Nazimah16_HT: عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ ـ رضى الله عنه ـ قَالَ قَالَ النَّبِيُّ صلى الله عليه وسلم " كَلِمَتَانِ حَبِيبَتَانِ إِلَى الرَّحْمَنِ، خَفِيفَتَانِ عَلَى اللِّسَانِ، ثَقِيلَتَانِ فِي الْمِيزَانِ سُبْحَانَ اللَّهِ وَبِحَمْدِهِ، سُبْحَانَ اللَّهِ الْعَظِيمِ " .
Nazimah16_HT: Narrated Abu Huraira:The Prophet (ﷺ) said, "(There are) two words which are dear to the Beneficent (Allah) and very light (easy) for the tongue (to say), but very heavy in weight in the balance. They are: ''Subhan Allah wa-bi hamdihi'' and ''Subhan Allah Al-`Azim."
Nazimah16_HT: آنحضرت صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا دو کلمے ایسے ہیں جو اللہ تبارک وتعالیٰ کو بہت ہی پسند ہیں جو زبان پر ہلکے ہیں اور قیامت کے دن اعمال کے ترازو میں بوجھل اور باوزن ہوں گے ۔ وہ کلمات مبارکہ یہ ہیں سبحان الله وبحمده ، سبحان الله العظيم
۔Nur_R_HI: 11- خَلَقۡنَـٰڪُمۡ aur صَوَّرۡنَـٰكُمۡ =takhleeq k 2 marahel
Nur_R_HI: pehhle Allah ne Adam as ko mitti se banaya
Nur_R_HI: phir soorat banai۔
Nur_R_HI: Allah tumhari soorton/maalon ko nai dekhta, Alah aamaal aur dil ko dehkta
Nur_R_HI: 2) خَلَقْتَنِى مِن نَّارٍۢ وَخَلَقْتَهُۥ مِن طِينٍ reasoning kar raha Behtari ki wajoohat batar sharminda hone k badle
NQ_Coordinator_RK: jo jitna bara banta hai utna hi mutakabir hota hai
NQ_Coordinator_RK: baraii ka ahsaas insaan ko logon sae door ker daita hai
Nur_R_HI: mutakbbir shakhs = pahad pe khada shakhs. neeche walon ko wo bada lagega, par hai nahi bada. aur usey lagta k neehe wale log chote hai halanke ye sahi nahi.. sirf oonchai ki wajah se aise lagra usko
NQ_Coordinator_RK: Aya 13-14
Nur_R_HI: takabbur = Bataral Haqqi wa ghimtinnaas
Nur_R_HI: 3. shaitani ravayya - gunahon k liye choot mangraha
NQ_Coordinator_RK: chata to hidayat mangta magar mohlat mangi
Nur_R_HI: chahta*
NQ_Coordinator_RK: aya 16
Nur_R_HI: 4 rawaiya. apne bhatakne ka zimma Allah pe dalra
NQ_Coordinator_RK: shaitaan nain is muamlae ko personal lai liya
Nur_R_HI: 5 rawiya. apni mehroomi ki wajah doosre insanon ko banate - ibleesi ravayya
NQ_Coordinator_RK: jub Allah per nazrain lagatae hain to hum shaitaan sae bach jatae hain
Nur_R_HI: 18- jab ek nafarmani/sajde k inkar se iblees jahannum me jasakta to kya hum sainkdon sajdon k inkar k baad jannat me jaenge?
Nur_R_HI: sonche gunah kare waqt - kahin ye ek gunah to mere jahnnum me jane ka sabab na bane
NQ_Coordinator_RK: gunnah choota ho sakta hai magar jis zaat ki naafermaanii ki wo zaat bohat bari hai
Nur_R_HI: 19- Allah ne honor me jannat di adam as ko
Nur_R_HI: Adam as k zarye poori insaniat ko Allah ne jannat ki talab dedi
Nur_R_HI: shajar e mamnooa - prohibited food tha Adam as k liye
Nur_R_HI: wo darakht azmaish thi
Nur_R_HI: 1st time Adam as azmaish k taur pe gaye the jannat me
Nur_R_HI: 2nd time - inaam k taur pe jaenge
Nur_R_HI: Adama s ka wo shajre mamnooa = hum insanon ki shariyat hai
NQ_Coordinator_RK: Allah nain Adam as ko wahan azmaa liya aaj hum yahan aazmayae jaa rahae hain
Nur_R_HI: 20- waswasa = wo rasta jiske zarye shaitan hamare dil me dakhil hota
NQ_Coordinator_RK: shaitaan ka long term goal= insaan bae libaas ho jayae
Nur_R_HI: belibaas ho/haram luqma mooh me jaye - ye chahta shaitan
NQ_Coordinator_RK: jub bae libaas ho ga= Allah ka naafermaan ho ga
Nur_R_HI: baap dada k naam pe Allah ki nafarmani na karo
NQ_Coordinator_RK: Allah ka sawaal قُلۡ إِنَّ ٱللَّهَ لَا يَأۡمُرُ بِٱلۡفَحۡشَآءِۖ?
Nur_R_HI: 31- HADD SE TAJAWUZ NA KARO
Nur_R_HI: Allah pasand nai karta hadd se tajawuz karne walon ko
Nur_R_HI: makka wale naked jakar kaba me tawaf karte the - behayai
Nur_R_HI: taqwa - aapke andar kya hai
Nur_R_HI: libas ut taqwa - hamara pizza base hai
Nur_R_HI: dikhawe k liye pehente = to aapka dough [base] hi kharab hai
NQ_Coordinator_RK: Imaam Malik ru Jo libaas aik dafa hadees ki mahfil main pahan laitae thae wo dobaaraa nahin pahantae thae. poochnae per bolae Deen ki izzat hai
Nur_R_HI: Israaf = jahan jis mauqe pe ............
NQ_Coordinator_RK: hikmat her waqt
Nur_R_HI: libas bande ki shakhsiyat ka mirror hai
NQ_Coordinator_RK: qeemti khoobsoorat libaas pahan saktae hain agar afford ker sakain
Nur_R_HI: taqwa ka meyar - qeemat se nahi hai
NQ_Coordinator_RK: agar qarz laeker khareeda to israaf hai
Nur_R_HI: 32- kyun bedhange rehte ho
Nur_R_HI: log nek samjhe isliye libas bedhana na karo
Nur_R_HI: 50 - kafiron k liye jannat ki cheezein haram
Nur_R_HI: 52- jo qaum is kitab ko uthati = Allah usko ooper uthata
NQ_Coordinator_RK: Allah ka asool==jo qoom is kitaab ko peechae dalti hai Allah us ko peechae daal daitae hain aur jo qoom is kitaab ko agae rakhtae hain Allah unko agae rakhtae hain
Nur_R_HI: firm rehne walon ki izzat hoti
Nur_R_HI: 53- kya tum aone end ka wait karahe ho??
NQ_Coordinator_RK: kia main nain to kitaab ko nazarandaaz nahin kia?
Nur_R_HI: bohat hasrat hai
NQ_Coordinator_RK: hasrat ho gi=kash aik baar wapis duniya main chalae jayain to naik kaam karain gae
Nur_R_HI: samp me khauf tha aur yadde baiza me umeed dilai
Nur_R_HI: khauf aur umeed dilaana tableegh me
Nur_R_HI: 113- dunyadar log ujrat mangte
Nur_R_HI: deendar Allah k liye karte deen k kaam
Nur_R_HI: yehi faraq deendar/dunyadar me
Nur_R_HI: 119- jo doosron k liye gadha khodte wo khud usme gijate
Nur_R_HI: Alah fasiqon se bhi deen k kaam lete kabhi
NQ_Coordinator_RK: aya 120= haq ki pahchaan nain jadogaraon ko sijdae main gira dia
NQ_Coordinator_RK: aya 123= jhootae ilzaam
Nur_R_HI: har dictator chahta - meri shaan hho
Nur_R_HI: 124- torture dena chahta tha firon
NQ_Coordinator_RK: aya 124= mukhalif simt sae hath payon kaatna take insaan na marae aur naa hi jiyea
Nur_R_HI: takey na wo jeeye na mare
Nur_R_HI: 126- jab Quran ki koi ayat aaye to maan le
Nur_R_HI: subah ko jadugar - kafir/lalchi the aur phir muslim hogae
Nur_R_HI: subah ko jadugar - kafir/lalchi the aur phir baad me muslim hogae
NQ_Coordinator_RK: mairae liye naseehat= jub Quran ki koi bhi ayat samnae ayi samajh ayi us ko usi waqt maan liya aur agar mushkil lagae to dua mangni hai أَنۡ ءَامَنَّا بِـَٔايَـٰتِ رَبِّنَا لَمَّا جَآءَتۡنَاۚ رَبَّنَآ أَفۡرِغۡ عَلَيۡنَا صَبۡرً۬ا وَتَوَفَّنَا مُسۡلِمِينَ (١٢٦)
Nur_R_HI: Highlight 126
NQ_Coordinator_RK: her daur ki sazish =musalmanon ki nasal khatam ker do
Nur_R_HI: 127- her daur ki sazish =musalmanon ki nasal khatam ker do
Nur_R_HI: 128 - acha leader qaumk morale ko buland karta mushkilat me
Nur_R_HI: 158- saari dunya k logon ko deen ki dawat!
Nur_R_HI: 160- apne aap pe zulm kiya bani isarel ne
Nur_R_HI: kaha tha k ek khane pe sabr nahi karsakte
NQ_Coordinator_RK: aya 163
NQ_Coordinator_RK: Dawood as kae zamanae main aik qoom
NQ_Coordinator_RK: machliyan pakartae thae
NQ_Coordinator_RK: un ko Haftae ko kaam kerna mana tha jub kae hafta sirf ibadat kae liye tha
NQ_Coordinator_RK: haftae ko hi machliyan uchal uchal ker bahir ati thin
NQ_Coordinator_RK: 3 garooh bun gayae = 1 garooh nain jaal jumah ko dala aur bahir itwaar ko nikala/ 2 garoh nain na to aisa kia aur na hi mana kia / 3 garoh jis nain mana bhi kia aur aisa kia bhi na
NQ_Coordinator_RK: 3 garoh nain apnae aap ko alag ker liya un sae
Nur_R_HI: 166- jab basti me burai ho aur aapnlive n let live - ye durust nahi/ baat pohanchana maqsad- manwana nahi
NQ_Coordinator_RK: pahlae 2 garohon ko azaab aya jub kae 3 garoh ko azaab na aya
Nur_R_HI: kisi society me haram zaraye ka ubhar ubhar k aana - ye Allah ki azmaish
Nur_R_HI: 166- jab basti me burai ho aur aapnlive n let live - ye durust nahi/ baat pohanchana maqsad- manwana nahi
Nur_R_HI: jab basti me burai ho aur aap na roke, to aap gunahgar/ Allah k paas uzar qayam hojaega rokne se k aapne kaam kiya/ live n let live - ye durust nahi/ baat pohanchana maqsad- manwana nahi
NQ_Coordinator_RK: يُمَسِّكُونَ بِٱلۡكِتَـٰبِ
NQ_Coordinator_RK: Aya 170
Nur_R_HI: kitab ko mazbooti se/dono hathon se pakadna
If you don’t use it you will loose it
Nur_R_HI: part time job nahi ye Quran
Nur_R_HI: jitna is kitab ko mazbuti se pakdenge, utna maanna asaan
Nur_R_HI: har cheez excellency pe karte hai.. to Quran ko kyun nahi?