذَا بَلَغَ أَشُدَّهُ ۥ وَبَلَغَ أَرۡبَعِينَ سَنَةً۬ قَالَ رَبِّ أَوۡزِعۡنِىٓ أَنۡ أَشۡكُرَ نِعۡمَتَكَ ٱلَّتِىٓ أَنۡعَمۡتَ عَلَىَّ وَعَلَىٰ وَٲلِدَىَّ وَأَنۡ أَعۡمَلَ صَـٰلِحً۬ا تَرۡضَٮٰهُ وَأَصۡلِحۡ لِى فِى ذُرِّيَّتِىٓۖ إِنِّى تُبۡتُ إِلَيۡكَ وَإِنِّى مِنَ ٱلۡمُسۡلِمِينَ ( ١٥ )
NQ_Coordinator_RK: Surah Al Ahqaaf Aya 15
NQ_Coordinator_RK: dilsozi wali ayah
NQ_Coordinator_RK: kis tarah hum man baap ka haq dae sakta hai
NQ_Coordinator_RK: jawani main pohanchnae per 2 rawayae
NQ_Coordinator_RK: أُوْلَـٰٓٮِٕكَ ٱلَّذِينَ حَقَّ عَلَيۡهِمُ ٱلۡقَوۡلُ فِىٓ أُمَمٍ۬ قَدۡ خَلَتۡ مِن قَبۡلِهِم مِّنَ ٱلۡجِنِّ وَٱلۡإِنسِۖ إِنَّہُمۡ ڪَانُواْ خَـٰسِرِينَ ( ١٨
NQ_Coordinator_RK: Surah Al Ahqaaf aya 18
NQ_Coordinator_RK: jub log Nabi ki qadar nahin kertae to un kae naseeb main sirf khasara hi rah jata hai
NQ_Coordinator_RK: ~~~***~~~ Para 26th Suarh Muhammad سُوۡرَةُ محَمَّد ~~~***~~~
NQ_Coordinator_RK: الاٴحقاف ==teela
NQ_Coordinator_RK: 3 cheezain log ko Allah sae door kerti hain
NQ_Coordinator_RK: 1. Allah sae ghalat associate kerna
NQ_Coordinator_RK: 2. rasool kae muqaam ko sahih na samajhna
NQ_Coordinator_RK: jo bhi ker lain us ko rasool verify karain gae
asmajaber: labbik
NQ_Coordinator_RK: 3. Akhrat kae barae main sahih nazria na hona
NQ_Coordinator_RK: Above ayas 1-3
NQ_Coordinator_RK: Aya 3-6
NQ_Coordinator_RK: gari ki chabi gum jayae aur qabr walae sae poochain jaa ker
NQ_Coordinator_RK: to baitae kaisae dain gae
NQ_Coordinator_RK: kisi qabr per rush ko tasawur main layain
NQ_Coordinator_RK: Aya13
NQ_Coordinator_RK: itni bari khuskhabri
NQ_Coordinator_RK: isteqamat= firmness
NQ_Coordinator_RK: khud ko itna mazboot ker laina kae doosrae us per trust karain
NQ_Coordinator_RK: apnae aap ko is nazar sae daikhaion kae Allah ki nazar main hamara kia muqaam hai?
NQ_Coordinator_RK: deen kae muamlae main hum chance ka ticket laitae hain
NQ_Coordinator_RK: jubkae duniyadari kae muamlaat main hum confirmed ticket chahtae hain
NQ_Coordinator_RK: ajj dushmanon nain islam ko itna nuqsaan nahin dia jitna hum musalmanon nain khud dia
NQ_Coordinator_RK: us ko defend na ker kae
Nazimah02_NA: Al-Ahkaf aya 13-14
NQ_Coordinator_RK: jo musalman isteqamat kae darjae per hotae hain wo doosrae girnae walon ko bhi thaam laitae hain
NQ_Coordinator_RK: islam per koi bhi azmaiesh ayae to hum sath kharae hon us ko defend kernae kae liye
NQ_Coordinator_RK: farishtae unkae hum nasheen bun jatae hain
NQ_Coordinator_RK: agar wo beemaar hon farishtae un ki temaddarii kertae hain aur agar wo kisi kaam main masroof hotae hain wo un ki madad kertae hain
NQ_Coordinator_RK: 1 madad kernae wale .2. hikmat walae / 3. mayoos nahin hotae 4. isteqamat ho
NQ_Coordinator_RK: Qualities
NQ_Coordinator_RK: Aya 15
NQ_Coordinator_RK: koi nahin kah sakta kae bacha pait main ho aur maa ko takleef na ho/ yae Allah nain kah dia
NQ_Coordinator_RK: 40 saal shidaton ki hoti hai
NQ_Coordinator_RK: nabiyon ko nabuwat 40 main mili
NQ_Coordinator_RK: yahan naik aulaad ki bhi baat 40 saal main ki
NQ_Coordinator_RK: Dua== رَبِّ أَوۡزِعۡنِىٓ أَنۡ أَشۡكُرَ نِعۡمَتَكَ ٱلَّتِىٓ أَنۡعَمۡتَ عَلَىَّ وَعَلَىٰ وَٲلِدَىَّ وَأَنۡ أَعۡمَلَ صَـٰلِحً۬ا تَرۡضَٮٰهُ وَأَصۡلِحۡ لِى فِى ذُرِّيَّتِىٓۖ إِنِّى تُبۡتُ إِلَيۡكَ وَإِنِّى مِنَ ٱلۡمُسۡلِمِينَ ( ١٥
NQ_Coordinator_RK: 40 saal honae per yae dua mangna shuroo karain
NQ_Coordinator_RK: maa baap ake sath acha salook kerna
NQ_Coordinator_RK: mut soochain jaisi attachment aap ko apnae baitae sae hai waisae hi us ko aap sae ho gi
NQ_Coordinator_RK: us ko us kae baitae sae ho gi
NQ_Coordinator_RK: maan baap ko bardasht nahin kerna muhabat kerni hai
NQ_Coordinator_RK: Aya 16
NQ_Coordinator_RK: maan baap sae muamlae main koi oonch neechi ho gayi Alalh maaf ker dain gae
NQ_Coordinator_RK: un ko hum sae tawajoh chahea hoti hai/ wo koi faltoo tukrae nahin
NQ_Coordinator_RK: aaj maan baap nain hi alag ker dia bachon ko
NQ_Coordinator_RK: jub wo katae huae hon gae to wo bhi khush nahin hon gae
NQ_Coordinator_RK: un ko khidmat ka moqa dain
NQ_Coordinator_RK: Aya 17
NQ_Coordinator_RK: أُفٍّ۬ un kae dil bujh jatae hain is chootae sae lafz sae
NQ_Coordinator_RK: agar waldain zinda hain to unki qadr karain aur agar wafaat paa gayae to dua karain un kae liye
NQ_Coordinator_RK: unkae duyain app ko kitni museebton sae bachati hain?
NQ_Coordinator_RK: Aya 18-20
NQ_Coordinator_RK: Highlight aya 20
NQ_Coordinator_RK: وَيَوۡمَ يُعۡرَضُ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ عَلَى ٱلنَّارِ أَذۡهَبۡتُمۡ طَيِّبَـٰتِكُمۡ فِى حَيَاتِكُمُ ٱلدُّنۡيَا وَٱسۡتَمۡتَعۡتُم بِہَا فَٱلۡيَوۡمَ تُجۡزَوۡنَ عَذَابَ ٱلۡهُونِ بِمَا كُنتُمۡ تَسۡتَكۡبِرُونَ فِى ٱلۡأَرۡضِ بِغَيۡرِ ٱلۡحَقِّ وَبِمَا كُنتُمۡ تَفۡسُقُونَ ( ٢٠ )
NQ_Coordinator_RK: muhasbae ka ahsaas insaan ko serious bana daiata hai
NQ_Coordinator_RK: aya 21
NQ_Coordinator_RK: Aya 21-25
Nazimah16_HT: Surah Al-Ahqaf
NQ_Coordinator_RK: kal tuk itni bari qoon aur aj kuch bhi nahin
NQ_Coordinator_RK: kabhi soocha aisa kun hua?
NQ_Coordinator_RK: aya 26
NQ_Coordinator_RK: jub dil ankh kaan sae kaam nahin laita to Alalh ki pakr ati hai
NQ_Coordinator_RK: aaj musalman is liye bacha ehain kae aaj Nabi nahin hum main
NQ_Coordinator_RK: Allah ki sunat kae khilaaf hai kae Allah mohlat nahin daitae
NQ_Coordinator_RK: hum shukr karain
NQ_Coordinator_RK: Aya 27-28
NQ_Coordinator_RK: aya 29 sae aik waqia
NQ_Coordinator_RK: nabi saw ki tamaam koshishain na kaam huin dawah ki aur Taief janae ka soocha
NQ_Coordinator_RK: wahan kae log parahe likhae aur aasooda hal thae
NQ_Coordinator_RK: app ka chul chul kae payon zakhmi ho gaye
NQ_Coordinator_RK: istaqbal bhi acha na hua
NQ_Coordinator_RK: agar protocol mil jayae to safr ki thakan door ho jati hai
NQ_Coordinator_RK: magar aisa na hua
NQ_Coordinator_RK: dua ki aap saw nain
NQ_Coordinator_RK: Allah nain aap ki madad ki
Nazimah16_HT: اللهم إليك أشكو ضعف قوتي وقلة حيلتي وهواني على الناس
NQ_Coordinator_RK: wapsi per aap baithae thae kae Allah nain jinon ko bhaija aur jo baat log na sun sakae Allah nain jinnon ko sunwa dia
Nazimah16_HT: ياأرحم الراحمين
Nazimah16_HT: أنت رب المستضعفين
NQ_Coordinator_RK: Aya 29
NQ_Coordinator_RK: Quran jinnon ki taraf bhi aya
NQ_Coordinator_RK: Quran suntae huae khamoosh ho jayo
NQ_Coordinator_RK: us ko us ka dua haq do
NQ_Coordinator_RK: main mahool main kis cheez ka izafa ker rahi hon?
NQ_Coordinator_RK: agar anae walon ko is ki ahmiaat ka ahsaas na hoto us ka asr nahin ho ga
NQ_Coordinator_RK: muhasbah karain apna
NQ_Coordinator_RK: hamara rawaya kia hota hai masjidon main?
NQ_Coordinator_RK: فَلَمَّا قُضِىَ وَلَّوۡاْ إِلَىٰ قَوۡمِهِم مُّنذِرِينَ ( ٢٩
NQ_Coordinator_RK: Highlight aya
NQ_Coordinator_RK: pahale hi din Quran suna aur dawa kae liye nikal gayae
NQ_Coordinator_RK: hum kurhtae bohat hain apna ebachon ki baedeeni per magar koi amli izhaar nahin kertae
NQ_Coordinator_RK: hamain tarapna hai aur amli koshishain kerni hai
Nazimah16_HT: رَبِّ أَوْزِعْنِىٓ أَنْ أَشْكُرَ نِعْمَتَكَ ٱلَّتِىٓ أَنْعَمْتَ عَلَىَّ وَعَلَىٰ وَٰلِدَىَّ وَأَنْ أَعْمَلَ صَـٰلِحًا تَرْضَىٰهُ
NQ_Coordinator_RK: baz dafa log pahli hi dafa jum jatae hain aur doosron ko bhi sath lae laiate hain
NQ_Coordinator_RK: Aya 30-31
Nazimah16_HT: يَـٰقَوْمَنَآ أَجِيبُوا۟ دَاعِىَ ٱللَّهِ وَءَامِنُوا۟ بِهِۦ
NQ_Coordinator_RK: kia yae jumla main nain apna ekhandaan kae liye bola?
NQ_Coordinator_RK: Surah Al Ahqaaf Para 26th
NQ_Coordinator_RK: Aya 31
NQ_Coordinator_RK: Aya 32-35
NQ_Coordinator_RK: Surah Al Ahqaaf Para 26th
NQ_Coordinator_RK: baat pohncha di
Nazimah16_HT: بَلَـٰغٌ
NQ_Coordinator_RK: hamara kaam
NQ_Coordinator_RK: فَهَلۡ يُهۡلَكُ إِلَّا ٱلۡقَوۡمُ ٱلۡفَـٰسِقُونَ
NQ_Coordinator_RK: kahate rahain dard kae sath, kia hamarae payarae halak ker diyea jayain gae?
NQ_Coordinator_RK: kia hamarae payarae fisq main par jayain gae?
NQ_Coordinator_RK: Aameen
Nazimah16_HT: ~*~ Tilawat from Ayah 31 to 35 Now ~*~
Nazimah16_HT: ~*~ Tilawat from Ayah 21 to 35 ~*~
NQ_Coordinator_RK: Al Ahqaaf
NQ_Coordinator_RK: Aya 33 now
NQ_Coordinator_RK: Quran ko hum sahih haq nahin daiate, hum jub suntae nahin to amal main bhi nahin aa pata. Jub amal main naihin ata to sirf lip service rah jati hai
NQ_Coordinator_RK: ~~~***~~~ Para 26th Surah Muhammad سُوۡرَةُ محَمَّد ~~~***~~~
NQ_Coordinator_RK: aya 1-3
NQ_Coordinator_RK: kuch kaam ker kae aur kuch kaam na ker kae apna eajar zaya n karo
NQ_Coordinator_RK: madeena hijrat ka matlab apna imaan bachana tha
Nazimah16_HT: iss Surah ka naam Nabi ﷺ ke naam pr hai
Nazimah24_SP: ~*~* Daur E Quran ~ Juzz 26 ~ Surah Muhammad SAW ~ Aayah 1 Onwards ~*~*~
shumshad: n clear
Nazimah24_SP: ~***~ Kindly Focus & Take Notes ~***~
NQ_Coordinator_RK: kshaori deendar = qurbaniyan daitae han
NQ_Coordinator_RK: ghair shaoori deendar==jo qurbaniyan nahin daian chahatae
NQ_Coordinator_RK: Allah hamarae amalal zaya hona esae bachae
NQ_Coordinator_RK: Amal saleh= jo Alalh ki raza kae aur sunnat kae mutabiq hon
NQ_Coordinator_RK: Aya 4-6
NQ_Coordinator_RK: janat aik maaloom cheez momin kae loye
NQ_Coordinator_RK: kufar ko marna eka hukm 13 saal bad mila
NQ_Coordinator_RK: pahlae din nahin mila
NQ_Coordinator_RK: torture na do aik dum mar do
NQ_Coordinator_RK: kuch log Allah ki baat man laitae hain kal wo janaton main jayain gae
NQ_Coordinator_RK: janat main he rkisi kae qadam apane ghar ki taraf chalain gae
NQ_Coordinator_RK: khabtae amaal Surah Muhamad ka asal paigham
NQ_Coordinator_RK: doosra naam Qitaal
NQ_Coordinator_RK: acha leader kaisae logon ko Allah sae jorta hai
Nazimah16_HT: panch suratein Quran e paak may Anbia ke naam pr
Nazimah16_HT: unn may se yeh eik
NQ_Coordinator_RK: Aya 1-4
NQ_Coordinator_RK: jang faisla kun ho
NQ_Coordinator_RK: aik cammander ko hidayat
NQ_Coordinator_RK: jang 2 took ho
NQ_Coordinator_RK: dushman ko kuch ker choor nahin daian chahea
NQ_Coordinator_RK: Islam ki jang kufr sae hoti hai
NQ_Coordinator_RK: Aya 7 Highlight
NQ_Coordinator_RK: ) يَـٰٓأَيُّہَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُوٓاْ إِن تَنصُرُواْ ٱللَّهَ يَنصُرۡكُمۡ وَيُثَبِّتۡ أَقۡدَامَكُمۡ ( ٧
NQ_Coordinator_RK: janat main Alalh navigator dain gae her koi apna ghar pahchan lai ga
NQ_Coordinator_RK: تَنصُرُواْ ٱللَّهَ يَنصُرۡكُمۡ وَيُثَبِّتۡ أَقۡدَامَكُمۡ ==Alalh kae deen ki madad/ Auar is rastae main isteqamat
NQ_Coordinator_RK: Aya 8-12
NQ_Coordinator_RK: yahan wo amal karo kae kal janatain milain
NQ_Coordinator_RK: naikiyan kertae kertae aik waqt ata hai yahi us ka safr bun jata hai
NQ_Coordinator_RK: rah rahae hain janwaron ki tarah aur hisaab insanon ki tarah dain gae
NQ_Coordinator_RK: Aya 13-14
NQ_Coordinator_RK: hidayat per anae wala aur na anae wala barabar ho saktae hain?
humaira62: Ameen
Nazimah16_HT: أَفَمَن كَانَ عَلَىٰ بَيِّنَةٍ مِّن رَّبِّهِۦ كَمَن زُيِّنَ لَهُۥ سُوٓءُ عَمَلِهِۦ وَٱتَّبَعُوٓا۟ أَهْوَآءَهُم ﴿١٤﴾
NQ_Coordinator_RK: Highlight== وَٱتَّبَعُوٓاْ أَهۡوَآءَهُم sub sae ziada nuqsaan daiane wali cheez
Nazimah16_HT: High Light Ayah 14
NQ_Coordinator_RK: Aya 15
NQ_Coordinator_RK: kasrat sae ho gi her cheez janat main
NQ_Coordinator_RK: koi cheez kharaab nahin ho gi
NQ_Coordinator_RK: harae liye paigham= is rastae main chaltae jaoo
NQ_Coordinator_RK: Aya 16
NQ_Coordinator_RK: khud suntae nahin aur sath walon sae poochtae hainkia kaha?
NQ_Coordinator_RK: Aya 17-19
NQ_Coordinator_RK: nabi saw ko bataya gaya kae apane sath doosron kae gunahon ki bhi maafi mangain
Nazimah16_HT: وَٱسْتَغْفِرْ لِذَنۢبِكَ
NQ_Coordinator_RK: Highlight ay 19 فَٱعۡلَمۡ أَنَّهُ ۥ لَآ إِلَـٰهَ إِلَّا ٱللَّهُ وَٱسۡتَغۡفِرۡ لِذَنۢبِكَ وَلِلۡمُؤۡمِنِينَ وَٱلۡمُؤۡمِنَـٰتِۗ وَٱللَّهُ يَعۡلَمُ مُتَقَلَّبَكُمۡ وَمَثۡوَٮٰكُمۡ ( ١٩ )
NQ_Coordinator_RK: Aya 20
NQ_Coordinator_RK: jub logon ko Alalh ki rah main nikalnae ko kaha jata to aisae yha jaisae mout ka hukm di gaya
NQ_Coordinator_RK: Aya 21-24
nighat3: nv
NQ_Coordinator_RK: Highligh aya 24
Nazimah16_HT: أَفَلَا يَتَدَبَّرُونَ ٱلْقُرْءَانَ أَمْ عَلَىٰ قُلُوبٍ أَقْفَالُهَآ ﴿٢٤﴾
NQ_Coordinator_RK: hamain Quran per tadabur ka hukm
NQ_Coordinator_RK: jub tadabur ayae ga to apnae gham bhool jata hai aur amal ata hai
NQ_Coordinator_RK: ghamon sae baegham kernae wali kitaab
NQ_Coordinator_RK: Aya 25-27
NQ_Coordinator_RK: poori baat nahin manain gae
NQ_Coordinator_RK: Kafir ka tareeqa Allah ko naraaz kernae walae
NQ_Coordinator_RK: sari zindagi Alalh ka qanoon toora aurmout Qaidi ko jail main lae janae wali hui
NQ_Coordinator_RK: Aya 29-31
NQ_Coordinator_RK: Alalh kah rahae hain azmaiesh to zaroor ho gi
bandi_1: nv
NQ_Coordinator_RK: Highlight aya 31
NQ_Coordinator_RK: وَلَنَبۡلُوَنَّكُمۡ حَتَّىٰ نَعۡلَمَ ٱلۡمُجَـٰهِدِينَ مِنكُمۡ وَٱلصَّـٰبِرِينَ وَنَبۡلُوَاْ أَخۡبَارَكُمۡ ( ٣١ )
NQ_Coordinator_RK: Alalh nain hamain ramadam main assemble kia
NQ_Coordinator_RK: Allah*
NQ_Coordinator_RK: jub musalman jum jataer hain pir un pe rrahmatain ati hain
NQ_Coordinator_RK: Aya 32-33
NQ_Coordinator_RK: kernae kae kaam= يَـٰٓأَيُّہَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُوٓاْ أَطِيعُواْ ٱللَّهَ وَأَطِيعُواْ ٱلرَّسُولَ
NQ_Coordinator_RK: وَلَا تُبۡطِلُوٓاْ أَعۡمَـٰلَكُمۡ amaal kae zaya honae ki baat
NQ_Coordinator_RK: Aya 34-35
NQ_Coordinator_RK: musalmanon ka morale uplift ker rahae hain Allah swt
NQ_Coordinator_RK: فَلَا تَهِنُواْ وَتَدۡعُوٓاْ إِلَى ٱلسَّلۡمِ وَأَنتُمُ ٱلۡأَعۡلَوۡنَ وَٱللَّهُ مَعَكُمۡ وَلَن يَتِرَكُمۡ أَعۡمَـٰلَكُمۡ ( ٣٥ )
NQ_Coordinator_RK: Allah kae deen kae rastae main apna honor samjhain
NQ_Coordinator_RK: kaam ka outcome kia hai wo mani nahin rakhat
humaira62: Ameen
NQ_Coordinator_RK: Aya 36
NQ_Coordinator_RK: وَإِن تُؤۡمِنُواْ وَتَتَّقُواْ يُؤۡتِكُمۡ أُجُورَكُمۡ وَلَا يَسۡـَٔلۡكُمۡ أَمۡوَٲلَكُمۡ ( ٣٦ )
NQ_Coordinator_RK: Allah hamar maal nahin chahtae
NQ_Coordinator_RK: Aya 37-38
NQ_Coordinator_RK: maal kae kharch kernae sae kisi ka rawaya nazar ata hai islam ki taraf
NQ_Coordinator_RK: jitna hum is rastae main srious hon gae utna hi maal lagayain gae
NQ_Coordinator_RK: jis ko islam payara ho ga wo din raat dae ga islam kae rastae main
NQ_Coordinator_RK: agar kharch kernae main taradud ho to man lo dil main bukhul hai
NQ_Coordinator_RK: Highlight Aya 38
NQ_Coordinator_RK: ) هَـٰٓأَنتُمۡ هَـٰٓؤُلَآءِ تُدۡعَوۡنَ لِتُنفِقُواْ فِى سَبِيلِ ٱللَّهِ فَمِنڪُم مَّن يَبۡخَلُۖ وَمَن يَبۡخَلۡ فَإِنَّمَا يَبۡخَلُ عَن نَّفۡسِهِۦۚ وَٱللَّهُ ٱلۡغَنِىُّ وَأَنتُمُ ٱلۡفُقَرَآءُۚ وَإِن تَتَوَلَّوۡاْ يَسۡتَبۡدِلۡ قَوۡمًا غَيۡرَكُمۡ ثُمَّ لَا يَكُونُوٓاْ أَمۡثَـٰلَكُم ( ٣٨ )
NQ_Coordinator_RK: Aaj agar hum Alalh ka kaam nahin karain gae to Allah hamain tabdeel ker dain gae
NQ_Coordinator_RK: poori surah main aik hi baat==Nabi saw ka mission
NQ_Coordinator_RK: na un ki shakal ki baat , na hi unkae khandaan ki baat
NQ_Coordinator_RK: ~~~Tilawat Surah Muhammad from Aya 33 onwards ~~~~
NQ_Coordinator_RK: ~~~***~~~ Para 26th Suarh Al Fath سُوۡرَةُ الفَتْح ~~~***~~~
NQ_Coordinator_RK: Topic==sakeenat
NQ_Coordinator_RK: mushkil halaat main kaisae reat kerna hai Alalh ki madad kae liye
NQ_Coordinator_RK: ~~~***~~~ Para 26th Suarh Al Fath سُوۡرَةُ الفَتْح ~~~***~~~
NQ_Coordinator_RK: aik waqia ka zikr' hijrat liye 6 saal ho gayae
NQ_Coordinator_RK: aap saw ko khwaab main kabah dikhaya gaya
NQ_Coordinator_RK: aap nain umrae ka irada kia
NQ_Coordinator_RK: Makkah kae bahir thae kae Makkah walon nai un ko rook dia
NQ_Coordinator_RK: Umar ra ko bhaija clearify karain kae jang kae liye nahin balkae umarah kae liye ayae
NQ_Coordinator_RK: us moqae per sulah hui
NQ_Coordinator_RK: jo sarasur musalmanon ka ekhilaf thin
NQ_Coordinator_RK: aap nain aur sahabah nain ahraam khol diyea aur tootae dilon sae wapis aa gaye umrah kia baghair
NQ_Coordinator_RK: wapsi per Surah Fath nazil
NQ_Coordinator_RK: Nabi saw ki zindagi ka maqsad= haq ki gawahi dain logon ko
NQ_Coordinator_RK: aap saw nain sari zindagi logon ko Allah sae joora
NQ_Coordinator_RK: hamain Alah aur nabi kae mission ka hisa bannaa parae ga
NQ_Coordinator_RK: Usman ra ko bhaija * ( correction)
NQ_Coordinator_RK: baitae Rizwaan
NQ_Coordinator_RK: mar jayain ga emagar Islam ko nahin choorain gae
NQ_Coordinator_RK: zindagi main kabhi Badr kabhi Uhad
NQ_Coordinator_RK: ummatae muslimah ka masla=khud nahin kuch kerna
NQSJ_SP033_Salsabeel: Aayah 13
NQ_Coordinator_RK: Aya 14
NQ_Coordinator_RK: Alalh hamain hamari ghaltiyon per na pakarna
NQ_Coordinator_RK: Aya 15-16
NQ_Coordinator_RK: mushkilon main perchae rahanae walae aasaniyon main ajat ki umeed rakhatae hain
NQ_Coordinator_RK: aya 17-
NQ_Coordinator_RK: jo qoom jihaad ka inkaar kerti hai wo Allah kae azabon ka shikaar hoti hai
NQ_Coordinator_RK: Aya 16 above point
NQ_Coordinator_RK: Allah mujhae force nahin karain gae
NQ_Coordinator_RK: dil ki khushi sae ana hain mujahe is ratsea main
NQ_Coordinator_RK: Aya 17
NQ_Coordinator_RK: ghoor karain==ajj ummatae muslimah ko saza deen sae moh phairnaeki hai
NQ_Coordinator_RK: jao choor do deen ko , tumhari zaroorat nahi deen ko
NQ_Coordinator_RK: wo waqt yaad dilaya jub log darakht kae neecha ebaith ker bait ker rahae hain
NQ_Coordinator_RK: koi hallat nahin jang bhi na hui
NQ_Coordinator_RK: kia mout ki commitment aa gayi to kia main nahin jayon gi?
NQ_Coordinator_RK: Aya 18-21
NQ_Coordinator_RK: khyber ki taraf ishara
NQ_Coordinator_RK: sakeenat bhi mailae gi aur bohat kuch milae ga
NQ_Coordinator_RK: tum nain deen kae kamon sae mon na phaira
NQ_Coordinator_RK: deen ka kaam aqal ka nahin dil ka kaam hai
NQ_Coordinator_RK: sahabah ka ajar rahti duniya tuk baqi hai
NQ_Coordinator_RK: Allah hamara dil daikh rahae hain kae kitna pressure daikh rahae hain
NQ_Coordinator_RK: Allah hamara stress level check ker rahe hain
NQ_Coordinator_RK: Surah Fth hamian sakeenat sikha rahi hai
NQ_Coordinator_RK: mushkil halaat main jame raho
NQ_Coordinator_RK: Aya 22
NQ_Coordinator_RK: agar musalman baghair hatyaron kae bhi jatae to bhi fath makkah ho jati
NQ_Coordinator_RK: Aya 23
NQ_Coordinator_RK: apnae per lain hamara kia reaction ho ga agar hamain umrah ya hajj kerna eki ijazat na milae
NQ_Coordinator_RK: nabi saw sahabah ko daikhker bohat dukhi huae kae sahabah nain baat nahin mani
NQ_Coordinator_RK: Ummae Salmah nain mashwara dia " aap saw ghamzada na hon kae sahabah ghamzada hain aap bahi jaa ker ahram kholain wo aap ko follow karain gae"
NQ_Coordinator_RK: aur aisa hi hua
NQ_Coordinator_RK: aik sahih mashwarae nain bari khana jangi sae bach gayae
NQ_Coordinator_RK: Aya 24
NQ_Coordinator_RK: Allah momin ki jaan aisae bacha laitae hain
NQ_Coordinator_RK: Aya 26
NQ_Coordinator_RK: muamale ka agaaz aik khawab sae hua
NQ_Coordinator_RK: Aya 26-27
NQ_Coordinator_RK: jub wapis aa rahae tha eshabah nain kaha Nabi aap nain kaha kae hum umrah karain gae to aap saw nain kaha main nain kub kaha kae isi saal karain gae?
NQ_Coordinator_RK: sabr sikhaya
NQ_Coordinator_RK: sacha momin samnae to ayae dushman bhaag jata hai
NQ_Coordinator_RK: us waqt qabza kertae to sari zindagi yae likha jata ka eghasibana qabza kia
NQ_Coordinator_RK: aaj dabain gae kal uthain gae
NQ_Coordinator_RK: jo aaj hamrae rastae rook rahae hain kal sath dain gae
NQ_Coordinator_RK: Aya 28
NQ_Coordinator_RK: nabi ki amad ka maqsad = duniya main Islam ka ghalba
Nazimah16_HT: ~*~ Ayat e Tadabur 28,29 ~*~
NQ_Coordinator_RK: هُوَ ٱلَّذِىٓ أَرۡسَلَ رَسُولَهُ ۥ بِٱلۡهُدَىٰ وَدِينِ ٱلۡحَقِّ لِيُظۡهِرَهُ ۥ عَلَى ٱلدِّينِ كُلِّهِۦۚ وَكَفَىٰ بِٱللَّهِ شَهِيدً۬ا ( ٢٨ )
Nazimah16_HT: Tafseer will send in email
NQ_Coordinator_RK: Nazimah16_HT: ~*~ Ayat e Tadabur 28,29 ~*~
Nazimah16_HT: مُّحَمَّدٌ رَّسُولُ ٱللَّهِ ۚ وَٱلَّذِينَ مَعَهُۥٓ أَشِدَّآءُ عَلَى ٱلْكُفَّارِ رُحَمَآءُ بَيْنَهُمْ ۖ تَرَىٰهُمْ رُكَّعًا سُجَّدًا يَبْتَغُونَ فَضْلًا مِّنَ ٱللَّهِ وَرِضْوَٰنًا ۖ سِيمَاهُمْ فِى وُجُوهِهِم مِّنْ أَثَرِ ٱلسُّجُودِ ۚ ذَٰلِكَ مَثَلُهُمْ فِى ٱلتَّوْرَىٰةِ ۚ وَمَثَلُهُمْ فِى ٱلْإِنجِيلِ كَزَرْعٍ أَخْرَجَ شَطْـَٔهُۥ فَـَٔازَرَهُۥ فَٱسْتَغْلَظَ فَٱسْتَوَىٰ عَلَىٰ سُوقِهِۦ يُعْجِبُ ٱلزُّرَّاعَ لِيَغِيظَ بِهِمُ ٱلْكُفَّارَ ۗ وَعَدَ ٱللَّهُ ٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ وَعَمِلُوا۟ ٱلصَّـٰلِحَـٰتِ مِنْهُم مَّغْفِرَةً وَأَجْرًا عَظِيمًۢا ﴿٢٩﴾
NQ_Coordinator_RK: sahabah narm chara nahin thae
NQ_Coordinator_RK: agar aaj hum rahain to islam sari duniya main aa jata
NQ_Coordinator_RK: logon ko faieda hota
NQ_Coordinator_RK: aaj hamarae apas kae taluqaat kaisae hain
NQ_Coordinator_RK: sahabah farigh waqt main yae kertae tahe== رُكَّعً۬ا سُجَّدً۬ا يَبۡتَغُونَ فَضۡلاً۬ مِّنَ ٱللَّهِ وَرِضۡوَٲنً۬اۖ
NQ_Coordinator_RK: un kae chehron sae dikhta tha= يَبۡتَغُونَ فَضۡلاً۬ مِّنَ ٱللَّهِ وَرِضۡوَٲنً۬اۖ سِيمَاهُمۡ فِى وُجُوهِهِم مِّنۡ أَثَرِ ٱلسُّجُودِۚ
NQ_Coordinator_RK: jub Umar ra nain islam qabool kia to Islam bund kamron sae bahir aa gay
NQ_Coordinator_RK: jub Madeena main ayae to darkht ka tana bun gaya
NQ_Coordinator_RK: Aameen
NQ_Coordinator_RK: Alalh hamain sahabah jaisa bana dain
NQ_Coordinator_RK: Suarh Hujraat main wo character jo matloob hain
NQ_Coordinator_RK: ~~~***~~~ Para 26th Suarh Al Hujraat سُوۡرَةُ الحُجرَات ~~~***~~~
NQ_Coordinator_RK: mairae muamlaat doosron sae kaisae hain
NQ_Coordinator_RK: Aya 1
NQ_Coordinator_RK: jahan Nabi ka qool hadees aa jayae to wolae lo
NQ_Coordinator_RK: Aya 2-3
NQ_Coordinator_RK: aik sahabi ki awaaz qudrati oonci thi- wo ayaat kae anae kae bad ghar baith gaye poochnae per bataya kae Nabi mairae amaal zaya na ho jayain
NQ_Coordinator_RK: kisi police ki zaroorat nahin thi aisa muashra tha aisa imaan tha
NQ_Coordinator_RK: Aya 4-8
NQ_Coordinator_RK: Alah hamain seedha rasta dae dain
NQ_Coordinator_RK: hamara imaan mazboot ker dain
NQ_Coordinator_RK: ohir gunnah aur naafermani ka soch bhi nahin sahta
NQ_Coordinator_RK: under sae pukaar ati hai kia sahih aur kia ghalat
NQ_Coordinator_RK: ab agar 2 garohon main jhagra ho to kia karain?
NQ_Coordinator_RK: Aya 9
NQ_Coordinator_RK: jo ziadti nahin ker raha us ka sath na kae apni zaat baradri kaa
NQ_Coordinator_RK: kisi aik ki sulah ki koshish kerni hai
NQ_Coordinator_RK: Aya 11
NQ_Coordinator_RK: muslim gathering kae mahool kaisa ho?
NQ_Coordinator_RK: apnae bachon ko unattended na choorain
NQ_Coordinator_RK: masjidon main khushoo kun nazar nahin ata?
NQ_Coordinator_RK: atquets sikayae jaa rahe hain
NQ_Coordinator_RK: budgumani nuqtae aghaaz hai agli baton ki
NQ_Coordinator_RK: insani taluqaat mmain zahrae qatil= budgumani hai
NQ_Coordinator_RK: mairae dil main kis kae khilaf budgumani hai?
NQ_Coordinator_RK: maira dil hai koi dustbin nahin kae her gand is main phaink don
NQ_Coordinator_RK: Aya 12
NQ_Coordinator_RK: ummatae m,usliamah ka bohat bara masla ==gheebat
NQ_Coordinator_RK: gheebat= hum kisi ki baat kaarin aur wo us ko defend na ker sakae
NQ_Coordinator_RK: gheebat kisi muslim society ka nasoor hai
NQ_Coordinator_RK: يَـٰٓأَيُّہَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ ٱجۡتَنِبُواْ كَثِيرً۬ا مِّنَ ٱلظَّنِّ إِنَّ بَعۡضَ ٱلظَّنِّ إِثۡمٌ۬ۖ وَلَا تَجَسَّسُواْ وَلَا يَغۡتَب بَّعۡضُكُم بَعۡضًاۚ أَيُحِبُّ أَحَدُڪُمۡ أَن يَأۡڪُلَ لَحۡمَ أَخِيهِ مَيۡتً۬ا فَكَرِهۡتُمُوهُۚ وَٱتَّقُواْ ٱللَّهَۚ إِنَّ ٱللَّهَ تَوَّابٌ۬ رَّحِيمٌ۬ ( ١٢ )
NQ_Coordinator_RK: kisi society ko peaceful banae ka eliye==kisi ki burai na karo
NQ_Coordinator_RK: Aya 13
NQ_Coordinator_RK: aik Alalh ki zaat bari hai
Nazimah16_HT: إِنَّ أَكْرَمَكُمْ عِندَ ٱللَّهِ أَتْقَىٰكُمْ ۚ إِنَّ ٱللَّهَ عَلِيمٌ خَبِيرٌۭ ﴿١٣﴾
NQ_Coordinator_RK: taqwa ki bunyaad per rishtae jorain sakoon kae liye
NQ_Coordinator_RK: Highlight Aya 13
NQ_Coordinator_RK: Aya 14
NQ_Coordinator_RK: jinhain moqa mila naiki kerna eka aur unhon nain kito Allah عَلِيمٌ خَبِيرٌ۬ hai
NQ_Coordinator_RK: Gheebat zina sae bara hai
NQ_Coordinator_RK: zina main 2 log effect hotae hain jubkae gheebat sae sari society effect hoti hai
NQ_Coordinator_RK: ~~~***~~~ Para 26th Suarh Qaaf سُوۡرَةُ قٓ ~~~***~~~
Nazimah16_HT: Qaaf se Quran, Qalam and Qiyam ul layl
NQ_Coordinator_RK: قٓ = Qayamat
Nazimah16_HT: yeh 3 mazmoon iss surah may
Nazimah16_HT: imagine kare , dil may khayal bhi ata hai tou Allah ko maloom ho jata hai
Nazimah16_HT: Allah swt sheh rag se bhi qareeb hain
Nazimah16_HT: مَّا يَلْفِظُ مِن قَوْلٍ إِلَّا لَدَيْهِ رَقِيبٌ عَتِيدٌ ﴿١٨﴾
Nazimah16_HT: Ayah 18=Kitene lafz bulte hain hum dinn may?
Nazimah16_HT: unlimited, lata'adad lafz bulte hain hum dinn may, aur farishte sab note kerte hain
Nazimah16_HT: eik aurat milein Abdullah ibn Abbas ra ko safar may, 40 saal se uss aurat ne koi dosra lafz nahi bola siwaye Quran ki ayat ke
Nazimah16_HT: ayah 22=Aaj ankhon pr parde pade hain, maot ki surat may wo hatt jayenge
Nazimah16_HT: aur sab unseen makhlooq nazar ayegi
Nazimah16_HT: fariste etc.
Nazimah16_HT: Qiyamat ke din insaan aur shaitan jagdh rahe honge
NQ_Coordinator_RK: till aya 27 رَبَّنَا مَآ أَطۡغَيۡتُهُ ۥ ==hamara nafs
Nazimah16_HT: jahanm may bahott sare log dale janeinge , phir bhi na bharegi ....
NQ_Coordinator_RK: Aya 28-35
NQ_Coordinator_RK: Alah hamain bhi ata ker dain
NQ_Coordinator_RK: Aya 36-37
Nazimah16_HT: sune aur dil se motawaje ho
NQ_Coordinator_RK: pre requisite==tawajoh sae sunae aur darae
NQ_Coordinator_RK: Aya 38-39
NQ_Coordinator_RK: 5 namazon ki taraf ishara
NQ_Coordinator_RK: Aya 40-45
Nazimah16_HT: فَذَكِّرْ بِٱلْقُرْءَانِ مَن يَخَافُ وَعِيدِ ﴿٤٥﴾
NQ_Coordinator_RK: Highlight
Nazimah16_HT: highlight this part of ayah 45
NQ_Coordinator_RK: surah shuroo hui Qayamat sae aur khatam hui Quran per
Nazimah16_HT: ~*~ Tilawat from Ayah 16-35 Surah Qaaf Dostları ilə paylaş: