Nur r hi: Para ~ Ayaat e Ummat Nur r hi: Dawrah e Quran Para ~ Ayaat e Ummat



Yüklə 172,36 Kb.
tarix27.10.2017
ölçüsü172,36 Kb.
#15643

Nur_R_HI: Para 8 ~ Ayaat e Ummat

Nur_R_HI: Dawrah e Quran Para 9 ~ Ayaat e Ummat

Nur_R_HI: Ayah 150

Nur_R_HI: وَلَمَّا رَجَعَ مُوسَىٰٓ إِلَىٰ قَوۡمِهِۦ غَضۡبَـٰنَ أَسِفً۬ا قَالَ بِئۡسَمَا خَلَفۡتُمُونِى مِنۢ بَعۡدِىٓ‌ۖ أَعَجِلۡتُمۡ أَمۡرَ رَبِّكُمۡ‌ۖ وَأَلۡقَى ٱلۡأَلۡوَاحَ وَأَخَذَ بِرَأۡسِ أَخِيهِ يَجُرُّهُ ۥۤ إِلَيۡهِ‌ۚ قَالَ ٱبۡنَ أُمَّ إِنَّ ٱلۡقَوۡمَ ٱسۡتَضۡعَفُونِى وَكَادُواْ يَقۡتُلُونَنِى فَلَا تُشۡمِتۡ بِىَ ٱلۡأَعۡدَآءَ وَلَا تَجۡعَلۡنِى مَعَ ٱلۡقَوۡمِ ٱلظَّـٰلِمِينَ

Nur_R_HI: jab ek fareeq ko ghussa aaya ho, to usey m k taluq se pukare

Nur_R_HI: muslim jab muslims se ladta to dushmanon ko khushi hoti

Nur_R_HI: Al-Araaf Ayah 157

Nur_R_HI: Nabi saws - ummi the isliye k unse jo bhi ilm phaile wo khaalis ho!

Nur_R_HI: ٱلَّذِى يَجِدُونَهُ ۥ مَكۡتُوبًا عِندَهُمۡ فِى ٱلتَّوۡرَٮٰةِ وَٱلۡإِنجِيلِ يَأۡمُرُهُم بِٱلۡمَعۡرُوفِ وَيَنۡہَٮٰهُمۡ عَنِ ٱلۡمُنڪَرِ وَيُحِلُّ لَهُمُ ٱلطَّيِّبَـٰتِ وَيُحَرِّمُ عَلَيۡهِمُ ٱلۡخَبَـٰٓٮِٕثَ وَيَضَعُ عَنۡهُمۡ إِصۡرَهُمۡ وَٱلۡأَغۡلَـٰلَ ٱلَّتِى كَانَتۡ عَلَيۡهِمۡ‌ۚ فَٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ بِهِۦ وَعَزَّرُوهُ وَنَصَرُوهُ وَٱتَّبَعُواْ ٱلنُّورَ ٱلَّذِىٓ أُنزِلَ مَعَهُ ۥۤ‌ۙ أُوْلَـٰٓٮِٕكَ هُمُ ٱلۡمُفۡلِحُونَ

Nur_R_HI: Al-Araaf Ayah 158

Nur_R_HI: Dunyawi uloom se pak rakhke nabi saws ko, Allah ne hifazat ki

Nur_R_HI: islam ki

Nur_R_HI: قُلۡ يَـٰٓأَيُّهَا ٱلنَّاسُ إِنِّى رَسُولُ ٱللَّهِ إِلَيۡڪُمۡ جَمِيعًا ٱلَّذِى لَهُ ۥ مُلۡكُ ٱلسَّمَـٰوَٲتِ وَٱلۡأَرۡضِ‌ۖ لَآ إِلَـٰهَ إِلَّا هُوَ يُحۡىِۦ وَيُمِيتُ‌ۖ فَـَٔامِنُواْ بِٱللَّهِ وَرَسُولِهِ ٱلنَّبِىِّ ٱلۡأُمِّىِّ ٱلَّذِى يُؤۡمِنُ بِٱللَّهِ وَڪَلِمَـٰتِهِۦ وَٱتَّبِعُوهُ لَعَلَّڪُمۡ تَهۡتَدُونَ

Nur_R_HI: Ayah 159, 160

Nur_R_HI: وَمِن قَوۡمِ مُوسَىٰٓ أُمَّةٌ۬ يَہۡدُونَ بِٱلۡحَقِّ وَبِهِۦ يَعۡدِلُونَ 159

Nur_R_HI: وَقَطَّعۡنَـٰهُمُ ٱثۡنَتَىۡ عَشۡرَةَ أَسۡبَاطًا أُمَمً۬ا‌ۚ وَأَوۡحَيۡنَآ إِلَىٰ مُوسَىٰٓ إِذِ ٱسۡتَسۡقَٮٰهُ قَوۡمُهُ ۥۤ أَنِ ٱضۡرِب بِّعَصَاكَ ٱلۡحَجَرَ‌ۖ فَٱنۢبَجَسَتۡ مِنۡهُ ٱثۡنَتَا عَشۡرَةَ عَيۡنً۬ا‌ۖ قَدۡ عَلِمَ ڪُلُّ أُنَاسٍ۬ مَّشۡرَبَهُمۡ‌ۚ وَظَلَّلۡنَا عَلَيۡهِمُ ٱلۡغَمَـٰمَ وَأَنزَلۡنَا عَلَيۡهِمُ ٱلۡمَنَّ وَٱلسَّلۡوَىٰ‌ۖ ڪُلُواْ مِن طَيِّبَـٰتِ مَا رَزَقۡنَـٰڪُمۡ‌ۚ وَمَا ظَلَمُونَا وَلَـٰكِن ڪَانُوٓاْ أَنفُسَہُمۡ يَظۡلِمُونَ 160

Nur_R_HI: Ayah 164 وَإِذۡ قَالَتۡ أُمَّةٌ۬ مِّنۡہُمۡ لِمَ تَعِظُونَ قَوۡمًا‌ۙ ٱللَّهُ مُهۡلِكُهُمۡ أَوۡ مُعَذِّبُہُمۡ عَذَابً۬ا شَدِيدً۬ا‌ۖ قَالُواْ مَعۡذِرَةً إِلَىٰ رَبِّكُمۡ وَلَعَلَّهُمۡ يَتَّقُونَ

Nur_R_HI: وَقَطَّعۡنَـٰهُمۡ فِى ٱلۡأَرۡضِ أُمَمً۬ا‌ۖ مِّنۡهُمُ ٱلصَّـٰلِحُونَ وَمِنۡہُمۡ دُونَ ذَٲلِكَ‌ۖ وَبَلَوۡنَـٰهُم بِٱلۡحَسَنَـٰتِ وَٱلسَّيِّـَٔاتِ لَعَلَّهُمۡ يَرۡجِعُونَ 168

Nur_R_HI: kisi ki khobi ka zikr ho, to naam lele, lekin kisi ki burai ka zikr ho to direct taunt na kare

Nur_R_HI: Khushion/ghamon/isterari (voluntary) sabr ko dekhenge is para me

Nur_R_HI: Ayah 181 وَمِمَّنۡ خَلَقۡنَآ أُمَّةٌ۬ يَہۡدُونَ بِٱلۡحَقِّ وَبِهِۦ يَعۡدِلُونَ

Nur_R_HI: Shaitan ne kaise dhoka diya, tricks of devil dekhenge

Nur_R_HI: muslim aurat ghar me kasie rahe

Nur_R_HI: kaise*

NQ_Coordinator_RK: pahli baar anbiya ki qomon ka zikr hai

Nazimah20_MU: سُوۡرَةُ الاٴعرَاف - Surah Al-Aaraaf - Juz 8, Ayah 1 onwards ~*~*~

Nur_R_HI: ambiya karam ki qaumon ki baat

NQ_Coordinator_RK: aya 1-2

Nazimah16_HT: Zikra=Reminder

Nur_R_HI: zikra = bhuli hui cheez ko remind karna

NQ_Coordinator_RK: quran ki baat hona shuroo main us ki khoobiyan hain/ zikr aur reminder hai

NQ_Coordinator_RK: Aya 3

Nur_R_HI: Is kitab ko follow karo

Nur_R_HI: ye navigator hai

NQ_Coordinator_RK: clear message= navigator hai yae kitaab is ko follow karo

Nur_R_HI: jannat ke raste ka navigator - Quran

Nur_R_HI: shuru me gunah kare to andar se pukar aati, palto exit lo

Nur_R_HI: Allah hume thodon me karde jo nasihat lete aameen

NQ_Coordinator_RK: aaj hum reminders kae bawajood is navigator ko follow nahin ker rahae

Nazimah16_HT: قَلِيلًا مَّا تَذَكَّرُ‌ونَ ﴿٣﴾

Nur_R_HI: aksariyat ki maanoge to tum bhatak jaoge

Nur_R_HI: hume cream me hona hai society ki

Nur_R_HI: logon ko na dekhe, ye dekhe k Allah ko mera konsa amal pasand

NQ_Coordinator_RK: alsiriat kae peechae chalnae walon ka kia haal hua?

NQ_Coordinator_RK: aksiriat*

Nur_R_HI: 4- Allah ki pakad aati, ro logon ka kya haal hota

Nur_R_HI: azab=Allah ki pakad

Nur_R_HI: azab se pehle Allah bohat reminders de chuke hote

NQ_Coordinator_RK: aya 5

NQ_Coordinator_RK: azaab kae waqt haq aa gaya قَالُوٓاْ إِنَّا كُنَّا ظَـٰلِمِينَ (٥

Nur_R_HI: 5- fitrat ne unlogon ko ye sabaq yaad dilaya k wo zalim the

NQ_Coordinator_RK: aya 6-7

Nur_R_HI: qaumm se poochenge - nabi aaye to tumne kya kiya

Nur_R_HI: nabi se poochenge - tumne paigham diya?

Nur_R_HI: ummate mohammadi ko poochenge - tumhe paigham mila to kaise liya? aur kya paigham dawat e haq pohanchane ka kaam kiya?

Nur_R_HI: ummate wast ki double duty

Nazimah16_HT: ummat e wusat ki iss dunya may double shift hoti hai

Nur_R_HI: kya mai apne kandhon par dohri zimmedari mehsoos karti hun?

NQ_Coordinator_RK: aya 8

Nur_R_HI: 8- haq ka hi us din wazan hoga

Nur_R_HI: us din wazan hona haq hai

NQ_Coordinator_RK: وَٱلۡوَزۡنُ يَوۡمَٮِٕذٍ ٱلۡحَقُّ‌ۚ

Nur_R_HI: jinke palde bhari = falah paane wale

NQ_Coordinator_RK: aamaal namae wazni kaisae hon gae?

Nur_R_HI: 9- jinke palde halke =khasaare me

Nur_R_HI: jo jitni poopsotion se neki karge, utna uska wazan zyada

NQ_Coordinator_RK: naiki kin halaat main ki?

Nur_R_HI: 1.kin halaat me neki ki 2. kitni door se chalke aaye

Nur_R_HI: ***jo jitni opposition se neki karge, utna uska wazan zyada

Nur_R_HI: jo door se chalke aaya, usey zyada ajr

Nur_R_HI: chalte jaye aage, family khud aajaegi sath

Nur_R_HI: hum khud compromising ho, to humari baat ka wazan kam hojata

Nur_R_HI: 3. hamara inclination kis taraf tha

Nur_R_HI: jo apne mizaj k khilaf Allah ki baat manta, Allah utna ajr zyada deta

Nur_R_HI: 4. Niyat kaisi thi

NQ_Coordinator_RK: CD= kis kae palrae bhari

Nur_R_HI: 4. niyat, Ikhlas kitna tha

NQ_Coordinator_RK: Aya 10ِ

Nur_R_HI: Allah ne har cheez ka intezam kiya hamare dunya me aane se pehle

NQ_Coordinator_RK: Allah qadardaan hain

Nazimah20_MU: سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ

Nazimah16_HT: عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ ـ رضى الله عنه ـ قَالَ قَالَ النَّبِيُّ صلى الله عليه وسلم ‏ "‏ كَلِمَتَانِ حَبِيبَتَانِ إِلَى الرَّحْمَنِ، خَفِيفَتَانِ عَلَى اللِّسَانِ، ثَقِيلَتَانِ فِي الْمِيزَانِ سُبْحَانَ اللَّهِ وَبِحَمْدِهِ، سُبْحَانَ اللَّهِ الْعَظِيمِ ‏"‏ ‏.‏

Nazimah16_HT: Narrated Abu Huraira:The Prophet () said, "(There are) two words which are dear to the Beneficent (Allah) and very light (easy) for the tongue (to say), but very heavy in weight in the balance. They are: ''Subhan Allah wa-bi hamdihi'' and ''Subhan Allah Al-`Azim."

Nazimah16_HT: آنحضرت صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا دو کلمے ایسے ہیں جو اللہ تبارک وتعالیٰ کو بہت ہی پسند ہیں جو زبان پر ہلکے ہیں اور قیامت کے دن اعمال کے ترازو میں بوجھل اور باوزن ہوں گے ۔ وہ کلمات مبارکہ یہ ہیں سبحان الله وبحمده ، ‏‏‏‏ سبحان الله العظيم

۔ Nur_R_HI: 11- خَلَقۡنَـٰڪُمۡ aur صَوَّرۡنَـٰكُمۡ =takhleeq k 2 marahel

Nur_R_HI: pehhle Allah ne Adam as ko mitti se banaya

Nur_R_HI: phir soorat banai۔

Nur_R_HI: Allah tumhari soorton/maalon ko nai dekhta, Alah aamaal aur dil ko dehkta

Nur_R_HI: Nabi saws safai pasand the

NQ_Coordinator_RK: خَلَقۡنَـٰڪُمۡ ثُمَّ صَوَّرۡنَـٰكُمۡ

Nur_R_HI: musalman hona bedhanga hona nahi hai

NQ_Coordinator_RK: in cheezon kae peechae hi nahin par jana

Nur_R_HI: betiyan jab tak khidmat guzr nai honge, baat nai banegi

Nur_R_HI: Allah hi ne di hai surat aur maal, toh isko nai dekhenge Allah, balke dil aur amaal ko dekhenge jise hume acha banana hai

Nur_R_HI: kabhi kisi ki shakl discuss na karo

Nur_R_HI: bete k liye ladki dhoondhne gaye to ghar aakr ladki ki shakl discuss na karo post mortem na karo uksa

NQ_Coordinator_RK: Adam as ko paiada ker kae sath hi izat dilwai

Nur_R_HI: 12- adam as wo hai jo Allah ko matloob hai

Ibleesi Rawaiya:

Nur_R_HI: 1) أَنَا۟ خَيۡرٌ۬ مِّنۡهُ ana pehla uzar

Nazimah16_HT: قَالَ أَنَا۠ خَيْرٌ‌ۭ مِّنْهُ خَلَقْتَنِى مِن نَّارٍ‌ۢ وَخَلَقْتَهُۥ مِن طِينٍ ﴿١٢﴾

Nur_R_HI: 2) خَلَقْتَنِى مِن نَّارٍ‌ۢ وَخَلَقْتَهُۥ مِن طِينٍ reasoning kar raha Behtari ki wajoohat batar sharminda hone k badle

NQ_Coordinator_RK: jo jitna bara banta hai utna hi mutakabir hota hai

NQ_Coordinator_RK: baraii ka ahsaas insaan ko logon sae door ker daita hai

Nur_R_HI: mutakbbir shakhs = pahad pe khada shakhs. neeche walon ko wo bada lagega, par hai nahi bada. aur usey lagta k neehe wale log chote hai halanke ye sahi nahi.. sirf oonchai ki wajah se aise lagra usko

NQ_Coordinator_RK: Aya 13-14

Nur_R_HI: takabbur = Bataral Haqqi wa ghimtinnaas

Nur_R_HI: 3. shaitani ravayya - gunahon k liye choot mangraha

NQ_Coordinator_RK: chata to hidayat mangta magar mohlat mangi

Nur_R_HI: chahta*

NQ_Coordinator_RK: aya 16

Nur_R_HI: 4 rawaiya. apne bhatakne ka zimma Allah pe dalra

NQ_Coordinator_RK: shaitaan nain is muamlae ko personal lai liya

Nur_R_HI: 5 rawiya. apni mehroomi ki wajah doosre insanon ko banate - ibleesi ravayya

NQ_Coordinator_RK: jub Allah per nazrain lagatae hain to hum shaitaan sae bach jatae hain

Nur_R_HI: 18- jab ek nafarmani/sajde k inkar se iblees jahannum me jasakta to kya hum sainkdon sajdon k inkar k baad jannat me jaenge?

Nur_R_HI: sonche gunah kare waqt - kahin ye ek gunah to mere jahnnum me jane ka sabab na bane

NQ_Coordinator_RK: gunnah choota ho sakta hai magar jis zaat ki naafermaanii ki wo zaat bohat bari hai

Nur_R_HI: 19- Allah ne honor me jannat di adam as ko

Nur_R_HI: Adam as k zarye poori insaniat ko Allah ne jannat ki talab dedi

Nur_R_HI: shajar e mamnooa - prohibited food tha Adam as k liye

Nur_R_HI: wo darakht azmaish thi

Nur_R_HI: 1st time Adam as azmaish k taur pe gaye the jannat me

Nur_R_HI: 2nd time - inaam k taur pe jaenge

Nur_R_HI: Adama s ka wo shajre mamnooa = hum insanon ki shariyat hai

NQ_Coordinator_RK: Allah nain Adam as ko wahan azmaa liya aaj hum yahan aazmayae jaa rahae hain

Nur_R_HI: 20- waswasa = wo rasta jiske zarye shaitan hamare dil me dakhil hota

NQ_Coordinator_RK: shaitaan ka long term goal= insaan bae libaas ho jayae

Nur_R_HI: belibaas ho/haram luqma mooh me jaye - ye chahta shaitan

NQ_Coordinator_RK: jub bae libaas ho ga= Allah ka naafermaan ho ga

Nur_R_HI: بَدَتۡ لَهُمَا سَوۡءَٲتُہُمَا 20 - HIGHLIGHT

Nazimah16_HT: فَوَسْوَسَ لَهُمَا ٱلشَّيْطَـٰنُ لِيُبْدِىَ لَهُمَا مَا وُۥرِ‌ىَ عَنْهُمَا مِن سَوْءَ‌ٰتِهِمَا وَقَالَ مَا نَهَىٰكُمَا رَ‌بُّكُمَا عَنْ هَـٰذِهِ ٱلشَّجَرَ‌ةِ إِلَّآ أَن تَكُونَا مَلَكَيْنِ أَوْ تَكُونَا مِنَ ٱلْخَـٰلِدِينَ ﴿٢٠﴾

Nur_R_HI: higlight ayah 20 لِيُبۡدِىَ لَهُمَا مَا وُ ۥرِىَ عَنۡہُمَا مِن سَوۡءَٲتِهِمَا

Nur_R_HI: abeer keep correcting** if any

NQ_Coordinator_RK: Aya 21-24

Nur_R_HI: iblees k pehle shar me aaye = libas utra ..par use aise hi na rehne diya

Nur_R_HI: insaniat - gunah hoga.. lekin foran maan jao

Nazimah24_SP: ~*~*~ Now ~~~ Daur e Quran 2015 ~ Paara 8 ~ Surah Al A'araaf ~ Aayah 24 Onwards ~*~*~

NQ_Coordinator_RK: رَبَّنَا ظَلَمۡنَآ أَنفُسَنَا وَإِن لَّمۡ تَغۡفِرۡ لَنَا وَتَرۡحَمۡنَا لَنَكُونَنَّ مِنَ ٱلۡخَـٰسِرِينَ (٢٣)

Nur_R_HI: jo gunah kare aur na dare = wo ibleesi

Nur_R_HI: jo gunah kare aur dare = wo aadami

Nur_R_HI: Aya - 23 ** Dua ** رَبَّنَا ظَلَمۡنَآ أَنفُسَنَا وَإِن لَّمۡ تَغۡفِرۡ لَنَا وَتَرۡحَمۡنَا لَنَكُونَنَّ مِنَ ٱلۡخَـٰسِرِينَ (٢٣)

Nur_R_HI: gunahon ki wajah se hum khasar apenge - ye ehsas ho to zindgi achi hojati

NQ_Coordinator_RK: kia mujhae ahsaas hai kae main gunahaon ki wajah sae khasarae wali ho jayon gi?

Nur_R_HI: pehli dua - istighfar sikhai Allah ne

Nur_R_HI: gunahon ki wajah se hum khasar *paenge - ye ehsas ho to zindgi achi hojati

Nur_R_HI: jab Allah ka khauf nahi tab hi zaban khulti

NQ_Coordinator_RK: zuban jub khulti hai jub Allah ka khoof khatam ho jata hai

Nur_R_HI: 26- Aulaad e adam = hum sab ko pukara jaara

Nur_R_HI: Poora isalmic dress code

Nur_R_HI: 1. libas - chupaye jism ko

NQ_Coordinator_RK: يُوَٲرِى سَوۡءَٲتِكُمۡ

Nur_R_HI: يُوَٲرِى سَوۡءَٲتِكُمۡ ki 2 shartein = not see through & not tight

Nur_R_HI: aisa libas pehne jisse jism k qabile sharm hisse chupe

Nur_R_HI: tights, stretchy clothes na pehne

Nur_R_HI: insan ko ALLAH ne izzat di

Nur_R_HI: baap beti, bhai behen ki haya qayam rahe

Nur_R_HI: shaffaaf na ho kapde

NQ_Coordinator_RK: libaas kisi non muslim sae bhi resemble na karae

Nur_R_HI: 2 sharayet libas ki - 1.see through, tight na ho 2. non muslim se impress hokar na pehne

Nur_R_HI: وَرِيشً۬ا‌ۖ - khubsurti bhi ho libas me

Nur_R_HI: acha libas pehenna taqwe k khilaf samajhte log - ye GHALAT hai

Nur_R_HI: deen ko khubsurti se kaat dete to logon ko deen badsurat lagega

Nur_R_HI: jis tarha k log deen pakdenge, doosron ko deen waise hi lagega

NQ_Coordinator_RK: وَلِبَاسُ ٱلتَّقۡوَىٰ ذَٲلِكَ خَيۡرٌ۬‌ۚ

Nur_R_HI: maaldar pakde = to deen bhi maaldar lagega

Nur_R_HI: bedgange log pakde = deen bhi bedhanga lagega

Nur_R_HI: bedhange*

NQ_Coordinator_RK: وَلِبَاسُ ٱلتَّقۡوَىٰ ذَٲلِكَ خَيۡرٌ۬‌ۚ

Nur_R_HI: behtreen libaas - taqwa ka

NQ_Coordinator_RK: aya 27-28

Nur_R_HI: baap dada k naam pe Allah ki nafarmani na karo

NQ_Coordinator_RK: Allah ka sawaal قُلۡ إِنَّ ٱللَّهَ لَا يَأۡمُرُ بِٱلۡفَحۡشَآءِ‌ۖ?

Nur_R_HI: 31- HADD SE TAJAWUZ NA KARO

Nur_R_HI: Allah pasand nai karta hadd se tajawuz karne walon ko

Nur_R_HI: makka wale naked jakar kaba me tawaf karte the - behayai

Nur_R_HI: taqwa - aapke andar kya hai

Nur_R_HI: libas ut taqwa - hamara pizza base hai

Nur_R_HI: dikhawe k liye pehente = to aapka dough [base] hi kharab hai

NQ_Coordinator_RK: Imaam Malik ru Jo libaas aik dafa hadees ki mahfil main pahan laitae thae wo dobaaraa nahin pahantae thae. poochnae per bolae Deen ki izzat hai

Nur_R_HI: Israaf = jahan jis mauqe pe ............

NQ_Coordinator_RK: hikmat her waqt

Nur_R_HI: libas bande ki shakhsiyat ka mirror hai

NQ_Coordinator_RK: qeemti khoobsoorat libaas pahan saktae hain agar afford ker sakain

Nur_R_HI: taqwa ka meyar - qeemat se nahi hai

NQ_Coordinator_RK: agar qarz laeker khareeda to israaf hai

Nur_R_HI: 32- kyun bedhange rehte ho

Nur_R_HI: log nek samjhe isliye libas bedhana na karo

Nur_R_HI: bedhanga*

NQ_Coordinator_RK: libaas maqsad nahin magar maqsad kae hasool ka zariya hai

Nur_R_HI: jitna libas kam hoga, utna Allah se taluq kam

NQ_Coordinator_RK: jitna libaas poora ho ga utna wo Allah sae qurbat ka zaiya banae ga

NQ_Coordinator_RK: doosron kae taqabul main nahin pahanna

NQ_Coordinator_RK: qeemti aur naakaaraa donon duniya kae cheethrae hain

Nur_R_HI: napasandeeda cheezein - 1.logon ko jalane k liye pehenna 2.qarze leke nai pehenna 3.dsre k taqabul me na pehne aam

NQ_Coordinator_RK: taqwa ka ziada izhaar bhi israaf hai

Nur_R_HI: 4.aam logon ki mehfil me aam. ameeron ki mehfil me ameer ache kapde pehne

Nur_R_HI: namazon ko zaya na kare

Nur_R_HI: libas ko bas maqsad na banaana

Nur_R_HI: apne kapdon ko recycle karna bhi neki

Nur_R_HI: kai jode jo wardrobe me lage rehte - ye bhi israf

NQ_Coordinator_RK: Aya 33-34

NQ_Coordinator_RK: moot kae waqt ko koi taal nahin sakta

NQ_Coordinator_RK: Aya 35

NQ_Coordinator_RK: message= jo ho chuka ho chuka agae sae islah ker lo

NQ_Coordinator_RK: aya 36-37

NQ_Coordinator_RK: jo sari batain sun ker un ko jhutlayae

Nur_R_HI: imagine maut ka waqt uska jo sari baatein sunke deny karde, jhutlade

Nur_R_HI: haq ko jhutlana, logon ko haqeer jaanna = takabbur

Nur_R_HI: 37 - highlight قَالُوٓاْ أَيۡنَ مَا كُنتُمۡ تَدۡعُونَ مِن دُونِ ٱللَّهِ‌ۖ قَالُواْ ضَلُّواْ عَنَّا وَشَہِدُواْ عَلَىٰٓ أَنفُسِہِمۡ أَنَّہُمۡ كَانُواْ كَـٰفِرِينَ

NQ_Coordinator_RK: aya 38

NQ_Coordinator_RK: her jahanum main janae wala garoh apnae pahlae garoh per la'nat karae ga

Nur_R_HI: har wo banda jisne ghalat trend set kiys - log kahnege usko azab de

de

Nur_R_HI: apni nakamion ka zarya dusron ko na thehrao

NQ_Coordinator_RK: aya 39

NQ_Coordinator_RK: qayamat kae din apas main bohat jhagrae hon gae

Nur_R_HI: فَذُوقُواْ ٱلۡعَذَابَ بِمَا كُنتُمۡ تَكۡسِبُونَ apni kamai k badle azab chakho

NQ_Coordinator_RK: blame game

Nur_R_HI: us din sab ek dusre ko bura bhala kahenge

Nur_R_HI: 40- kahin takabbur to nahi mere andar ?

NQ_Coordinator_RK: takzeeb musalmaan kerta hai= denaiel

NQ_Coordinator_RK: kafir to inkaar kerta hai

Nur_R_HI: takzeeb - denial = ye muslim karta hai jo iman laat apar hukm nai manta

NQ_Coordinator_RK: Lecture==Journey of soul

Nur_R_HI: 41- mujrimon k liye jahannum ka bichona

Nur_R_HI: gunahgar k liye jahanum ki khidki kholi jati qabr me

NQ_Coordinator_RK: aya 42

NQ_Coordinator_RK: Allahumma Ta'jalnaa minhum Aameen

NQ_Coordinator_RK: Aya 43

Nur_R_HI: kadoorat - enmity, envy

NQ_Coordinator_RK: وَنَزَعۡنَا مَا فِى صُدُورِهِم مِّنۡ غِلٍّ۬

Nur_R_HI: jannat k bahar nehr hai, usme logon ko dalenge to dilon se sari kadoorat nikaldi jaegi

Nur_R_HI: wahan jaake dil saaf karne hai agar jannat me jana hai.. to aaj hi dil saaf karle

NQ_Coordinator_RK: naikiyon kae naam per logon sae door nahin hona

Nur_R_HI: ek sahabi jo kabhi kisi insan k baare me dil me burai nahi rakhte - inko jannati kaha gaya

Nur_R_HI: dilon se keene pakad ke phenk de

NQ_Coordinator_RK: janiaton ki pukaar kia ho gi?

Nur_R_HI: 43- Jannation ka pehla jumla jannat me وَقَالُواْ ٱلۡحَمۡدُ لِلَّهِ ٱلَّذِى هَدَٮٰنَا لِهَـٰذَا وَمَا كُنَّا لِنَہۡتَدِىَ لَوۡلَآ أَنۡ هَدَٮٰنَا ٱللَّهُ‌ۖ لَقَدۡ جَآءَتۡ رُسُلُ رَبِّنَا بِٱلۡحَقِّ‌ۖ وَنُودُوٓاْ أَن تِلۡكُمُ ٱلۡجَنَّةُ أُورِثۡتُمُوهَا بِمَا كُنتُمۡ تَعۡمَلُونَ

Nur_R_HI: har credit Allah ko de

Nur_R_HI: jab tak aajzi nai aayegi, shukrguzar nahi honge

Nur_R_HI: hamare amal itne khubsurat to nahi k ALLAH hume itni pyari jannat de ya is dunya me itni nematein de

NQ_Coordinator_RK: kia is waqt Quran ka sunnaa mairae liye naimat hai?

Nur_R_HI: ** 43- Jannation ka pehla jumla jannat me وَقَالُواْ ٱلۡحَمۡدُ لِلَّهِ ٱلَّذِى هَدَٮٰنَا لِهَـٰذَا وَمَا كُنَّا لِنَہۡتَدِىَ لَوۡلَآ أَنۡ هَدَٮٰنَا ٱللَّهُ‌ۖ لَقَدۡ جَآءَتۡ رُسُلُ رَبِّنَا بِٱلۡحَقِّ

NQ_Coordinator_RK: hum jitni taufeeq mangain gae utni hi milae gi

Nur_R_HI: jannati jannat me jakar Allah ka shukr karenge

NQ_Coordinator_RK: aya 44

NQ_Coordinator_RK: janati aur jahunumiyon main

Nur_R_HI: Conference call

Nur_R_HI: Allah ka wada jahanumion se = aag, kholta pani hameem

NQ_Coordinator_RK: Aya 45

Nur_R_HI: logon ko Allah k raste se rokne wale, deen me kaji dhoondhne wale, akhirat ka inkar karne wale - jahannumi

Nur_R_HI: 46- postponed result wale log - araaf pe

Nur_R_HI: jannat ka faisla hogaya inke liye, par koi ek cheez innhe roke rakhi hai

Nur_R_HI: 47- رَبَّنَا لَا تَجۡعَلۡنَا مَعَ ٱلۡقَوۡمِ ٱلظَّـٰلِمِينَ aameen

Nur_R_HI: 49- jinke liye tumne soncha jannat na milegi, wo to jannat me pohanch gaye

Nur_R_HI: unexpected result

Nur_R_HI: aur jinko bade samajhte the, jinse maroob the wo to us din bade na honge

Nur_R_HI: highlight ayah 50 وَنَادَىٰٓ أَصۡحَـٰبُ ٱلنَّارِ أَصۡحَـٰبَ ٱلۡجَنَّةِ أَنۡ أَفِيضُواْ عَلَيۡنَا مِنَ ٱلۡمَآءِ أَوۡ مِمَّا رَزَقَڪُمُ ٱللَّهُ‌ۚ قَالُوٓاْ إِنَّ ٱللَّهَ حَرَّمَهُمَا عَلَى ٱلۡكَـٰفِرِينَ

Nur_R_HI: highlight ayah 51 too ٱلَّذِينَ ٱتَّخَذُواْ دِينَهُمۡ لَهۡوً۬ا وَلَعِبً۬ا وَغَرَّتۡهُمُ ٱلۡحَيَوٰةُ ٱلدُّنۡيَا‌ۚ فَٱلۡيَوۡمَ نَنسَٮٰهُمۡ ڪَمَا نَسُواْ لِقَآءَ يَوۡمِهِمۡ هَـٰذَا وَمَا ڪَانُواْ بِـَٔايَـٰتِنَا يَجۡحَدُونَ

Nur_R_HI: 51- Deen ko khel na banana

Nur_R_HI: 50 - kafiron k liye jannat ki cheezein haram

Nur_R_HI: 52- jo qaum is kitab ko uthati = Allah usko ooper uthata

NQ_Coordinator_RK: Allah ka asool==jo qoom is kitaab ko peechae dalti hai Allah us ko peechae daal daitae hain aur jo qoom is kitaab ko agae rakhtae hain Allah unko agae rakhtae hain

Nur_R_HI: firm rehne walon ki izzat hoti

Nur_R_HI: 53- kya tum aone end ka wait karahe ho??

NQ_Coordinator_RK: kia main nain to kitaab ko nazarandaaz nahin kia?

Nur_R_HI: bohat hasrat hai

NQ_Coordinator_RK: hasrat ho gi=kash aik baar wapis duniya main chalae jayain to naik kaam karain gae

Nur_R_HI: قَدۡ خَسِرُوٓاْ أَنفُسَہُمۡ وَضَلَّ عَنۡہُم مَّا ڪَانُواْ يَفۡتَرُونَ

Nur_R_HI: khasar paya inke nafson ne aur gum hogaya inse jo the wo ghadte

Nur_R_HI: khasaara*

NQ_Coordinator_RK: Aya 44

NQNur_R_HI: 54- Allah ki qudrat ki kuch nishaniyan

Nur_R_HI: sitare aate nahi, wo laye jate hai

Nur_R_HI: ye ayah daleel k kainat khud se nahi chalri

Nur_R_HI: Allah controller hai in sab ka

NQ_Coordinator_RK: Aya 56

Nur_R_HI: 55- hadd se guzrne walon ko Allah pasand nai karte إِنَّهُ ۥ لَا يُحِبُّ ٱلۡمُعۡتَدِينَ

NQ_Coordinator_RK: Alalh ko khoof aur umeed sae pukaroo

Nur_R_HI: 57- hawa = barish

Nur_R_HI: fitrat k etebar se hum ALLAH se mohabbat karte hai. dunya me rehte hue Allah se acha taluq rakhein

NQ_Coordinator_RK: Allah hamain nafamand barish ki tarah insaniat kae liye nafamand bananaa Aameen

Nur_R_HI: 58- qaumon me aksariyat - nafarman

Nur_R_HI: wo log junhone ambiya karam ki dawat jhutlaya = نَكِدً۬ا

NQ_Coordinator_RK: Aya 58

Nur_R_HI: 58- وَٱلۡبَلَدُ ٱلطَّيِّبُ - ambiya karam ki dawat maanne wale

Nur_R_HI: 59- Tableegh ka andaz ambiya e karams e seekhe

Nur_R_HI: ambiya e karam se**

NQ_Coordinator_RK: Anbiya ki tableegh ka tareeqa==side petty issues per nahin uljhatae balkae seedhi baat Allah ki taraf bulaya

Nur_R_HI: 61- apna difa karna chahiye

Nur_R_HI: apni nisbat hamesha llah ki tarf jode

NQ_Coordinator_RK: أُبَلِّغُكُمۡ رِسَـٰلَـٰتِ رَبِّى وَأَنصَحُ لَكُمۡ

Nur_R_HI: apni nisbat hamesha Allah ki tarf jode*

NQ_Coordinator_RK: Aya 64

NQ_Coordinator_RK: قَوۡمًا عَمِينَ =haq ko na daikhnae walae

NQ_Coordinator_RK: na kae ankhon kae andhae

NQ_Coordinator_RK: Aya 65-71

NQ_Coordinator_RK: buzurgon kae naam rakhae huae thae

NQ_Coordinator_RK: Aya 72

Nur_R_HI: 69- Qaumon ko Allah ki nematein yaad dilana

NQ_Coordinator_RK: jo aaj kitaab ki ahmiaat nahin mantae wo kal nabi ki mojoodgi main bhi nahin manain gae

Nur_R_HI: jo aaj kitab ki value nai pehcahnte, wo jab bhi nai pehchanenge agar Nabi saws aa bhi gaye to

NQ_Coordinator_RK: 73-74

Nur_R_HI: 72- jo aaj kitaab ki ahmiaat nahin mantae wo kal nabi ki mojoodgi main bhi nahin manain gae

Nur_R_HI: 75- jo khud ko bada samajhte the - unka jawab

NQ_Coordinator_RK: aya 75-77

NQ_Coordinator_RK: stubborn=azaab mangtae

Nur_R_HI: 77- jisko yaqeen nahi, wohi maangenge azab

NQ_Coordinator_RK: aya 78-79

Nur_R_HI: 79- HIGHLIGHT وَنَصَحۡتُ لَكُمۡ وَلَـٰكِن لَّا تُحِبُّونَ ٱلنَّـٰصِحِينَ

Nur_R_HI: Jitna deen samajh aata, utna sincere hote jate

Nur_R_HI: Ayah 80onwards

NQ_Coordinator_RK: Aya 80-84

Nur_R_HI: Qaume loot - homosexuality me mubtela

NQ_Coordinator_RK: qoomae loot per 3 azaab ayae

Nur_R_HI: patharon ki barish hui thi, jo inke sar se jakar private parts se nikalte the

Nur_R_HI: Ayah 85- Madyan walon ka qissa

Nur_R_HI: zameen ki islah ho chuki, iske bawjood log fasad phailate

Nur_R_HI: Qaume shuaib ki kahani

Nur_R_HI: jab deen ki chot kisi ki economy pe padti, to log dushman hote

Nur_R_HI: log chahte deen ko sirf bahar tak rakhe

Nur_R_HI: apne daur k bigde hue muslims = shuaib as ki qaum

Nur_R_HI: maal dar qaum thi

Nur_R_HI: bade logom ne dhamkiyan dedi shuaib as ko

Nur_R_HI: unpe threat tha k basti se nikaldenge

Nur_R_HI: 89- islam ka bhi ek economic system hai, hume doosron ki taraf dekhne ki zarurat nahi - Allah kare hum aisa kehne wale bane aameen

Nur_R_HI: 90- aaj log kehte tum maulvion ki baat maanoge to tum barbad hojaoge Astaghfirullah

Nur_R_HI: islam kamane nahi deta - ye ghalat hai.. abu bakr ra - bade taajir the ameer aur as-sabiqoon al awwaloon bhi the

NQ_Coordinator_RK: aaj hum jis kae pas thoora paisa ho us sae budgumaan ho jataea hain

Nur_R_HI: Allah doosron se hamari maroobiat khatm hojae aameen

NQ_Coordinator_RK: hamain apna perception badalna parae ga

Nur_R_HI: jab tak maal me se sood nai niklega - ummat nahi panpegi

Nur_R_HI: riba se bazahar heap of money banta par expansion nahi hoti

NQ_Coordinator_RK: Aya 95

Nur_R_HI: 94- Allah pehle nematein badhata phir pakadta

Nur_R_HI: 95 Allah pehle nematein badhata phir pakadta

Nur_R_HI: highlight 96- وَلَوۡ أَنَّ أَهۡلَ ٱلۡقُرَىٰٓ ءَامَنُواْ وَٱتَّقَوۡاْ لَفَتَحۡنَا عَلَيۡہِم بَرَكَـٰتٍ۬ مِّنَ ٱلسَّمَآءِ وَٱلۡأَرۡضِ وَلَـٰكِن كَذَّبُواْ فَأَخَذۡنَـٰهُم بِمَا ڪَانُواْ يَكۡسِبُونَ

Nur_R_HI: Alah hamari bekhaufi door karde aameen

Nur_R_HI: 100 - Sunte sunte .. sunn hogae

Nur_R_HI: do char baar sune bad bhi amal na kare => dil pe mohr lagjati

Nur_R_HI: 102 - har daur me aksariat fasiqon ki

Nur_R_HI: 103- Musa as ka qissa baar baar aaya Quran me

Nur_R_HI: zulm - inkar karna

Nur_R_HI: 107 -108 - 2 nishaniyan - yadde baiza aur samp

Nur_R_HI: samp me khauf tha aur yadde baiza me umeed dilai

Nur_R_HI: khauf aur umeed dilaana tableegh me

Nur_R_HI: 113- dunyadar log ujrat mangte

Nur_R_HI: deendar Allah k liye karte deen k kaam

Nur_R_HI: yehi faraq deendar/dunyadar me

Nur_R_HI: 119- jo doosron k liye gadha khodte wo khud usme gijate

Nur_R_HI: Alah fasiqon se bhi deen k kaam lete kabhi

NQ_Coordinator_RK: aya 120= haq ki pahchaan nain jadogaraon ko sijdae main gira dia

NQ_Coordinator_RK: aya 123= jhootae ilzaam

Nur_R_HI: har dictator chahta - meri shaan hho

Nur_R_HI: 124- torture dena chahta tha firon

NQ_Coordinator_RK: aya 124= mukhalif simt sae hath payon kaatna take insaan na marae aur naa hi jiyea

Nur_R_HI: takey na wo jeeye na mare

Nur_R_HI: 126- jab Quran ki koi ayat aaye to maan le

Nur_R_HI: subah ko jadugar - kafir/lalchi the aur phir muslim hogae

Nur_R_HI: subah ko jadugar - kafir/lalchi the aur phir baad me muslim hogae

NQ_Coordinator_RK: mairae liye naseehat= jub Quran ki koi bhi ayat samnae ayi samajh ayi us ko usi waqt maan liya aur agar mushkil lagae to dua mangni hai أَنۡ ءَامَنَّا بِـَٔايَـٰتِ رَبِّنَا لَمَّا جَآءَتۡنَا‌ۚ رَبَّنَآ أَفۡرِغۡ عَلَيۡنَا صَبۡرً۬ا وَتَوَفَّنَا مُسۡلِمِينَ (١٢٦)

Nur_R_HI: Highlight 126

NQ_Coordinator_RK: her daur ki sazish =musalmanon ki nasal khatam ker do

Nur_R_HI: 127- her daur ki sazish =musalmanon ki nasal khatam ker do

Nur_R_HI: 128 - acha leader qaumk morale ko buland karta mushkilat me

NQ_Coordinator_RK: ٱسۡتَعِينُواْ بِٱللَّهِ وَٱصۡبِرُوٓاْ‌ۖ إِنَّ ٱلۡأَرۡضَ لِلَّهِ يُورِثُهَا مَن يَشَآءُ مِنۡ عِبَادِهِۦ‌ۖ وَٱلۡعَـٰقِبَةُ لِلۡمُتَّقِينَ (١٢٨)

Nur_R_HI: 129- qaumein shikwe karre hai musa as se

Nur_R_HI: deen pe aaye baad acha nahi hora - aisa sonchna shaitanisonch hai

imaan_2: :-)

NQ_Coordinator_RK: فَيَنظُرَ ڪَيۡفَ تَعۡمَلُونَ (١٢٩kisi bhi title kae peechae yae sooch

Nur_R_HI: 129 highlight قَالُوٓاْ أُوذِينَا مِن قَبۡلِ أَن تَأۡتِيَنَا وَمِنۢ بَعۡدِ مَا جِئۡتَنَا‌ۚ قَالَ عَسَىٰ رَبُّكُمۡ أَن يُهۡلِكَ عَدُوَّڪُمۡ وَيَسۡتَخۡلِفَڪُمۡ فِى ٱلۡأَرۡضِ فَيَنظُرَ ڪَيۡفَ تَعۡمَلُونَ

Nur_R_HI: 132- jo qaum kehti hai k jomarzi karlo hum nahi manenge - toh kya hidayat milegi inko?

Nur_R_HI: 134- sust qaumein dua bhi khud nahi karti

NQ_Coordinator_RK: ٱدۡعُ لَنَا رَبَّكَ sust qomain dua bhi khud nahin mangtae

Nur_R_HI: jab qaumei sabr karti - Allah ki madad aati

NQ_Coordinator_RK: izterari sabr / khushiyon ka sabr

Nur_R_HI: forced sabr - majboor karke karaya gaya sabr

Nur_R_HI: nabuwat k 2 maqasid musa as ke - 1.bani isarel ko azad karana

Nur_R_HI: 2. taurat ka paigham dena

Nur_R_HI: 138 - nabuwat k 2 maqasid musa as ke - 1.bani isarel ko azad karana 2. taurat ka paigham dena

NQ_Coordinator_RK: Aya 141

NQ_Coordinator_RK: hukmranon ka zulm Allah ki taraf sae saza

NQ_Coordinator_RK: Aya 142

NQ_Coordinator_RK: kohae toor per kun bulaya?

Nur_R_HI: Quran samajhne focus hona padta

NQ_Coordinator_RK: Quran tanhaii main hi samajh ata hai

NQ_Coordinator_RK: focussed sirf tanhaii main hi hotae hain

Nur_R_HI: deen ki taleem k liye focus hona lazmi

NQ_Coordinator_RK: deen ki ta'aleem kae liye focus hona zaroori hai

Nur_R_HI: kamaskam 950 hrs focus hokar musa as ne Allah ko diya toh Allah ne taurat di

Nur_R_HI: Allah mujhe is kiatb k liye focus karde

NQ_Coordinator_RK: Moosa as jatae huae kaam bant ker gayae

Nur_R_HI: kaam bant k kare

Nur_R_HI: kahi jana ho to apni zimmedari doosron ko sonp ke jaye

Nur_R_HI: karamad cheezein karni hai to apne time me se bekar cheezein nikale

NQ_Coordinator_RK: kaam bantnae sae ziada log tayaar hotae hai

Nur_R_HI: haroon as - soft the

Nur_R_HI: musa as strong the

Nur_R_HI: 143- Musa as Rabb se kalam kar rahe hai

Nur_R_HI: Allah ko dekhne ka taqaza Musa as ka - hadd se badha hua nahi tha

Nur_R_HI: jannat me sab dekhenge Allah ko

Nur_R_HI: all these 143 only

Nur_R_HI: 144- aaj Allah ne ummate muslima ko wohi honor di, jo Musa as ko di

Nur_R_HI: Allah hume seedha chalte chalte teda na karn aaameen

Nur_R_HI: 147- k mutabiq hoti jaza bhi

Nur_R_HI: 147 - amaal k mutabiq hoti jaza bhi

Nur_R_HI: 148- dunya - jald milne wali cheez

NQ_Coordinator_RK: aik momin deen kae kamon main disorganised nahin hota aur disorganization ko bardasht nahin kerta

Nur_R_HI: 150- acha leader deen k kaam me disorganisation bardasht nai karsakta

Nur_R_HI: aik momin deen kae kamon main disorganised nahin hota aur disorganization ko bardasht nahin kerta

NQ_Coordinator_RK: maa ko beech main laa ker jazbaat ko ubhaar dia

Nur_R_HI: aapas k bughz khatm karne nisbat se milne ki zarurat aaj muslims ko

Nur_R_HI: Dua - Allah dushmanon ki hasi se mujhe bachana aameen

Nur_R_HI: 151- Momin ko ghussa aata, par theherta nahi

Nur_R_HI: ghalti ka ehsas hua musa as ko

Nur_R_HI: 156 - dua وَٱڪۡتُبۡ لَنَا فِى هَـٰذِهِ ٱلدُّنۡيَا حَسَنَةً۬ وَفِى ٱلۡأَخِرَةِ إِنَّا هُدۡنَآ إِلَيۡكَ‌ۚ

Nur_R_HI: islam dunya ko condemn nahi karta

Nur_R_HI: apne deen pe jab amal karoge, jab tumhari madad ki jaegi

NQ_Coordinator_RK: aya 157

Nur_R_HI: Nabi saws ki khoobiyan is ayah se note kare

Nur_R_HI: sunnaton ko zinda karna ho, to biddatein chodna padega

Nur_R_HI: maine khudpar kitne bojh laade hue hai?

NQ_Coordinator_RK: وَعَزَّرُوهُ وَنَصَرُوهُ وَٱتَّبَعُواْ ٱلنُّورَ

Nur_R_HI: 158- saari dunya k logon ko deen ki dawat!

Nur_R_HI: 160- apne aap pe zulm kiya bani isarel ne

Nur_R_HI: kaha tha k ek khane pe sabr nahi karsakte

NQ_Coordinator_RK: aya 163

NQ_Coordinator_RK: Dawood as kae zamanae main aik qoom

NQ_Coordinator_RK: machliyan pakartae thae

NQ_Coordinator_RK: un ko Haftae ko kaam kerna mana tha jub kae hafta sirf ibadat kae liye tha

NQ_Coordinator_RK: haftae ko hi machliyan uchal uchal ker bahir ati thin

NQ_Coordinator_RK: 3 garooh bun gayae = 1 garooh nain jaal jumah ko dala aur bahir itwaar ko nikala/ 2 garoh nain na to aisa kia aur na hi mana kia / 3 garoh jis nain mana bhi kia aur aisa kia bhi na

NQ_Coordinator_RK: 3 garoh nain apnae aap ko alag ker liya un sae

Nur_R_HI: 166- jab basti me burai ho aur aapnlive n let live - ye durust nahi/ baat pohanchana maqsad- manwana nahi

NQ_Coordinator_RK: pahlae 2 garohon ko azaab aya jub kae 3 garoh ko azaab na aya

Nur_R_HI: kisi society me haram zaraye ka ubhar ubhar k aana - ye Allah ki azmaish

Nur_R_HI: 166- jab basti me burai ho aur aapnlive n let live - ye durust nahi/ baat pohanchana maqsad- manwana nahi

Nur_R_HI: jab basti me burai ho aur aap na roke, to aap gunahgar/ Allah k paas uzar qayam hojaega rokne se k aapne kaam kiya/ live n let live - ye durust nahi/ baat pohanchana maqsad- manwana nahi

NQ_Coordinator_RK: يُمَسِّكُونَ بِٱلۡكِتَـٰبِ

NQ_Coordinator_RK: Aya 170

Nur_R_HI: kitab ko mazbooti se/dono hathon se pakadna

If you don’t use it you will loose it

Nur_R_HI: part time job nahi ye Quran



Nur_R_HI: jitna is kitab ko mazbuti se pakdenge, utna maanna asaan

Nur_R_HI: har cheez excellency pe karte hai.. to Quran ko kyun nahi?
Yüklə 172,36 Kb.

Dostları ilə paylaş:




Verilənlər bazası müəlliflik hüququ ilə müdafiə olunur ©muhaz.org 2025
rəhbərliyinə müraciət

gir | qeydiyyatdan keç
    Ana səhifə


yükləyin