Note: Please listen mp3 before preparing these questions & answers / In Sawal Jawab ko tayyar karne se pehle mp3 zaroor sune a) answer (saws): Sallallaahu 'alaehe wasallam (r a): Radi Allahu Anha



Yüklə 0,51 Mb.
səhifə1/6
tarix01.08.2018
ölçüsü0,51 Mb.
#64890
  1   2   3   4   5   6

/

Note: Please listen MP3 before preparing these questions & answers / In Sawal Jawab ko tayyar karne se pehle MP3 zaroor sune

a) answer


(saws): Sallallaahu 'alaehe wasallam
(r.a): Radi Allahu Anha (For Female)
(r.a): Radi Allahu Anhu (For Male)
(r.a): Radi Allahu Anhuma (For both or all of them)
(a.s): Alahis Salam

Questions and Answers



Adam (a.s)



  1. Who is the creator of everything and who has power over all things?

Har ek cheez ko paida karne wala aur har cheez par kudrat rakhne wala kaun hai?

a) Allah  b) Farishtein

c) Jinn d) Nabi


  1. Who has created Heavens and Earth?

Kisne Aasmaanon aur Zameenon ko banaya?

a) Nabi b) Allah 

c) Jinn d) Farishtein


  1. In how many periods Allah has created Heavens and Earth?

Allah ne kitne Ayaam mein Aasmanon aur Zameenon ko banaya?

a) 9 b) 6 

c) 11 d) 7


  1. When Heavens and Earth was created then where was the Throne of Allah?

Jab Aasmanon aur Zameenon ko banaya gaya tab Allah ka Arsh kahan tha?

a) On Air / Hawa mein b) In Paradise / Jannat mein

c) On Water / Paani par  d) Top of Paradise / Jannat ke upar


  1. How many Messengers were sent in this world?

Is Dunya mein kitne Rasool Bheje Gayein?

a) 297 b) 298

c) 299 d) 300 


  1. How many Prophets were sent in this world?

Is Dunya mein kitne Nabi bheje gayein?

a) 124,000  b) 125,000

c) 240,000 d) 250,000


  1. What was in existence before anything?

Sabse pehle kya cheez wujood mein thee?

a) Allah  b) Throne of Allah / Allah ka Arsh

c) World / Dunya d) Paradise / Jannat


  1. What is the first creation of Allah?

Sabse pehle Allah ne kya banaya?

a) Pen / Qalam b) Water and Throne / Paani aur Arsh 

c) Jinn d) Farishtein


  1. What was the first thing Allah has created after His Throne?
    Sabse Pehle Allah ne apne Arsh ke baad kya cheez banayee?
    a) Pen / Qalam  b) Earth / Dunya

c) Sky / Aasman d) Sun / Suraj

  1. What order Allah has given to the Pen?

Allah ne Qalam ko kya hukum diya?

  1. Write about Earth / Zameen ke barein mein likh

  2. Write about Paradise / Jannat ke bare mein likh

  3. Write / Likh 

  4. Write about Sun / Suraj ke bare mein likh



  1. What order to write Allah has been given to the Pen?

Qalam ko kya likhne ko Allah ne hukum diya gaya?

  1. Everything till the day of Judgement/ Sab kuch jo Qayamat tak hone wala hai 

  2. Everything about day of Judgement / Sab kuch Qayamat ke bare mein

  3. About Skies / Aasmanon ke bare mein

  4. About Sun / Suraj ke bare mein



  1. Writings of the Pen has been preserved by Allah, Where it has been preserved?

Qalam ne jo likha usko Allah ne mahfooz kar diya, kahan par?

a) In Paradise / Jannat mein b) In Bait-ul-Mammor / Bait-ul-Mammor mein

c) In Earth / Dunya mein d) In Lauh-e-Mahfooz / Lauh-e-Mahfooz mein 


  1. Which living being with intelligence has been created first?

Sahib-e-aqal Makhluqat (jiske paas aqal hoti hai) mein sabse pehle kisko banaya gaya?

a) Angels / Fariste  b) Human being / Insaan

c) Jinn d) Iblees


  1. Which living being with intelligence has been created after angels?

Sahib-e-aqal Makhluqat (jiske paas aqal hoti hai) mein Farishton ke baad kisko banaya gaya?

a) Angels / Fariste b) Human being / Insaan

c) Jinn  d) Iblees


  1. Which living being with intelligence has been created after Jinn?

Sahib-e-aqal Makhluqat (jiske paas aqal hoti hai) mein Jinn ke baad kisko banaya gaya?

a) Angels / Fariste b) Human being / Insaan 

c) Jinn d) Iblees


  1. The angels were created from what?

Farishton ko kis cheez se banaya gaya?

a) Water / Paani b) Light / Noor 

c) Mud / Mitti d) Fire / Aag



  1. The Jinn were created from what?

Jinn ko kis cheez se banaya gaya?

a) Water / Paani b) Light / Noor

c) Mud / Mitti d) Fir / Aag 


  1. The Humans were created from what?

Insaan ko kis cheez se banaya gaya?

a) Water / Paani b) Light / Noor

c) Mud / Mitti  d) Fir / Aag


  1. Who were living on this earth before human beings?

Insaan se pehle is zameen par kaun rehte the?

a) Angels / Farishte b) Jinn 

c) Animals / Jaanwar d) Birds / Parinde


  1. What is the only purpose that Allah has created Jinn & Mankind?

Allah ne Jinn aur Insaaniat ko sirf kis maqsad ke liye paida kya?

  1. To live peacefully / Sukoon ke saath rehne ke liye

  2. To worship Allah / Allah ki Ibadat ke liye 

  3. To help each other / Ek dosre ki madad ke liye

  4. To compete each other / Ek dosre se muqable ke liye



  1. Who do we worship other than Allah?

Allah ke siwai hum kiski Ibadat karte hain?

  1. Prophets / Ambiya

  2. We worship one and only Allah / Hum sirf aur sirf Allah ki Ibaadat karte hain 

  3. Angels / Farishtein

  4. Parents / Waldain



  1. Which creation of Allah has Free Will?

Allah ki kaunsi makhluqaat ke paas “Free Will” hai (Marzi ka Malik hona)?

  1. Jinn & Angels / Jinn aur Farishte

  2. Jinn & Animals / Jinn aur Jaanwar

  3. Jinn & Humans / Jinn aur Insaan 

  4. Birds & Animals / Parinde & Jaanwar



  1. Do Angels have all the knowledge?

Kya farishton ko har baat ka ilm hai?

  1. Yes / Haan

  2. They know only what has been told to them / Woh sirf utna hi jaante hain jitna unko bataya jaata hai 

  3. They do not know only about their death / Woh sirf apni maut ke bare mein nahin jaante

  4. They do not know about their next task / Who sirf apni agle kaam ke bare mein nahin jaante



  1. Can angels do anything from their own will?

Kya Faristein apni marzi se kuch kar sakte hain

  1. No, they only follow Allah’s command / Nahin, woh sirf Allah ke hukum par chalte hain 

  2. Yes they can sleep whenever they want / Haan woh jab chahate hain so jaate hain

  3. Yes they can eat anything they want / Haan woh kuch bhi khaa sakte hai jo woh chahate hain

  4. Yes they can take rest whenever they want / Haan woh jab chahate hain aaraam kar lete hain



  1. How many fist of mud Allah has used to create Adam (a.s)?

Allah ne Adam (a.s) ko kitni muththi mitti se paida farmaya

a) 1  b) 100

c) 500 d) 999


  1. From where Allah took that mud through which Adam (a.s) was created?

Jis mitti se Adam ko banaya gaya who mitti kahan ki thee

  1. Paradise / Jannat

  2. Moon / Chand

  3. Different portion of earth / Zameen ke hare k hisse ki 

  4. Sun / Suraj



  1. Why we have humans with different skin colors?

Dunya ke log alag alag rang ke kyon hote hain?

  1. Because of different diet / Alag alag khane peene ki wajah se

  2. Because Allah has created Adam (a.s) with the mud of different place from earth / Kyonki Adam (a.s) ko zameen ki alag alag jagah ki mitti se banaya gaya 

  3. Because some are poor and some are rich / Kyonki kuch log gareeb hain aur kuch ameer

  4. All of the above / Upar ke sabhi



  1. What Allah has called human beings in the Qur’an

Insaan ko Allah ne Qur’an mein kya kaha hai

a) Bashar  b) Nashr

c) Hashr d) Fashaar


  1. Who is the first human being Allah has created?

Sabse pehle Allah ne kis insaan ko paida kya

a) Musa (a.s) b) Ibrahim (a.s)

c) Muhammad (saws) d) Adam (a.s) 


  1. Who was so worried after seeing the structure of Adam (a.s)?

Jab Adam (a.s) ke dhanche ko banaya gaya tou kisko badi fikar hui?

a) Iblees / Iblees ko  b) Angels / Fariston ko

c) Prophets / Nabiyon ko d) Human beings / Insaanon ko


  1. What Allah has order the angels before breathe the spirit into Adam (a.s)?

Allah ne Adam (a.s) ke andar ruh phookne se pehle farishton ko kya hukum diya?

  1. Prepare clothes for Adam (a.s) / Adam (a.s) ke liye kapre tayyar karna

  2. Don’t come near to Adam (a.s) / Adam (a.s) ke kareeb na aana

  3. Prepare food for Adam (a.s) / Adam (a.s) ke liye khana tayyar karna

  4. Prostrate before Adam (a.s) / Adam (a.s) ke aage sajda karna 



  1. When spirit was breathed into Adam’s (a.s) head, he got sneeze then what angels has taught them?

Jab Adam (a.s) ke sir mein ruh phooki gayee tou unko chheek aa gayee tou farishton ne unko kya sikhaya?

a) Subhan-Allah b) Allah-o-Akbar

c) Alhumdulillah  d) La ilaha illallah


  1. When spirit was breathed into Adam’s (a.s) stomach then what did he feel?

Jab Adam (a.s) ke pet mein ruh dakhil hui tou unko kya mehsoos hua

a) Hunger / Bhookh  b) Pain / Dard

c) Tickling / Gudgudi d) Shame / Sharam


  1. How Allah has created every person from Adam (a.s) who is going to come on this earth till the day of Resurrection?

Qayamat tak paida hone wale har ek Insaan ko Allah ne Adam (a.s) se kaise paida kiye?

  1. Allah stroked Adam’s Head / Allah ne Adam ke ‘Sir’ par haath fehra

  2. Allah stroked Adam’s Stomach / Allah ne Adam ke ‘Pet’ par haath fehra

  3. Allah stroked Adam’s Back / Allah ne Adam ki ‘Peedh’ par haath fehra 

  4. Allah stroked Adam’s Shoulder / Allah ne Adam ke ‘Kandhe’ par haath fehra



  1. What covenant Allah took from the progeny of Adam (a.s)?

Allah ne Adam (a.s) ki har ek aulaad se kya ikrar liya?

  1. Am I not your Lord, They said “Yes Indeed, we bear witness” / Kya mein tumhara Rabb nahin, sabne kahan “Beshak, Tu hi humara Rabb hai, hum gawahi dete hain” 

  2. Are they angels, they said ‘Yes Indeed, we bear witness” / Kya yeh farishte hain, sabne kahan “Beshak, hum gawahi dete hain”

  3. Is this Iblees, they said ‘Yes Indeed, we bear witness” / Kya yeh Iblees hai, sabne kahan “Beshak, hum gawahi dete hain”

  4. Is this Paradise, they said ‘Yes Indeed, we bear witness” / Kya yeh Jannat hai, sabne kahan “Beshak, hum gawahi dete hain”



  1. Who was Iblees?

Iblees kaun tha?

a) Angel / Farishta b) Prophet / Nabi

c) Jinn / Jinn  d) Human / Insaan


  1. What kind of Jinn was Iblees?

Ibless kis tarah ka Jinn tha?

  1. Soft spoken / Narm mijaz

  2. Angry Jinn / Gusse Wala

  3. Transgressors / Nafarmaan

  4. Obedient & devotional worshipper / Farmabardaar aur Ibadat guzar 



  1. When Allah ordered to prostrate Adam (a.s), who did the prostration?

Jab Allah ne Adam (a.s) ko sajda karne ka hukum diya tou kis-kisne Sajda kara?

a) Angels / Farishton ne  b) Prophets / Ambiya ne

c) Iblees d) Human beings / Insaanon ne


  1. When Allah ordered to prostrate Adam (a.s), who did not do the prostration?

Jab Allah ne Adam (a.s) ko sajda karne ka hukum diya tou kisne sajda nahin kara?

a) Angels / Farishton ne b) Prophets / Ambiya ne

c) Iblees  d) Human beings / Insaanon ne


  1. What has stopped Iblees to prostrate Adam (a.s)?

Iblees ko kis cheez ne Adam (a.s) ko sajda karne se rok diya?

a) Jealousy / Jalan b) Arrogance / Guroor 

c) Greed / Laalach d) Envy / Hasad


  1. What reason Iblees has given to Allah for not prostrating Adam (a.s)?

Iblees ne Adam (a.s) ko sajda na karne ki kya wajah batayee?

  1. I am more powerful than him / Mein isse zada taqatwar hoon

  2. I am more beautiful than him / Mein isse zada khoobsurat hoon

  3. I am taller than him / Mein isse lamba hoon

  4. I am better than him because You have created me from Fire and him from mud / Mein isse behtar hoon kyonki tune mujhe aag se paida kya aur ise mitti se 



  1. What punishment Allah has given to Iblees for disobedience?

Allah ki nafarmani ki saza Allah ne Iblees ko kya di?

  1. 100 lashes / 100 chabuk

  2. Expelled from Paradise / Jannat se bahar nikal diya 

  3. Expelled from his house / Uske ghar se use nikal diya

  4. Sent him to Hellfire / Usko Dozakh mein daal diya



  1. What Dua Iblees made to Allah after expulsion from Paradise?

Jannat se bahar nikale jaane par Iblees ne Allah se kya Dua kari?

  1. He asked for long life / Apni Labmi umar ki Dua kari 

  2. He repent to Allah / Usne Allah se Tauba kari

  3. He asked for Paradise / Usse Jannat ki Dua mangi

  4. He asked to protect from Hellfire / Usne Dozakh ki aag se panah maangi



  1. How much life Iblees has asked from Allah?

Iblees ne kitni lambi umar ki Dua Allah se maangi

a) 100 years / 100 saal b) 500 years / 500 saal

c) 1000 years / 1000 saal d) Till Judgement Day / Qayamat tak 


  1. What Iblees has vowed?

Iblees ne kya kasam khayee?

  1. To mislead people / Insaanon ko gumrah karne ki 

  2. To speak only Truth / Sach bolne ki

  3. To be honest / Imaandaar rehni ki

  4. To be kind with others / Dosre ke saath narmi se pesh aane ki



  1. What Allah has promised for those who follow Iblees?

Allah ne kya wada kara hai jo Iblees ke naqshe qadam par chalega?

  1. They will be sent to Paradise / Woh Jannat mein jayenge

  2. They will be sent to Hellfire / Woh Jahannam mein dale jayenge 

  3. They we be rewarded / Unko sawab milega

  4. All of the above / Upar ke sab



  1. What Allah has promised for those who will be obedient to Allah and will not follow Ibless?

Allah ne kya wada hai jo Allah ki farmabardari karega aur Iblees ke behkawe mein nahin aayega

  1. They will be Punished / Unko Saza milegee

  2. They will be thrown into Hellfire / Who Dozakh mein dale jayenge

  3. Paradise will be granted to them / Unko Jannat se nawaza jayega 

  4. None of them / Upar mein se koi nahin



  1. What title has given to Iblees?

Iblees ko kya laqab diya gaya

a) Mu’min b) Muslim

c) Muhsin d) Disbeliever / Kafir 



  1. What is the meaning of Iblees?

Iblees ke meaning kya hai?

  1. Extremely disappointed / Intehai Mayoos 

  2. Intelligent / Aqalmand

  3. Clever / Chalaak

  4. Honest / Imandaar



  1. Why Iblees got his name Iblees?

Iblees ko Iblees naam kyon mila?

  1. Due to Allah’s Disobedience / Allah ki nafarmani ki wajah se

  2. Because he deprived from Allah’s mercy / Kyonki woh Allah ki rehmat se hamesha ke liye mehroom ho gaya tha

  3. He rejected Allah’s command / Usne Allah’s ka hukum manne se inkaar kar diya

  4. All of the above / Upar ke sare 



  1. What is the original name of Iblees?

Iblees ka asal naam kyat hai?

a) Israfeel b) Ababeel

c) Azazeel  d) Israeel


  1. What is the root cause of all sin

Tamam gunaon ki jad (root) kya hai

a) Arrogance / Taqabbur  b) Lie / Jhoot

c) Backbiting / Gheebat d) Slandering / Tohmat lagana


  1. Who is the biggest enemy of Human beings?

Insaan ka sabse bada dushman kaun hai?

  1. His bad company / Uske bure saathi

  2. Jinns

  3. Shaitan (Iblees) 

  4. Other human beings / Dosre insaan



  1. What is the biggest loss if any person heart has atom’s-weight of arrogance?

Jiske dil mein zarrra barabar bhi taqabbur hai, uska sabse bada kya nuksan hai?

  1. People don’t like that person / Log aiese insaan ko pasand nahin karte

  2. Person can’t enter Paradise / Woh Jannat mein dakhil nahin ho sakta 

  3. Arrogance is root cause of other sins / Taqabbur dosre gunah ki wajah hai

  4. Allah will punish arrogant people / Allah taqabbur karne walo ko saza dega

  1. Which disobedience of Allah first come into existence?

Kaunsi Allah ki sabse pehlee na-farmani wujood mein aayee?

a) Jealousy / Jalan b) Arrogance / Guroor 

c) Greed / Laalach d) Envy / Hasad


  1. Did Allah created Adam (a.s) with knowledge?

Kya Allah ne Adam (a.s) ko ilm ke saath paida kya?

  1. Yes but Allah creates other human beings without knowledge / Haan magar baki insaaniyat bina ilm ke paida ki jaati hai 

  2. Yes like other human beings / Haan baki insaanon ki tarah

  3. No without knowledge / Nahin bina ilm ke

  4. None of the above / Upar mein se koi nahin



  1. What command Allah has given to Adam (a.s)?

Allah ne Adam ko sabse pehla kya hokum diya?

  1. Say As-Salamu-Alaikum to Iblees / Iblees ko As-Salamu-Alaikum karne ko kaha

  2. Say As-Salamu-Alaikum to Angels / Fariston ko As-Salamu-Alaikum karne ko kaha 

  3. Prostrate to Allah / Allah ko sajda karne ka

  4. None of the above / Upar mein se koi nahin



  1. When Adam (a.s) greeted (As-Salamu-Alaikum) to angels then what angels has replied?

Jab Adam (a.s) ne jab farishton ko salam kara tou farishton ne kya jawab diya?

  1. Wa Alaikum Salam

  2. Wa Alaikum Salam Wa Rahmatullahi 

  3. Wa Alaikum Salam Wa Barakatuhu

  4. Wa Alaikum



  1. What names Allah taught to Adam (a.s)

Allah ne Adam ko kin kin cheezon ka naam sikhaya

a) All Trees / Sare Pedon ke b) Everything / Har ek cheez ke 

c) All animals / Sare jaanwaron ke d) All food / Sare khanon ke


  1. Did Angels know names of everything?

Kya Farishton ko har cheez ke naam pata the?

  1. No, they know only what has been told to them / Nahin, woh sirf utna hi jaante hain jitna unko bataya jaata hai 

  2. Yes, they know all names except the name of one Prophet / Haan woh sare naam jaante the siwaye ek nabi ke naam ke

  3. Yes, they know all names except the name of one Jinn / Haan woh sare naam jaante the siwaye ek Jinn ke naam ke

  4. Yes, they know all names / Haan woh sare naam jaante the



  1. When Allah asked names of few things from angels then what did they say?

Jab Allah ne Farishton se kuch cheezon ke naam pooche tou Farishton ne Allah se kya kaha?

  1. They told those names to Allah / Unhone Allah ko woh naam bata diye

  2. They told those names except one name / Unhone sare naam bata diya siwaye ek ke

  3. They have told all wrong names / unhone sare naam galat bataye

  4. We know only what you have told us / Hume tou bas utna hi ilm hai jitna tune hume sikha rakha hai 



  1. How Allah has created Huwa (a.s)?

Allah ne Huwa (a.s) ko kaise paida kara?

  1. From right Rib of Adam (a.s) / Adam (a.s) ki seedhe side ki pasli se

  2. From left Hand of Adam (a.s) / Adam (a.s) ke ulte haath se

  3. From left Rib of Adam (a.s) / Adam (a.s) ki ulte side ki pasli se 

  4. From right Hand of Adam (a.s) / Adam (a.s) ke seedhe haath se



  1. Who was Huwa (a.s)?

Huwa (a.s) kaun thee?

  1. Wife of Adam (a.s) / Adam (a.s) ki biwi 

  2. Sister of Musa (a.s) / Musa (a.s) ki behen

  3. Sister of Aasia (a.s) / Aasia (a.s) ki behen

  4. Daughter of Sulaiman (a.s) / Sulaiman (a.s) ki beti



  1. Who are the ancestors of all humans?

Sare jahan ke maa baap kaun hain?

  1. Ibrahim & Sarah / Ibrahim aur Sarah

  2. Adam & Eve / Adam aur Huwa 

  3. Ibrahim & Hajra / Ibrahim aur Hajra

  4. Yaqoob & his wife / Yaqoob aur unki biwi



  1. Whom Allah has created the most beautiful woman in the world?

Qainaat ki sabse khoobsurat aurat Allah ne kisko banaya?

a) Aasia (a.s) b) Huwa (a.s) 

c) Sarah (a.s) d) Queen of Sheba


  1. Whom Allah has created the most beautiful woman after Huwa (a.s) in the world?

Huwa ke baad Qainaat ki sabse khoosurat aurat Allah ne kisko banaya?

a) Aasia (a.s) b) Sarah (a.s) 

c) Queen of Sheba d) Hajra (a.s)


  1. When Allah has created Adam (a.s) and Huwa (a.s) then where was their abode?

Allah ne Adam (a.s) aur Huwa (a.s) ko jab banaya tou unka dhikana (yani ghar) kahan tha?

a) Dunya b) Jannat 



c) Skies / Aasmaan d) None of the above / Upar mein se koi nahin

  1. What advice Allah has given to Adam (a.s) before sending him to Paradise?

Jannat mein bhejne se pehle Allah ne Adam (a.s) ko kya salah di

  1. Iblees is the enemy of yours and yours’ wife / Iblees tera aur teri biwi ka dushman hai 

  2. Iblees can not harm you / Iblees tumhara kuch nuksaan nahin kar sakta

  3. Iblees is your friend / Iblees tumhara dost hai

  4. Ibless is neither your friend nor your enemy / Iblees na tou tumhara dost hai aur na hi tumhara dushman



  1. Did Allah allow Adam (a.s) and Huwa (a.s) to eat anything from Jannah?

Kya Allah ne Adam (a.s) aur Huwa (a.s) ko Jannat mein har ek cheez khane ki ijazat di?

  1. Yes / Haan

  2. No they were not allowed to eat anything / Nahin kuch khane ki ijazat nahin di

  3. Yes but they could eat only in the evening / Haan magar woh sirf sham ko kha sakte the

  4. Yes except from one Tree / Haan siwaye ek Darakht ke 



  1. What whispering Iblees did to Adam (a.s)?

Iblees ne Adam (a.s) ko Jannat mein kya waswasa dala?

  1. Tried to convince him to eat from forbidden tree / Unko haraam darakht se khane ke liye behkhaya 

  2. Tried to convince him to eat Chicken / Unko chicken khane ke liye behkhaya

  3. Tried to convince him to eat Beef / Unko Gai khane ke liye behkhaya

  4. Tried to convince him to eat Mutton / Unko bakra khane ke liye behkhaya



  1. What Iblees (Shaitan) did the whispering to Adam (a.s)?

Iblees yani Shaitan ne Adam (a.s) ke dil mein waswasa kyon dala?

  1. To become better than Adam (a.s) / Adam (a.s) se behtar banne ke liye

  2. For disobedience to Allah / Allah ki nafarmani ke liye 

  3. He wants to enter Paradise / Woh Jannat mein dakhil hona chahata tha

  4. None of the above / Upar mein se koi nahin



  1. What did Iblees whisper to Adam’s heart?

Iblees ne kya keh kar Adam (a.s) ke dil mein waswasa daala?

  1. Eat from this tree will not harm you anything / Is darakht se khane se tumko kuch nuksan nahin hoga

  2. Eat from this tree will make you more healthy / Is darakht se khane se tum aur bhi zada sehatmand ho jaoge

  3. You will be able to concentrate more in worship if you eat from this tree / Tum Ibadat aur bhi behtar tareeke se kar paoge agar is darakht se khaoge

  4. You will become angel and live forever if you eat from this tree / Tum humesha zinda rahoge aur Farishte ban jaoge agar tum is darakht se khaoge 



  1. What Iblees did to convince Adam (a.s) and Huwa (a.s)?

Iblees ne Adam (a.s) aur Huwa (a.s) ko yaqeen dilaane ke liye kya kara?

  1. He made false oath / Usne jhooti kasamein khayeen 

  2. He made false promises / Usne jhota wada kara

  3. He showed them false dream / Usne unko jhoote khuwab deekhaye

  4. All of the above / Upar ke sare



  1. When Adam (a.s) and Huwa (a.s) ate from forbidden tree then what happened to them?

Jab Adam (a.s) aur Huwa (a.s) ne haraam darakht se khaya tou kya hua?

  1. They fell sick / Woh bimar pad gaye

  2. They became more healthy / Woh pehle se zada sehatmand ho gaye

  3. Their clothes were gone and they became naked / Dono ke kapre khud ba khud utar gaye 

  4. They became angels / Woh farishte ban gaye



  1. What Adam (a.s) and Huwa (a.s) did when they became naked?

Jab Adam (a.s) aur Huwa (a.s) ke kapre utar gaye tou unhone kya kara?

  1. There wore another clothes / Unhone dosre kapre pehen liye

  2. They went inside their house / Woh apne ghar mein chale gaye

  3. They fell shy and they started covering themselves from the leaves of the trees / Unko haiya aayee aur unhone khud ko patton se dhakna shuru kara 

  4. All of the above / Upar ke sare



  1. What was the clothing of Adam (a.s) and Huwa (a.s) in Paradise?

Jannat mein Adam (a.s) aur Huwa (a.s) ke libaas kya the?

  1. Special clothing of Paradise i.e. of Noor / Jannat ka khas libas jo Noor ka tha 

  2. Special clothing of Paradise i.e. of Cotton / Jannat ka khas libas jo cotton ka tha

  3. Special clothing of Paradise i.e. of Leather / Jannat ka khas libas jo Leather ka tha

  4. None of the above / Upar mein se koi nahin



  1. What Adam (a.s) and Huwa (a.s) did after making mistake in Paradise?

Adam (a.s) aur Huwa (a.s) ne Jannat mein galti karne ke baad kya kara?

  1. They Repent to Allah / Un dono me Allah se Tauba kari

  2. They regret after mistake / Woh galti ke baad pachtaye

  3. They became sad after mistake / Woh galti ke baad dukhi ho gaye

  4. All of the above / Upar ke sab 



  1. What Allah did to Adam (a.s) and Hua (a.s) after their mistake?

Adam (a.s) aur Huwa (a.s) ki galti ke baad Allah ne unke saath kya kara?

  1. They were sent to this earth / Unko is zameen par bhej diya gaya 

  2. They were sent to their houses / Unko unke gharon mein bhej diay gaya

  3. They were sent to different Paradise / Unko dosri Jannat mein bhej diya gaya

  4. They were sent to Jail / Unko jail mein bhej diya gaya



  1. Did Allah forgive Adam (a.s) and Huwa (a.s)?

Kya Allah ne Adam (a.s) aur Huwa (a.s) ko maaf kara?

  1. Allah forgave them without their asking for forgiveness / Allah ne unko maaf diya bina unke maafi maange hue

  2. Allah did not forgive them / Allah ne unko maaf nahin kara

  3. Allah forgave them after they ask for forgiveness / Allah ne unko maaf kar diya jab unhone maafi maangi 

  4. Allah rejected their forgiveness / Allah ne unki maafi thukra di



  1. Did Adam (a.s) ask for Allah’s forgiveness through the waseela of Rasool Allah (saws)?

Kya Adam (a.s) ne Rasool Allah (saws) ke waseele se Allah se maafi maangee?

  1. Yes they did the waseela of Rasool Allah (saws) / Haan unhone waseele se hi Dua maangi

  2. No, it is nowhere mention in the Qur’an and Hadith / Nahin, yeh baat Qur’an aur Hadith se sabit nahin 

  3. No, they ask Dua with the waseela of Ibrahim (a.s) / Nahin, unhone Ibrahim (a.s) ke waseele se Dua maangi

  4. No, they ask Dua with the waseela of Musa (a.s) / Nahin, unhone Musa (a.s) ke waseele se Dua maangi



  1. What forgiveness did Adam (a.s) and Huwa (a.s) ask from Allah?

Allah se Adam (a.s) aur Huwa (a.s) ne kya maafi maangi?

  1. O Allah forgive us / Ya Allah humko maaf kar do

  2. O Allah we ask for forgiveness / Ya Allah hum tujjhse maafi maangte hain

  3. O Allah we are weak, forgive us / Ya Allah hum kamzoor hain, humko maaf kar de

  4. O Allah, We have wronged our souls if you forgive us not we will be one of the loosers / Ya Allah, humne apne saath bura kara, agar tu hum maaf nahin karega tou hum nuksaan uthane walon mein se honge 



  1. Who taught the Dua of repentance to Adam (a.s) and Huwa (a.s)?

Adam (a.s) aur Huwa (a.s) ko maghfirat ki Dua kisne seekhayee?

  1. Muhammad (saws) taught them / Muhammad (saws) ne unko seekhayee

  2. Allah taught that Dua and it is mentioned in the Qur’an / Allah ne seekhayee aur who Dua Qur’an mein maujood hai 

  3. Ibrahim (a.s) taught them / Ibrahim (a.s) ne unko seekhayee

  4. Musa (a.s) taught them / Musa (a.s) ne unko seekhayee



  1. What is difference between the mistake of Adam (a.s) and Iblees?

Adam (a.s) aur Iblees ki galti mein kya farq hai?

  1. They did not do any mistake / Dono ne koi galti nahin kari

  2. Adam (a.s) made mistake unintentionally and Ibless commit sin arrogantly / Adam (a.s) ne anjaane mein galti karee aur Iblees ne guroor mein aa kar gunah kara 

  3. Both have done same mistake / Dono ki galti same hai

  4. Adam (a.s) made mistake unintentionally and Ibless made mistake in anger / Adam (a.s) ne anjaane mein galti karee aur Iblees ne gusse mein aa kar



  1. What was the attitude of Adam (a.s) and Iblees after their mistake?

Adam (a.s) aur Iblees ki galti ke baad dono ka rawaiya kya tha?

  1. Both were sad / Dono dukhi the

  2. Iblees did not accept his sin and Adam (a.s) turned back to Allah in repentance / Iblees ne apna gunah nahin maana aur Adam (a.s) ne faurat palat kar Allah se tauba kari 

  3. Both realize their mistake / Dono ko apni galti ka ahsas tha

  4. Both did not realize their mistake / Dono ko apni galti ka ahsas nahin hua



  1. What is the difference between Dua of Adam (a.s) and Iblees?

Adam (a.s) aur Iblees ki dua mein kya farq hai?

  1. There was no difference between their Dua / Dono ki Dua mein koi farq nahin tha

  2. Iblees Dua is for Dunya and Adam (a.s) Dua is for Akhirah / Iblees ki Dua Dunya ke liye thee aur Adam ki Dua akhrat ke liye yani maghfirat ki thee 

  3. Iblees did not ask any Dua and Adam (a.s) Dua is ro Akhirah / Iblees ne Dua nahin maangi aur Adam (a.s) ki Dua akhrat ki ke liye yani maghfirat ki thee

  4. None of the Above / Upar mein se koi nahin



  1. When Allah sent Adam (a.s) to this earth then where Iblees was sent?

Adam Huwa ko jab Allah ne zameen par bhej diya tou Iblees ko kahan bheja gaya?

  1. Iblees was sent to Hellfire / Iblees ko dozakh mein bheja gaya

  2. Iblees was sent to Paradise / Iblees ko Jannat mein bheja gaya

  3. Iblees was sent to this earth / Iblees ko zameen par bheja gaya 

  4. Iblees was sent to the skies / Iblees ko Aasmanon mein bheja gaya




  1. Adam (a.s) and Huwa (a.s) were sent to different places on this earth then where did they meet

Adam (a.s) aur Huwa (a.s) ko is zameen par alag alag jagah par bheja gaya tou wahan par mile?

a) Kabah b) Arafat 

c) Medina d) Meena


  1. Who were the first twins of Adam and Huwa

Adam (a.s) aur Huwa (a.s) ke pehle Judwa bachche kaun the?

  1. Abel and his sister / Habil aur uski behen

  2. Cain and his sister / Qabil aur uski behen 

  3. Abel and Cain / Habil aur Qabil

  4. Two twin sisters / Do Judwa behene



  1. Who were the second twins of Adam and Huwa?

Adam (a.s) aur Huwa (a.s) ke dosre Judwa bachche kaun the?

  1. Cain and his sister / Qabil aur uski behen

  2. Abel and Cain / Habil aur Qabil

  3. Two twin sisters / Do Judwa behene

  4. Abel and his sister / Habil aur uski behen 



  1. What was the first sin on this earth?

Dunya mein sabse pehla gunah kaunsa hua?

  1. Abel killed his brother Cain / Habil ke haathon apne bhai Qabil ka qatal

  2. Cain killed his siter / Qabil ke haathon apni behen ka qatal

  3. Abel killed his siter / Habil ke haathon apni behen ka qatal

  4. Cain killed his brother Abel / Qabil ke haathon apne bhai Habil ka qatal 



  1. Who was the first Prophet on this earth?

Is zameen par sabse pehle nabi kaun the?

a) Adam (a.s)  b) Ibrahim (a.s)

c) Musa (a.s) d) Sulaiman (a.s)


  1. Whom Adam gave 40 years from his age?

Adam ne kisko apni umar mein se 40 saal diye the?

a) Adam (a.s) b) Ibrahim (a.s)

c) Dawood (a.s)  d) Sulaiman (a.s)


  1. What was the age of Adam (a.s)?

Adam (a.s) ki kitni umar thee?

a) 100 b) 200

c) 500 d) 1000 


  1. How may Huwa (a.s) was alive after the death of Adam (a.s)?

Huwa (a.s) kitne saal Adam (a.s) ke baad zinda raheen?

a) 1  b) 5

c) 10 d) 50


  1. Who was the first prophet from the children of Adam (a.s)?

Adam (a.s) ke baad unki auladon mein se sabse pehle kaun nabi hue?

a) Noah (a.s) b) Saleh (a.s)

c) Seesh (a.s)  d) Shoaib (a.s)


  1. What was the religion of Adam (a.s)?

Adam (a.s) ka kya deen tha?

a) Christianity b) Judaism

c) Hinduism d) Islam 


  1. After Adam (a.s) and Seesh (a.s), who was the first prophet sent on this earth?

Adam (a.s) aur Seesh (a.s) ke baad sabse pehle nabi kaaun aaye?

a) Noah (a.s) b) Ibrahim (a.s)

c) Musa (a.s) d) Idris (a.s) 


  1. Who was the first man to write from pen?

Sabse pehle pen se likhne wala kaun insaan tha?

a) Ibris (a.s)  b) Seesh (a.s)



c) Habil d) Qabil


Yüklə 0,51 Mb.

Dostları ilə paylaş:
  1   2   3   4   5   6




Verilənlər bazası müəlliflik hüququ ilə müdafiə olunur ©muhaz.org 2024
rəhbərliyinə müraciət

gir | qeydiyyatdan keç
    Ana səhifə


yükləyin